dus saal pehlay hamaray pas jo thora bahut sakoon tha wo ab nahi,aaj humare sath aapnay hi mulk may kia ho jae kuch keh nahi sakte kab hum dehshatgard ki fehrist may aa jaien aur america humaray muqadar ka faysala kar de,ya koi remondevis humay kuchal de,to jahan yeh soorat e hall ho wahan laptop,mobiles,nai garian sakoon nahi detay.
Asad Abbas
Aslam-O-Alaikum ,
Javed chuhdery sahib kuch baatain kitabon main hi achi lagti hain , meanings k lihaaz sy powerful hony k bawajood b aysi batain amli zindagi main kisi k liye helpful sabit nahi hoteen , agar aap ko lagta hay k 10 saal pehly wali zindagi sy aaj ki zindagi ziyada saholton sy muzaiy’yan hay to yeh b sabit karain k aaj sy 10 saal pehly waly pakistani sy aaj ka pakistan ziyada mutmay’an hay , yaqeenan aysa nahi hay , jo itmenaan aaj sy 10 saal pehly aik insan aur bil’khasoos aik pakistani ko naseeb tha wo aaj 10 saal baad saholtain ziyada ho jany k bawajood b naseeb / muya’sar nahi hay , iss ki kia waja hay iss ki aik hi waja hay k insan k har kaam , har act , insan ki amdan , karobaar , zindagi main muyas’sar saholiyaat , waqat , mehnat , ghar , shoq zouq gharz yeh k har shoba’haye zindagi sy “barkat” uth chuki hay jo k allah ny nahi uthaiee balky hamary apny amaal ny uthaa di hay , lehazza agar aaj humain 10 saal agy ja kar milny waali sahooltain b abi hi mil jaien tab b hum khush nahi reh sakty , tab b hamari zindagi main sakoon nahi aa sakta , tab b hum asooda haal aur mutmay’an zindagi ki ummeed nahi kar sakty jab tak hum apni zindagiyoon main “barkat” wapis na laien aur barkat aysy nahi k du’aaon sy mily gi yeh b koshish karny sy hi mily gi aur jab mil jaye g tab aaj ki life ho ya aany waly 10 saal baad ki life wo har lehaaz sy mutmay’an hi hogi …aap k samny Iran ki misaal majood hay jahan hum sy kam wasayel hain , jahan arsa daraz sy pabandiyaan hain , jahan tajarat iss trah nahi jis trah deegar mumalik main hay , wahan ki fee kas amdan b ham sy kam hay laiken iss sab k bawajood wo hamari trah bay chain aur muzterab zindagi naih guzaar rahy wo rizaq k hassol k liye maary maary nahi phirty , unn main hamari trah nafsa nafssi ka alam nahi hay , aysa q nahi hay ? aysa iss liye nahi hay k unn k haan “barkat” ki majoodagi hay jo hamary han nahi hay aur “barkat” kahan sy ayee hay wo unnhon ny apny amaal sy hasil ki hay aur amaal koshish karny sy hoty hain batain karny sy nahi , q k batain kitabon main hi achi lagti hain amli zindagi main inn ka koi roll nahi hota ..wasalam
rashid minhas
sir salam u r absolutely right and we are basically not thankful to God behaving like a depressed nation……….but nature cant be change from 1947 we are doing these thingsso hope for the best
Rana Irfan
javed sahib ap b wasef ali wasef han jo ooan ki bat ko samjh kar hum tak pohcha rahe han hum khosh naseeb han k ap har achi bat sub logon takpohchata han …!
Abdul Waheed
Belkul Javid sb ao ne theek kaha k “khush naseeb wo hy jo apne naseeb se khush hy”
Lekn yaha par to har koi ek dosray ko kheenchne k chakar main hy
Huma
Very NyC Sir,,,,,,,,,
Best Hope 4 me………
tanvir hamzah
A.A thanks sir today I was very upset but the sentence that you mentioned changed my mind thanks again sir…
shabbir
Janab Javed sb aap ka aj ka kalam pehra, yaqeen karein mere liye to ap he janab Wasif sb hein. aaj aap ne jo likh diya he woh mere dill per nakash ho gia , aaj ap ne mujhe bhi aik nai reh dikha di . is ke liye aap ka bahut bahut shulriya .
