janab, pehli bat to ye k shak karna hamari majboori hai, mn ne apni 31 sala life mn kisi politician ko sirf or sirf public k liye work karte nhn dekha balke sirf apne bank accounts or apne chahiton ko nawazna dekha gaya hai.
second, imran khan really ek behtar choice ho sakti hai agar wo MQM se door rahen to,,,,,
jaisa k unhon ne dawa kia k wo drone attacks rukwane k liyr NATO supply band karwayn ge , agar wo succesful ho jate hain to ye unki or unki party kee kamyabi ho giiii
wagarna jahan itnon ko azmaya hai wahan inko bhi sahi
believe me hum 20 logon ka group hai jinhon ne decided kia hai k this time imran khan ko vote cast karna hai , halanke last two elections se hum logon ne vote cast nhn kia kion k hum kisi ko is ka ehal nhn samajhte
Sajad
Salam Javed Sahab.
Aaj aap ka face book wala column parha. Kuch correction zaroori hai. Karachi mai computer aur face book use karnay walay Pakistan may sub say ziada hai. Par yahan kay loog aap ka page visit shayad kum kartay hoo. Aik waja yai ho sakti hai kay aap ka ziada jhukaoo PML (N) ki tarf hai aur aap kay bary mai aamumi taasur yai hai kay aap Pro PML (N) aur kafi bar media mai unhi kay sath nazar aaty hoo, so Karachi mai khas tur par aur Sindh mai aam tur par PML (N) ko aacha nahi samjha jata. Esi liay yahan aap kay page ki viewer ship nahi hai. Jis ka aik prove yai bhi hai kay aap kay page ki viewer ship Rawalpinid aur Lahore mai ziada hai aur wahan MPL (N) kay voters ziada hai aur aap kynkay Pro PML(N) ho tu wahan aap ko ziada daikha aur passand kiya jata hai. Face book he nahi aap kay program “AAj Tuk” ka bhi yahan yehi haal hai.
Salam & Best of Luck.
Prof. Khurram Shahzad
Imran khan apne members elect ne krta, hmare Elaqy mn koi b member nhi hy? Phir mn kaisy imran khan ko vote do?
Lubna Younas
AOA, Yes Mr.Chaudhry now a days we r more involved in politics than in entertainment. I become sick to see the situation in pak.I feel the pak is going to be a bagger if dont have water, food, electricity ….. i cry before the tv n pray God for my country. The issues were never so serious in pak that we see now a days. Imran khan is the hope of pakistan, the doubt is never this he will cheat the pakis but is this will he be sucessful??? He is honest no doubt, but he is not a mature politician. He need the think tanks, the policies no doubt we, the youth n all educated people we love imran khan, he is a born n honest hero. But he need the people as well as policies. He need the help of analysts to know what to do and when to do.
Muhammad Imran Khalil
Dear, Imran khan is the best leader and politician. wo jab bhi baat karta hay Haq aur Sach ki baat karta. Aik Aam Admi ky dil ki baat karta hy wo humaray aur ap ky jazbaat ki akasi karta hy. wo her Area main aik Aam admi ko ki election ky leye khara kar raha. humain un ka sath dena chahye
Sajad
Salam Javed Sahab:
Aap ka aaj ka column parha, Jahan tuk Face Book aur net use karnay ki baat hai, wo sub say ziada Karachi mai hi use hota hai, Par aap ka page visit nahi hota, us ki waja yai ho sakti hai kay aap kay liay tasur hai kay aap Pro PML(N) hoo aur aksar League Leaders kay sath daikhay jaty ho aur Karachi mai khas tur pay aur Sindh mai aam tur pay PML(N) ko aachay tasur mai nahi liya jata. Es ka dusra prove yai hai kay aap nay Rawalpinid aur Lahore mai face book aur net ziada use honay ki baat ki hai, aur enhi areas mai PML(N) ka voters / followers bohat hai, that’s why wahan say apa ka page ziada visit hota hai. Yehi haal aap kay program AAJ TUK ka bhi hai, e ski viewer ship, Punjab mai ziada aur Karachi mai kum hai. You need to think but think widely & fairly.
God Bless You and Best of Luck.
