Jis din pakistan may yeh washroom sahi ban gai, yakeen kijyeah Pakistan ki har cheez sahi hau jai gee.
I have seen many multinational, National , local offices toilets, they are No go area’s… Very true subject, i wanted to write about it long ago
amir
ya sir app theek kah rahin hain
koi shak nahi ha k other maen tarqe yafta country main aisa he ha
main south korea main hun aur yahan app ko zindgi ke her saholit milaye ge khain b app ko koi kami nazer nahi aye ge
aur sub nazaam tex ke waja sa chal raha ha.jub tuk hukmraan acha nahi milae ga aur log tex nahi pay karin gae tu ya sub kuch tu ho ga
Khayyam
Mein Aap ko chand din pehle ka waqia sunnata hun:
Meri shop ki kreebi masjid Mein zuhr ki namaz ki adaigi k liye gaya, wuzu k liye pani nai tha, Pta karne par Malum hua k Bath room se koi nalka utar kar le gya hai, is wja se saara pani beh gya…
Khud se sharam Aa gayi.
Kaun Loog hain hum…
hamza
javed bhai
ham musilman hr jeez or hr amal main itney gir chukey hain jha pe ab srf or srf andhrea hi andhera haye….
aap bilkol sahi likha haye
pakistan main governtment,idarey or awam KHUDA KI KSM SAB SAB KE SAB AJEEB DUNYA KI MAKHLOOK LAGTI HAYE
ALLAH TALA HAM PE RHEM KRE OR HAMRI ANEY WALI NASLOO PE
zafar
aap ne masayel ke sath
apni ” khudnumai ” khob ki hae
850 rupee de kar rafa e hajat ke liye
aap jaisa khata peta sahafi hi jasakta hae
Zarak Khan Kakar
Javed bhai apke colams or programe bht psnd hai…. plz aap apne programe mein kisi din IMRAN KHAN or faisal raza abidi ko bulaye…!!! thak u…!!!
mujay lagta hy chudry sahab bi awam k masloon prbaat kr k thak chukay hain isi lia ajj un masooln ki baatkr rahay hain jo awam k lia koi masla ni.
ch sb khuda k lia loogon ko sirf halat na sunaya karin bal k haal b bataya karain……
Ali Goraya
Chaudhry Sahib nay bilkul taheek likha hai.kisi bi jagha intazam taheek nahi hai.railway stations ki halat to bohat buri hai.musfar khanoo par koi sayadar jagha nahi hoti.peena kay thanday pani ka glass chori ho jata hai.road kay kinary par laga drakhat hukamat ki taraf say katna swab ka kaam hai.Pakistan aur ais kay har idaray ko ham nay mazak samaj lia hai .corruption arooj par hai .Pakistan aagar bachana hai to honest logoon ko lana ho ga .wagarna Pakistan ICU main apni akahari sansoon par chal raha hai.aye din america army ,ISI ko dhamakian lagata hai.Pakistan kay is injam main politicians ,bureaucrates, Judges,generals sab brabar kay shareek hain.agar 1958,1977,1999 main martial law nafiz ho sakata hai to ab kia waja hai .Martial law laga kar imran khan kay hawaly hukomat kar di jay.sab taheek ho jay ga.
Ali Goraya
imran khan wahid leader hai jo Quaid-E-Azam ki tarah sacha aur khara hai,yeh europe aur us ki annankahoo main annankaih dal kar baat kar sakta hai .baki sab lam late honay walay leaders hain .woh leaders nahi ghadir hain. aun ko mulak nahi iktadhar aziz hai.
aliya
bt peoples r not aware n trained, bath rooms ban bhi jai to hmre logon ko cleanliness ki training kon de ga. safai krwana asaan hai safi ko pora din berqara rakhna trained peoples ki responsibilities hain.aur safai ko berqara sirf civilized aur trained peoples hi rakh skte hai. family se persons ki training honi chahiye.” kha k rapars dustbin me dalna hai agr dustbin samne nhi to bag ya hath me rakh lo ghr ja k dustbin me dal dena.” to safai bhi rahe gi.. jaise app khud hon gain waise hi app pr hukumran aai gain….