Muhammad Umar
Dear Javed Sb,
I use to read almost all your articles and I always like your views. In today’s Colum I have some opinion which mismatches with yours. You have compared today’s situation with ten years back situation, but you did not mentioned the real factors for which the nation is feeling unrest. Ten years ago there were not a so called war against terror, there were no drone attacks killing our innocent citizens, there was not an American battalion operating in Pakistan like Black Water and other agencies, there were no bomb blasts killing thousands of our people, there were no incidents like Abbotabad operation, PNS Mehran Attack, GHQ Attack which embraced the whole nation. There was no power, petroleum, GAS, Wheat shortage in Pakistan. A citizen was feeling secure while moving in the markets and his home and so on….
My dear sir, I can mention hundreds of factors which are causing this unrest among the people which you ignored. So my humble request is that pleases show the both sides of picture to your audience because people listen, read and trust you.
Thank you
janab javeed sb 10 saal phaly corruption katni thi aur aj katni ha.ag ka insan phaly sa zada mahant kar raha ha aur os k moqbaly main 10 sall phaly sa kum malta ha. ag sa 10 saal phaly to boom blast aur droon hamlay to ni hoty they to ag k 10 saal main yah hasal kia ha hum na
Tiayyb
Dear Mr Javed,
I second Muhammad Umar’s opinion, you cannot give hope to a nation when uncertainty has reached to its maximum and people are trying to rush out of Pakistan just because of security issues. You are right we have much more facilities today than 10 years back but with the current situation where people are killed on roads by anyone and we have to accept it by leaving the justice to Allah, can we be contented with our fate. Its not fate dear Mr Javed. Its the policies of our elites that we are suffering through and we cannot be contented on our fate that we get killed in drone attacks and in suicide bombs and we accept it as our fate. I felt like you are making us a big fool.
Taimoor Aalam
Assalam o alaikum,
humne chand hi roz se aap k articles reak arna start kiye hain main aap se coffee shop wale program se aap ka fan hoon janab aap bohat acha likhte hain… articles read kar k bohat khushi hoti he… thank you so much…
Allah aap ko or hamen salamat rakhen Ameen…..
Dr Ijaz Akhtar
ميڈيکل کالج کے ہوسٹل ميں ميرے پہلے دو ماہ صرف اور صرف فولنگ کی نذر ہو گئے اور فولنگ بھی اس قسم کی کہ خدا کی پناہ – نہ دن چين نہ رات آرام ۔ دو نقاطی فارمولے کے تحت فولنگ ہوتی تھی ۔ کہ فرسٹولے کی کوئی عزت نفس نہ رہے اور دوسرا دنيا ميں سينير کا آرڈر سوتے جاگتے ميں حرف آخر ہو کہ جس کو نہ ماننے کی کوئی آپشن دماغ ميں نہ رہے ۔ مگر جب ميں خود سينير بنا تو ميں نے اس بات کو تبديل کيا اور کئی سال تک فرسٹ ائير ميں آنے والے لڑکوں کی تربيت کا اپنے ذہين ميں ايک پروگرام بنايا اور اس پر عمل کيا- يہی وجہ ہے کہ ميرے سينکڑوں کی تعداد ميں جونير دوست بنے اور انہوں نے ميری کمپنی ميں بيشمار اچھی چيزيں سيکھيں جس سے نہ صرف انکی عزت نفس بحال رہی بلکہ انکی پڑھائی اور عملی ذندگی ميں بھی ميری سکھائی ہوئی باتيں انکے کام آئيں۔ آپ ميرے کسی جونير سے مليں وہ مجھے پيرو مرشد يا استاد کے نام سے جانتا ہے۔ اس ميں اہم ترين بات يہ تھی کہ جہاں دوسرے سينير بےعزتی پر يقين رکھتے تھے ميں ان فرسٹولوں کا اعتماد بحال رکھتا تھا اور انہيں بہترين دوستوں کی طرح رکھتا تھا اور پھر خوش قسمتی سے ميرے جونيرز ميں سے ميرے بہترين دوست بنے جنکی دوستی ميرے ليے ايک اثاثہ اور ميرے ليے فخر کی بات ہے ۔