Sajad
faheem baig mughal
javed bhai facebook ki naqsha kashi tou aap bilkul theek ki hai magar aakhir main aap janibdari ki dandi maar gaye hain,aap ka kya khayaal hai.imraan khan bhi mulk ki behtri main hissa daar hosakta hai,magar abhi woh iss position per nahi k mulk main iqalaab la sake,PAKISTAN KO BUHAT MUKHTALIF OR BHERPUR LEADER KI ZARORAT HAI,JAISE ALTAF HUSSAIN,WAISE AAP KI TEHREER BHI MAIRI RAI KI TERHA AIK RAI MANA JASAKTA HAI,
zunaira butt
nojawaano k baaray main Javed chaudhry sahb ki jo observation hai…main toatlly agree krti hon…is mazmoon k kuch jumlay aap nay aisay likhay k mujhay perh k laga k mun o an mera mind main jo tha wo aap nay likh diya… Allah aap ka bhala kray…Asaaniyan day aur asniyan taqseem krnai ki taufeeq ata furmaye
dr Abdul rahman
i m totally agree with Ameer abdul rahman and this time we also have decided with friends to vote for Imran khan and also work for him
i also request you (javed ch sb)and many other sincere people like you to work for him as he is the only hope for pakistan at this time.
Sajid Taj
Asalam o Alikum, Javed Sir sub se pehle me ye kaho ga k app ne jo bhi likha hai wo haqqeqat ha magar, maine app k aik column per comment kia tha jo app ne sensor kar dia ha. column ka title yad nhi magar wo janab tahir ul qadri sb k canada rehne per tha. mujhay bari hairat hui k app ne mere comments hide kar dea lekin bad me maine socha k app mujh se kahin ziada samajhdar insan hain shayad app ko behtar laga hoga. doosra app k page ko log is lea bhi pasand karte hain kion k app bhi wohi feelings rakhte hain is country k lea jo hum rakhte hain or imran khan ko suuport karte hain.meri app se request ha k app beshak officialy na sahi personally imran bhai ko ye cheezain samjhaeen. allah app ko izzat, sehat or kamyabi ata kare. ameen wasalm.
rehan aslam
plz sir ap imran khan tak puri koam ka msg convey kar dn k wo is mulk k liye kuch karain
Rao Mansor Ali Khan
AOA Chauhdary Sahb
When I was reading your column, I was thinking about Imran Khan before studying about him in this column, and if I talk about the doubt you have already explained the reason behind this I never wanted to be doubtful about any one, Until he/she him/her-self loses his believe. Now if I talk here about Imran Khan, I respected him very much till his call to Altaf Hussain, I and most of the people(Engineers) working with me in my office have lost their hopes and believes from Imran Khan since that day when he talked to Altaf Hussain. Because who has destroyed the peace of City of Lights Karachi and whom you are abusing and who is abusing you how he can be the well-wisher of you and Pakistan how you can make a collation with him on just saying that our agenda is same I am asking to Imran that if a robber say that robbery is sin and he assure to you that I am with you to vanish this displeasing crime but “I” will not leave this , then would you like to take his companionship with you. No no Mr. Imran you have busted the believe of the people you have to excuse and make them assure that you will never be with such criminals otherwise Mr. Imran people and specially youth of this country will say you bye and may be the last hope for the better future of Pakistan will be smashed.
I apologize if I have used some harsh words but I wanted to see you growing with growing Pakistan.
I request to Mr. Javed Chauhdry please convey my message to Imran Khan.
Thanks
sajjadhussain
dakhiyey jitna hum adab aur kitab se door hotey jayen gey hum m mada parasti aati jaye gi. lakin is m to koi shak naheen k hamarey han siyasat baqaida aik karobar ki hasiyat rakhti h.aap dekhen k aam fehm m siysat ka lafz kis maaney me istemal hota hey. aap apni taraf sey aam logon me jayen ya kisi aam sey jahil aadmi sey siyat ka lafz wo kesey istemal kartey hein k falan shakhs se baco woh boht ‘siyasat’ dar h. assembly m siyasatdan jo kartey hen. kia wo siyasat hey ya mustaqil iqtadar ka aik plan tiyar kartey hien.