jiya malik
sir
ap ka aj ka topic buhat pasnd aya aur ap jo bhi likhtay hain wo buhat acha likhtay hain khas kr ap ka wo column buhat pasand aya jis main ap nay qoum k aur awam k behaviour ki baat aur quran sy surah INNAM aur surah AIRAAF ki ayat ka hawala diya hy.aj aik bhaee nay kaha k problems na batain blkay un ka solution dain. tu main yh kehna chahoon gi ka ap ka hr column main us problem ka hal hota hai jis ki ap nishandahee krtay hain.bus ye samjh nahi ata ka jb youth ye sb janti hai tu abhi tk ikhtay kiyoon nahii ho jati.
iqra
javed sahab…do’nt agree.. m disoppoint about ur ths article.
aman
We don’t want to built our future and washroooms.
JJ
Somebody has written that Ch. Javed is not telling us the solutions. The solution is simple….. to start keeping our own environment including bathrooms and kitchens clean. This does not require rocket science. Just commitment and will to do things. If we can spend thousands of rupees on dining outside, why cant we spend some money on this purpose. We are not willing to pay the cleaning persons a decent pay neither are we give them respect so how do we expect them to work properly.
Yunus
Its a good topic but please appreciate the Wash Room of Motorway and secondly we are nation comprising of people where 80 % people live in villages so its good topic for remaining 20 % live urban area.You sitting in Paris like Elite leader and writing about Pakistan its an interesting ……..
Muhammad Gul Niazi
janab mai ap ki bat say itifaq karta hu…………
ap nay kaf acha lika hai lakin mujay is bat ki samaj nahe ati k ap musalmano ko aor in mai pakistanio ko kafi ziada tanqeed ka nishana banatay hai……….
musalmanoo aor pakistanio mai shahid hi koi aisa shakhs o k washroom k bad pani say hat na saf karta o………….
ap angraizo say ziada impress hai lakin ap nay ya nahe lika k un mai b to kafi log hu gay jo washroom ko bilkul istamal b nahe kartay…………
hum nisf iman ki bat kartay hai
Allah aor un k rasool kehtay hai k agar ap 7 samandar ka pani apnay upar dal day to b ap saf nahe o saktay agar ap islami tarika say ghusal nahe kartay………
sir ap ki bat tek hai k sabin istamal kia jae……….lakin kia aam pani say safai nahe oti…….
sir need and demand mai kia firq hai ap ko pata hai ………
hum apnay ap ko her waqt mujrim tasawar kartay hai is lia to back par jaray hai…….
sir dunya mai computer k liaz say sub say kam umar babe pakistan say hai…..
america aor europe mai a level hasil karnay walay pakistan say hai…
sastay tariqay say ATOMBOM banany waly ka taluq b pakistan say hai………
asian tiger mulk musalman mulk hai……..
waghaira waghaira………….
sir pls think about it and donn,t disappoint the young generation they can do any thing but they do not……
Khan
He is absolutely right, once i climed the europe’s highest mountain in Switzerland and i used toilet there.when i came out i said the same thing to my friend that,”they have the cleanest toilets on this mountain where as if we go to anywhere in Pakistan we cant find a clan toilet not even in a 5 star hotel public toilet”
Being a Muslim our toilets should be the cleanest of all…
Sardar Muhammad Abbas
Javed Sb ! I have read your article on “washrooms” n to add something to it.We are not a cleanliness loving nation n cleanliness needs a habbit to work.What to speek of a country n nation inwhich all those who work they are “kammi means working class” and all those who do nothing they are “chohdhries means look buisy do nothing”.So everyone doesn’t want to work n cleanliness requires to clean.It is not enough to make washrooms but to maintain them n keep them clean which we can’t do.
abdulrasheed naqshbandi
i will try to arrange soap for our Masjid INSHAALLAH
Hafiz Muhammad Zeeshan
sir apka collomn read kr k khusshi hue k apne safai k bare me likha sir me kehna chahu ga k is me hmari government k sath hm logon ka b kasur he government hamen un jagon cheezen provide krte hen leking kuch log un cheezon ko wahan se utha kr le jate hen or safai ka amla aisa he un k sir pr kahare raho to wo log kam karte hen sir me ye kahu ga k ALLH TALA hame hr kam naik niyat se karne tofeeq de (AMEEN)
maria
not more, but i will place soap at the places where i can e.g. my dpt. i will ask others to do so and try to keep their washrooms clean…….