يہ سب باتيں اس ليے لکھيں ہيں کہ اگر آپ کے سينرز نے آپکے کيرير کے ابتدائی دور ميں آپ کی ايسی تيسی پھيرے رکھی تو ضروری نہيں کہ آپ انکے نقش قدم پر چليں آپ اپنی پاليسی ترتيب دے کر آنے والے جونيرز سے پيار محبت سے پيش آئيں اور انکی راہنمائی کريں ۔ انکی چھوٹی چھوٹی باتوں کی حوصلہ افزائی کريں ۔ آپ آج يہ کام شروع کريں اور دس سال بعد اسکے ايسے حيرت انگيز نتائج برآمد ہونگے کہ آپ خود بھی حيران رہ جائيں گے کہ ميں دوسرا اشفاق احمد کيسے بن گيا !!
Umar Gillen
yeah i agree with you umar.
And as far as Income concern, If the income level increases the inflation increases double then the income. 10 years back if someone earn Rs 10,000 The sugar is Rs 25 Kg and so on.
mubasher buttar
javeed shb yahan koe khus b nae rahny detaa..sub pochy hain tu bara kush hai khriat hai…mary khayal main hamari society main log aik dosry ky bare main janany k lea bht conscious rehty hain..billa waja,billa zarorat mudakhlat krty hain jis sy log be chain pershan rehty hain…jahan tk ap ki bt hai k apny naseed per khus rehny sy hum juld manzil talash kr lety hain kamyaab ho jate hain i agree u…
Sangeen Sultan Khan
nice piece of advice…..got it usefull..
Aaisha
HAzrat MUHAMMAD(S.A.W) said
the best among u are those who are contented with little..
and so true only tahnkfulness for having waht v have brings contentment in life … may Alah ji bless us with atitude to be THANKFUL to HIM.Ameen.
Wasif Ali Wasif is the one of my favorite writer, his book ‘Harf Harf Haqeeqat’ enticed my mind to read his all of the books. Ashfaq Ahmed, Mufti Mumtaz, QA Shahab, Ibn-e-Insha, they were different from each other but the end of their thinking remained same.
zarakazmi
salam sir,app nay buhat acha lika hain.i wish mujay be app ki kahra k usdat meltay jo hosala barhatay………ALLAH BLESS U..
benish
sir main apki buht barhi fab hun.app MASHALLAH buht hi acha likhty hain.ALLAH apko mazeed kamyabion sa nawazy ,ameen.
imran
If you cannot get things as much as you desire than be contented with what you have… Hazrat ALI (R.A)
Hasan javed
Dearsir,I highly appreciate your efforts in making this scattered land a prosperous nation , you are going in the best possible manner. Pls support IMRAN KHAN as much as you can. He is the only selfless leader . jinnah k baad !
Ali Goraya
today i read your column .I like it .Wasif Ali Wasif is also my favourit saint .
wishes
well sir na khush honay ki wajah tou app nay bat hee dee kay jb har waqt kal or ajj ka comparison kai jata rahay ga tb khush rehna possible nahin hai.. lakin ik bat ko app b jhutla nahin sakain gay kay kal jo sakun hum sub ko muyasir tha ajj nahin hai…. or wo sakun in hee aj ki aasaishat ki wajha say rukhsat hu ahai
Dilshad
Lakin pir b hum asy kun ni ho skty. Read krty han Lakin Practical life mai iss par amel ni ho pata.