Asim
I like ur columns and programmes.
razim electrical engineer from oman
janab chaudry sb ap ki bat balkul baja ha kah hamari qoom ma shak aur dosri nafseyati bemareya bar rahi ha
lakin kia ham na kabi socha kah aa sa kio ha is ki wajohat ha kafi hain mehingayee,berozgaree,law and order,hamarai aala class ki bar bar ki bai wafayeya.
roti kapra makan,asian tiger,sub sa pehlai pakistan aur asai bohat qisam k bohat sa jhotai naroon na hamarai qoom ko bohat noqsaan pahonchayee,aa sa ma yah qoom shak b na karai.
ap hi batayai qosoor kis ka ha awaam ka ya hamaree ashrefeya ka?????
waiting for ur reply
imran khan
dr abdul rahman,yaar ya english mae (sb) keeya hotha hae,imran khan acha banda ha
hamza
javed bhai…
aap ki bat se kuch kuch itafaq ho skta haye poora nhi….
wo es liye nhi ho skta???
1980 se le kr aj tak es YOUNG GENRATION KO kha kha pe mis use nhi kia giya or ajkal bi jese kia ja rha haye maslen…
-1970 se kasmiri mujhid bna kr army or ici ne use kiya,,,
-1980 se esi young genration ko AFGHAN MUJAHIDEEN bana kr use kiya,,,,HZAROO NEK DIL MAA BAP NE kashmir or afghan war main apne bachoo ko mujahid bna kr bheja,,,or en hokmrano ne,,,army ne,,,ici ne SHAHEED KA NAAM DE KR ON KI LASHOO KO ON KE MAA BAP KE SAMNEY JA KR RAKH….OR PHIR ESI ARMY OR HOKMRANO NE DHESHAT GARD bna diya,,,army ko maloom haye jo KUTTA MUSHARFA KR KE GIYA HAYE OS KA HAL KISI KE PASS NHI,,,,OR YHI JANG HAMRI IZATOO KO PAMAL KR RHI HAYE…MAA BHEN BETI KE RISHTOO KO APNE ANKHOO KE SAMN LOOTEY HOVEY DEKH REHE HAIN,,,,AAP KA MEDIA TRUTH KI AART MAIN ZER KA KAM BI KR RHA HAYE….
hafiz uzair
I will sum up my comments by saying that
Tary waday pa jiay to Jana yeh Jhoot Jana
K Khushi sa Mar na Jatay Gar Etibar Hota.
Zubair Ahmad
Bilkul Ch. sab apki Observations bilkul thik hein k hum tab tak tariki ni kr saktey jab tak k hum khud per yaqeen ni krtey, aur khud-aitmadi ni paida kr letey waqey humari pori qoum mai hi is ki kami he Sir…………….. aur Rahi bat Imran khan ki g bikul agr yeh b jhootey na sabat hon tu zaror inko vote b dainey aur inkey sath kharrey b hongey ………….. @
dr.sohail
karachi mein killings ho rahi hein,bache kidnap ho rahe logon ke karoobar tabha ho rahe hein koi admi mehfooz nahi.ye kesi zalil democracy hai. hamare kanjar leaders kahan hein. cj aur army chief kahan hein MIT JAYGI KHALQE KHUDA TO INSAAF KAROGE
Asif Ali Ahmed
Asalam u alikum,
Kisi bhi page ya column pe 1st time comment de raha hoon. Aap k columns read kurta rehta hoon or hur baar aik new cheez seekhne ko milti he Q K us me aap kisi bhi tareekhi wakie ka hawala daite hain.
Aap ne upne column me likha he k Karachi me Net use kurne waloon ki tadad dosre shehroon k muqable me kum he to I am not agree with that Q k yahaan internet use kurne waloon ki tadad mulk k dosre shehroon k muqable me kahiin ziada he.
Aap ne shuk kurne ki baat kuri to I agreee hum new generation me baat bohot burhti ja rahi he is ki sub se buri waja hamara education system he k jis me koi fairness nahi he students itni ziada mehnut kurte hain but unhain koi kamiabi hasil nahi ho pati or agur koi degree le bhi lain to job k lie phir wohi dhukke khana hur jaga sifarish or rishwat ka bazar gurum he aise me ye student phir shortcuts dhoondhta he or yahaan se hi kharabi ki ibteda hoti he.