Danish Bukhari
July 11,2011
Javeed sb ap nay jo point hilite kia ha ye bilkul thek ha aur 100% haqiqat ha ab koi manay ya na manay but i am 100% agree with you.
Javeed Sb is kisam k intizamat k liya bhi koi checking team ya proper department hona chahiya jo is amal ko yaqeeni banai k koi bhi asi jaga jahan washroom zarori han wahan washroom hon aur clean hon.
mujeeb
javeed sahb , jb tk brush saf hy to safai kary ge.agr brush he ganda hy to keya khaq safaye hoge.
yahn to insaniyat ke safaee jari hy(karachi,khyberpak…)washroom ke safaee dur ke bat hy
kamran ahmad
javed sb ap b es qaum ka hissa hain ap ne puri qaum ko ganga kaha ha ap tu sahafi hain ap jaisun ke hote howe dushmanu ke kia zarurat ha plz mind ur language plz
Irfan Akhtar
We need Imran Khan to clean our toilets and keep them in good condition for Ch sb to use.
Ali Pasha
Javed Chaudhary Sahib…..bas aap bathroom and lavatory ke chakar main hee rehna….
Cambridge’s 950 years ki record breaking history is made by two Pakistani Muslims…
and people like you have made their heads stuck in the bathrooms….
shame on you
Urdu Medium Journalist
danish
Ch. Javid Sb,
aap ne bilkul theek farmaya. lekin yeh bhi aik haqeeqat hai k jahan par washrooms main SOAP rakh bhi dia jata hai, log wahan se soap he utha le jatay hain. bohat giri hoi harkat hai. lekin yeh chez main ne kai baar daikhi hai…
Kashif Jafri
tHis iS beCausE wE mAdE a sIlEnt rUlE tHat OnLy oNe sPecIfiC cOmmUniTy iS rEspOniBLe fOr wAshRooM cLeaNinG, bUt wE dO onCe wE gO oUt oF ouR cOunTrY,
jAb tAk hUm aPnE mULk ma Sa yE zAAt kI taFreeQ kHatM naHi kArE gA hUm kAbHi yE bHi nAhI kAr sAkTe…
hAmaRI qaUm bHi jAAhiL hA aUr LeAdeR bHi…
Shafqat Hayat
Well Said.
Safai safai Safai..
aakhir ye kaam tw humary fayeday ka b hy.
Ye b nahi ker saktay tw bray kaam kya khaak kreingy..
choty choty pathron sy hi insaan Slip ho k girta hy.
Ayesha Shahid
apnay theek kaha bilkul….laikin yeh waqt khud ko ilzam dainay ka nahi sanwarnay ka hai….individuals sy nation banti hai……….sub khud ko theek kr lain tou hukumat khud bakhud theek ho jaiye gi….
Ayesha Shahid
well said…but could be more better if ur style would be providing guidance instead of criticism……
to study this column shame on ourself that we are bad muslim.but today i commitment that i personaly procession on this issue and guide our elder peopel because i am a student of ACCA in multan .basic from rahim yar khan NA 192 where SYAED HAMID SAEED KAZMI WIN ELECTION union council zafar abad teh. liaquat pur……………thanks for given the precious information may u live long uncle javed
Yea sure , and definitely i will promote Ur emotions and experience OUR Nation need vision and action both , coz VISION WITH OUT ACTION IS A DAY DREAM …
Muhammad Salman
agar ap ko mobile washroom government provide kr dae 24hrs to phr to ap koi kuch nahe kahen gaye na????? Ap ko masla huwa to ap boly hain!!!!!!!! teak hai ap ko mob wash room provide kr dia jaye ga. jaysa k gvernment of punjab ne ap ko helicopter 4 entertainment servic provide ki hai. or ic lia to ap un k frndly oposition k bary mae kuch nai kehtay. public issue pr un k na bolny pr kuch nai kehtay. atta 560 phr pounch gia hai… bijli domestic unit 5 ke ho gaye hai.. petrol 83.94/L hai ap nai boly…!!!!! Q?Q? 1- q k ap ka taluq uper waly tabqy se hai or ap k pass bht paysa hai or ap ko koi masla pesh nai aya warna ap asman sar pr uttah lete. jaysa k washroom k masly pr boly hain q k wo masla ap ne face kia hai…. 2- q k agar ap boly to government ap se helicopter facility le le ge.