Kash hum achy logo ki achi bato par amel kr lay.
Hopefull..
adnan farooq
sir har insan ki soch mukhtalif hai.is ko tabdeel nai kia ja sakta.
hum logo ko apni soch tabdeelkri ho gi.positive soch.
rizwan
great sir…..
Muhammad Shahid Ashraf
Really Great Saying by Mr Wasif Ali Wasif. and we can add more words like: start your morning with such spirit that you would be trying to learn the ways of being happiness.
shaheen
javed bahi aap ne jis khoshali ki movi bina ke dhikayi hai….
mobiles???
cars???
dinners???
etc etc?????
ye sab paney keliye hum sab ne pakistan ki sar zameen pe kiya kiya GONAHA OR JURM nhi kiya….apni IZAT GERAT,,,IMAN,
pakistan ki salmati….bhenoo ke sar se dopta tak otar liya ham ne….maoo ko bachoo ke saath khod kashi pe majboor kr diya…..
nahi maloom aap qu es kism ke culom likh kr badgomani phela rehe hain….sach bola krain…..
60 saal se jin hokmrano ko awam paal rehi haye jab tak en ke ser se asman or peroo se zameen nhi khench li jaye gi KHODA KI kasm kuch bhi nhi ho skta…ye takvar or FERON kism ke hokmaran esi trha pakistani ki sar zameen ko apne gonahoo se lal krte rehe gain or awam ko bi be-gerat se be-gerat treen or apki or meri balke poori qom ki behiyoon or bachoo ke hathoo main GATTAR HOON GAIN OR JO SRE AAM ROADS PE BEHAYI PHELA rehe hoon gain….es behayi pe bi gor kre…..aap ko media ki azadi chaye ya behayi ka frogh
Hafiz Khalique Ahmed
10 years before Asif Ali Zardari was not our president but today he is… Hahaha…now think are we khush naseeb or bud naseeb?.
God knows if we can’t change who will our president????
Wajid Malik
A.O.A of u.
sb k tanqeed ko parha hai mein ne par koi b insan (Dr,Ing.Acct,.etc.)apne Naseeb py khush hone ki baat nai kar raha hai..Tanqeed py Tanqeed kiye ja raha hai har Insan…koi be apne Naseeb py khush nai hai pata nai kyn??
Shafqat Hayat
Ji tow krta hy apko gallay laga loon Chaudry saab.
Muje apsay, qaum ki khhoi hue meeras wapis dilany k leay hi baat ki zrurat rehti hy.
ALLAH hum sab per apna Fazal fermaye (Aameen)
Zafar Ali Awan
Zra Nam Ho to yeh Mati Bari Zarkhaiz Hi.
Alhamdolillah Allah kay Khazano ki kunji hi.
Accepting reality is another way of living happier life.
rehmat ali
Sir, plz right something about NATIONAL EDUCATION FOUNDATION nonformal education teachers that are protesting from monday 20th june,in front of parliment house. Their issue is that they are not paid from last nine months and they have worked till now. They are providing basic nessary education to the poorest childern of pakistan in the most rural areas of pakistan. Present government has tried to dissove NATIONAL EDUCATION FOUNDATION from 30th june,2011.
irfan
bilkul sae bat ke hai javed bhai…apny naseeb pe apny ap khush hona aik art se kam nae hai.
jis din ahsas hogya ho k kya thy or kya hain bohat ssary masly hal hoi jay gy… or is k liy apna jaiza layty rehna chahey jo bohat zarori hai… aj se dus saal phaly log b yahe khty thay otba toba bohat mahngai hai ghee 10 rupy kilo ho gaya… log khush ab b nae thay log khush aj b nae hain
zurr e atta Hussain
sir,
We need lot of Javed choudhrys and I can see this process has begun now you are one of the change.Thanks God we are lucky and happy for this.