Waiting for your reply
Muhammad Ayaz
Congratulations for all this its a big achievement. With Best Wishes
Dr Ijaz
اب آپ ديکھيں کہ آپ فيس بک پر پاکستان کے سب سے زيادہ کامياب جنرلسٹ ہيں مگر پھر بھی آپ کے بہترين کالم پر زيادہ سے زيادہ سينکڑوں ميں کمنٹس آتے ہيں ۔ آپکے کيے ہوئے بہترين پروگرام پر پچاس ساٹھ سے زيادہ کمنٹس نہيں آتے جبکہ آپ کے فينز لاکھوں ميں ہيں اور يہی حقيقی صورت حال بھی ہے _ اب آپ ان اينکرز يا کالم نگاروں کے بارے کيا کہيں گے جو ہر آئے دن اپنے پروگرام يا کالم ميں ہزاروں ای ميلز کا تذکرہ کرتے ہيں جسکا جواب دينا انکے ليے ممکن نہيں ہوتا ۔ ہے نہ مزاحيہ بات ۔
چوہدری صاحب يہ دنيا گول ہے اور شائد انسانی سرشت ميں کچھ جھوٹ ڈي فالٹ ہيں ۔
Noman@Lahore
Dear Javed Ch,
I am a edict fan of your colums and i read yesterday that you daily read comments on face book, after reading your todays column i was unable to left without thanks and apprication on this marbolous coloumn, i have one suggestion why not you choose the title as “JAAG PUNJABI JAAG”
Dr Ijaz
آپ نے جس خوبصورت انداز ميں اپنی فيس بک کی کاميابی کا تذکرہ کيا ہے وہ لاجواب ہے مجھے اپنے ايک مرحوم پروفيسر صاحب ياد آگئے جنہوں نے قريبا ساڑھے تين سو کی کلاس کے سامنے اپنے ليکچر کا آغاز خلاف معمول پنجابی ميں کچھ اس انداز ميں کيا
لوگ اک حج کرکے اپنے نام نال حاجی لکھ کے پھوتاں ماردے پھردے نيں مينوں ديکھو ميں دس حج کيتے نيں کدی ميں تہاڈے يا کسے ہور بندے سامنے پھوت ماری ہووے ؟ ميرے عادت ای نہيں بس نيک کم کرکے بھل جاناں چاہی دا اے ۔ اور تہانوں ميرے نصيحت اے کہ کسی نال ايس گل دا تذکرہ نہ کرنا کہ ميں دس حج کيتے نيں ۔ بہت شکريہ 🙂
sajjad harrar
ihave read this colum
i agree your conclusion about
imran khan. imran khan is the best from prsent politician.
asad ali khan
Chaudhry Sb we wish Imran khan be the next leader of Pakistan and this may be the only hope for people of Pakistan. If this hope shatters than rage of the people can flow the system with their rabious storm. I request you Chaudhry Sahib, please write something more positve about Imran Khan to motivate people and advice Imran Khan to be more practical to make sure people that he realy wants to save Pakistan. Because our beloved country is on the verge of distruction. You can motivate the people against or in favour of any Person/Leader. Please Chaudhry sb do it for sake of our country the most beautiful. I am discribing it in this way because I am in Afghanistan and I can feel. We need Imran to be our next leader for best Pakistan. I am waiting for the columns about Imran khan.
Thanks.
ASRAR
Mr Javed ch you write and we read what I think both are non parcticle. If you stand out among youth you will be surrounded by youth more than Mr KHAN.
nilofer anwer
assalam alaikum.i am quite old reader of your colums.always admired your way of analysing issues and your stastics are amazing.want to give you a suggestion join imran khans party , insha Allah a huge no of youngesters will support you along with imrankhan you also are a great for future of pakistan. Think about it!
Apney pura Kalam Acha likha jo Qabiley Tareef aor Qabley sataesh hey … mgr apney Karachi k hawaley sy Ghalat information di hey k karachi mein internet user kam hein … purey pakistan mein subsy zayadah net user karachi mein hein… (ye mein nahi kahraha balkey worldwide net providers kah rahey hein)
aor subsey Aham baat ap ney apne Qalam ki khud he be Ezzati kardi Imran Khan ki Tareef krk …
mera Aapko Mukhlis mashwarah hey k aap dunya bhar mein inter net aor social networking sites ka jaeza lyn uskey pakistan mein social networking sites ka jaeza lyn aor usk bad pakistan ki Awaam aor Pakistan ki politics ka social networking sites pr updates ka jaeza lyn tu aapko maloom huga k log imran khan ko zayadah support kartey hein ya kisi aor Jamaat ya Islami guruh ko
@javeed Sir … Aap tajzia kar hyn bus mahaz mukhlis Tajzia kryn.. mera nahi kahayal k aapko apney tajzeye mein apni Raey dene ka haq hey…
husakey tu shak ki Aenak utaar key aor Masbat soch k sath mera comment parheyega… Allah apko EsteQamat Aata krey (ameen)