Sardar Muhammad Abbas
I support Aeysha Shahid’s comments that u should also give some suggestions instead of amere criticism on the situation.
Sir ! Please do write something on rulers because in west their ruler are not of the same kind as ours.
rajal kukreja
aap ko sir 60 mulko mai sab say ziada kaha maza aaya hai or ziyada kis mulk say knowleg mile hay
rajal kukreja
laghta hai pakistan sabon maiga hai ya ek hal ho sakta hai sugar kay sath sabon free mil jahay to sab kay wsh room mai 1 nahi 2 rakhay ho gay
sir ek bat to bataye ap ko pata b hai ham sub dobti kashti k musafir hain ap is kasti main abi tak kun sawar hai ap kis chez ka wt kar rahy hain.aur ham kam chor hain ham muft khori karna aur dosro ka hak marna sekhty hain niki aur bahli karny say phly scohna parta hai k log kya kahy gy
Faisal Aziz
sir ap yai btay kai pakistan ko kb Quaid _E_Azem jesay Shah faisal Mehmood Ahmad nizad russian president Demtro Madive yadave china president hojan tao ….bhot sary hai jnki lambi list hai plz plz ap btay kai kb pakistan mai revolutin aay ga aj jitny bhi politatin hai 100 persant currpt hai kio well educated aur islamic viwes rakhny wala nai ha
waqas ahmed
AOA javed bahi very nice topic,but what is Helicaptr issue.U must discuss with us about this.
thanks
jana
bilkul sahi,,,,,safai nesaf eeman hay so nesaf tho gaya musulamanu se baki ka nesf ap khud dhondlain
Ayoob
Assalamo alaikum
Javed bahi bila shuba aap nay bilkul sach aur haq bat kahi jo-qom-washroom-nahi-bana-sakti………. maghar had to yah ho gai jis kom k hazoron log roti k liya tarstay hon bachay bhook say dublay ho gay hon log dawa na milnay ki waja say mar jatay hon aur isi mulk k wo danishwar jo jab likhtay hain to aisa lagta hay k in say zyada kisi k sinay may gham hi nahi.
maghar sitam zarifi dakhyan k 850/= ko aik momoli raqm samah kar glazat k sath bahay deta hain ch.sahab peshgi mazrat k sath zara sa apnay aap ko chand sal pechay ki tarf dhkelain sahyad andaza ho jay k hamary aabo ajdad kia thay.
neez lazmi nahi k ham enlish tarz k bath room banay aur qimti tareen tiles lagayn balkay zaroorat safai ki hay aur wo har shaks khud bhi kar sakta hay aghar kisi nay bath room may galazat chor bhi di hay to janay walay bajay wasa hi chornay k ya sarhay aath so rupay baha denay k apnay hath hi say 2-4 lotay pani k baha day
Jazak Allah
ijazalluddin
papu yaar ……….i like this
sajid chughtai
SubhannAllah. I 100% agree with U. Yehi voh haqeeqat hai jis ko hum ny bhula diya.
Yeh qum nabi SWAW k naaam par Qatal tu kar skti hai. magar os ki ahaadees par amal nahi.
Ak kaafir aap SWAW k paas aaya to bula k main Burha hogiya hun. Or islam par chalna mery liye mushkil hai main kunsa asa amal karun jis sy mery liye islam par chalna aasaan hojay.
Mery nabi SWAW ny farmaya, JHOOT bulna chor do.