Good luck
Mhammad Afzal Farooqi
Ch Sb,
Beautiful column. I think you are absolutely right that we should be patient on what we have. God bless you. Aameen
Asma Khalil!!!
very wel done javeed bhai!!!The quotation which u have mentioned of Wasif Ali Wasif is one of my favourites.Ur column is superb!!May u live long to inspire the youth!!!
Ameen!
Nargis Malik
icompletely agree with this,hame ju mila hai uska shukar ada nhin karte aor ju nhin mila usko rote rehte hain,
kami hum me hai aor hame hi isko khatam karna hoga,
waqas amin
great javid choudhary sab aap jasy logon ki pakistan ko bht zarort ha
Azmat Ali Shah
Javed Bhai,may God bless you with more strength in your writings.If we look around us,we see that majority of our people are living in a far better conditions than they were twenty or thirty years back.I remember in our childhood we had no fans,air conditioners,TV or refrigerators.Now everybody is well off and even an ordinary worker is having a mobile with him.It is sad to note that,even with such facilities available,most of us are not thankful to The Almighty,but think about what they lack.Suppose one has Mehran,he is not satisfied but thinks why he hasn’t a Cultus or Corolla.This is the reason for our depression,blood pressure,tension and dis-satisfaction.The main reason of all these ailments is that we are not happy with what we have gained,but unhappy with what we have not gained.So everybody should thank what God has granted;and make honest efforts to gain what is to be achieved.In any case,always thank God and beg for his help to move forward.
Mobashar Ahmad Tabassam
Kia khobsoorat kalam likha , subhan ALLAH; Darasal insan nashukra khay. Seedhi si bat khay shukarguzar mutmain aur nashukray namutmain, aur yeh bhi aik jahanam ki kisam khay.
ALLAH taala shukar guzaroon ko pasand kartay aur mazeed nawaztay khayn
amir
salam to all,sir i start reading your columns from very younge age and non of the columisnt inspired me but you and specially your tv programme kal tak is a good way of spreading your message to all who cant read your columns.may ALLAH give you more courage to keep awaring the nation by your efforts and peoples like you are a big reason for changes peoples mind and change the country’s system.thanks
A.A
me ap ko good khta hn. me akhbar ar kalums prny ki ziada dilchsbi ni rkhta lkn phr b mujhy kuch log sr. tjzia nigar khty han . me ne khush qismat ki tarf kuch aur ki thi aur bdqismat aur qismat in 3non me frq apny doston me gup shup k doran wazih kia tha jis ko 100% qabol kia gia. wasif sahb k qol pry han ar dili tor pr on ki ahtram krta hn lkn aj me ne apni face book kholi tu aik dost ap ko add kia howa tha mene pr lia aur ap k andaz ko pasand kia aur munasib smjha k aj ka muqamla aj doston me ap k alfaz hiny chahyin
lkn jb me ne ye alfaz dhrai kh aj sy 10 sal phly
mobile
media
srk
dishes
cars
net
jahaz wagira
pr poncha to aik dost ne brham ho kr kha kh ap media k bary khty ho kh ye asani logon jahan tk malomat deta wahan pr logon ko glt flsfy k sath nfsiati mriz b bna deta hai aj ap ne khud media walon ka kalum pra hai mujhy os ki bat pr tajjub hua me ne hiran ho kr pocha ap ko kesy pta chala kh mene aj media k colum nigar ko pra hai
wo kuch lmhy k liay hansa aur khny lga dost app bohut aqalmnd hooo lkn aj ap bohut bewaqpf ho
mene ne pocha wo kesy
os ne sb sy phli bat tu ye hai kh media k tamam sr. colum nigar hr wazir k dory pr sath hoty han is liay on k pet me aany wala rizq prwaz me qotqhi bn jata hai mene kaha ap fazol batin chorin ap topic pr bat krin wo khny lgy ap dekhin
needs (roti, kpra,mkan) roz ba roz mhgy ho rhy han
aur luxrious (car, net,mobile,aur fazolyat car pr sfr, jahaz pr sfr)
sasta ho gia hai
ye kia hai? os ka swl sn kr achank mery demag me dhamaka sa howa
wo mzeed boly janab log dosron pr rob jmany k liay mobile, net, aur cars pr jahaz pr sfr krty han aur sari ki sari amdni isi rub ko jmany me khrch krty agr on ki androni halt dekho to pta chly ga os k baap ko roti kahan sy milti hai maa kesy raton ko ro ro kr guzarti hai ghr k afrad kis trah guzara krty han mene kaha bhai ye sb apni qismat pr bhorosa na rkhny ki waja sy hai os ne foran kaha kh is liay me koi kam ni kh mujhy apni qismat pr pura yaqin hai os ka jwb sn kr me kuch shrminda sa ho gia aur khny lga ap ne fazol aurgument se mujhy preshan kia hai tu osy gussa aya aur aik sher suna mara
kia kbr isy khty han khuda fribi ya khud fribi
amal sy farig howa musilman bna k tqdir ka bahana
mene kaha dost ap gussy q hity ho aj kal ghron me dhekhin 2 2 dinner bnty han
wo muskaya aur khny lga kh ap hd sy ziada pagal ho gay ho
aik badshah ka nai tha badshan hmesha apni nai ki bat pr yaqin krta tha wo mulk ki halt pochta tu nai khta tha kh mulk khush hal hai kai kaui dinner bnty han hr qism ki sahiolat mojot hai lkn wazir mulk ki halat nazok btaty thy aik din waziron k mshwry pr badsha ne nai ki ghr ki chori yon krwai kh jhro dilwa dia sobon nai badsha k pass rota chilata howa dora aa raha tha aur sath sath ye b awaz thi mulk tba higia jldi jldin koi iqdam kro os ki msal sun kr me paglon ki trah mon pr hath rakh kr chl pra aur paglon ki trah dor dora os ki ye awaz bar bar mery kano me goj rahi thi tm b wohi bs
nai ho
nai ho
naiho
Vicky
Sir keh daina AASAN hai.. karna bohat mushkil KHUDANAKHAWASTA agar darfraz ke jaga aapka koi JAANANY wala hota tau kya app wasif ali wasil sahab k us fiqray ko dil mein yaad kartay aur bhool jatay????????????? media nai INSAAF tau dila diya bt kya us insaaf sai unka beta wapis mil jayega? blackberry or iphone ke dunya mein kitnay percent ammer log gaye?? percent btayein sir jinko khanay ko kuch nahi milta wo kya apni qismat pai khush hon? bomb blast ka tau zikar karna aap bhool he gaye in mein kitnay percent izafa huwa hai zara btayein gai aap? aapko tau job mil gaye thi aapki ana b thori dair k liye josh mein aae jinko JOB nahi milti wo kya karain sir?
kuch saal pehlay AATA CHEENI thi un mein kitna percent izafa huwa sir?
PAKISTAN k 64 65 saal ke history mein itna qarza nahi liya gya jitna is government nai 3 saal mein liya is pai kya raaye hai aapki sir?
naseeb sai kuch tau hona he chahiyee bt jo ho raha usay daikhtay he nahi rehnay chahiyee khud kuch karna b chahiyee.. aaj ke awam sai pochain jo apnay bachon samait khudkushi kar rahi hai k jeena kya hai..
aap nai pocha 95 percent nai kaha k pay barhi bt yeh b tau daikihn k jis lehaz sai pay bhari un sai dugni cheezon ke price barhi..
mein b MASS COMMUNICATION kar chuka hun channels k dhakay b khaye bt yahan kuch nahi hai siwaye aapnay aap k baray mein sochnay walay.. gharrebon ka haq marnay walay..
I m sorry agar aap meri kisi baat sai hurt hoe hon its ma perspective n i ve right to share what i think,, thanks..