salam sir g kia hal hy ap ka .maza a gya g ap ke tour ke baray m parh kar g .allah ap ko salamat rkhy aur ap isi tarah hum ko europe ki sir karwatay rhain. aur duaa karin allah hum ko b tofque de ke hum apny mulk s pyar karin …….meri bat wohi hy sir g k jab tak is mulk m insaf nahin mily ga humara yahei hal rhy ga …i am guranted.
Javeria Mahmood
well agar ap boss se aisa keh kar ghayab ho jayenge to Boss to phr apko laga pata dega….. apke column k mutabiq k boss b apni frustration nikalta hai to boss ki to frustration nahi nikle gi aur wo mazeed ghussa main aa jayega…. aur phr ye kehna k main apki baat sunnay hi halat main nahi to boss ka para to aasmaan tak puhanch jayega… aur wo kahega how dare you…. mujhe aisay baat karne ki himmat kese hui… aur jald wo kisi mamooli si baat per show cause notice issue kar de ga… ya explanation call karega
I am little bit disagree with the psychologist sorry if I am wrong
sarfraz
ch shb facebook na chor dana ,,, hum apka lia dua karain ga …mujha apka lectures na bohat motivate kia ha …. we all love u… GOd bless u
Tassawar Hussain
v nice, kal k column mai kuch logon ne galt ilfaz istamal kye thay jis pr mujay dukh hua tha k pahlay hm bardasht pr mabni coloumn partay hain lakin nechay comments mai aa kr khud hi us pr aml nai krtay, mujay Ishfaq Ahmad sb ki bat yad aa gai, 1 admi baba g k pass gya r kahnay laga k mai logon se jitna b bhala karun mujay jwab mai bhalai nai milti to baba g usay apnay sath liye jungle mai nikal paray jahan 1 samp mosam ki waja se thithar raha tha baba g ne samp ko hath mai utha lya, admi ne kaha k baba g zhrila hai dus le ga to baba g ne kaha k Allah ki makhlok hai r hath mai uthai rakha thori dor ja kr jb samp ki halat sambhli to us ne baba g k hath pe dus diya admi bola k mai ne pahly hi kaha tha k dasna is ki fitrat hai to baba g ne samp ko aram se nechay lata diya r bolay k is k shukrya ada krnay ka yahi tareka hai, hm ap k coloumn partay hain r in mai boht mufeed batay hoti hain r hm sb apnay apnay andaz mai shukrya ada krna chahtay hain, ap achay maksad se niklay hain is maksad ko jari rakhain r comments zarur parha karain r Allah se bardasht ki dua kartay raha krain, Allah ap ka r poori qoum ka hami o nasir ho.
tere aamal se hai tera praishan hona
wrana mushkil nahi mushkil aasan hona
dono aalam pe hakumat ho teri ay Muslim
tu samj jai agr apna Musalman hona
M Ijaz Hussain
Javed sb main Dr sb ke baat say mukamal mottafiq hoon,dr sb nay sirf politions ka kaha hay,lakin marray khayal main ya ghussa ya nafrat politions say zeeyada anchors persons nay sirf apna zaaty mouffad k leeay peechlay 7 saalon main phayllaya hay,aap chahay maanay ya na maanay lakin media nay 2007 tak 7% ke GDP growth waalay pakistan ko 2007-2008 main aik badtareen maaly buhraan waala mulk saabit keeya,sirf apnay zaaty moufaad k leeay,aap nay nawazsharif,zardaree,iftikhar chohdry,media or wakeelon ko pakistaneeyon k leeay AALAW tareen MASEEHA sabit keeya.Lakin media k zaaty moufaad nay media or anchors ko tou doolat or khush halee day dee lakin iss kom ko App logon k zaaty moufaad nay mulk ko dashatgardee,ikhlaakee pastee or maalee buhraan ka sheekar kar deeya.
Aik dafa jang k dooran Hazrat Ali R.A jang k maidaan main aik kafir ka sir kaatnay lagay tou kafir nay App R.A per thook deeya,tou APP R.A nay ghussa main ous ka sir kaatnay ke baajay ous ko chor deeya,kafir nay waja poochy tou App R.A nay farmaya k pahlay tummain Allah ke rah main jang main qatal karnay laga tha,lakin jab tum nay thoouka tou baat mary zaat per aa gaee iss leeay main nay tumhain chor deeya.
Javed sb media nay apnay zaaty ghussay per 7% GROWTH waaly economy ko barbbad karwaya hay,Media or anchors ko sunnnay waaly awaam ko jab kuch nahee milay ga tou phir ghussa tou aay ga he.
PLZ mary mail ka jawab zaroor dee geeay ga,ya sms zaroor karrain 0333-8607781
Yasmin Shaukat
New idea , we should do more research on this topic . Javeria is also right because we live in an uncivilized society .
zaheer abbas warraich
ch sb i m ur fan but i m also disagree with ur DR
Muhammad Gul Niazi
sir asalam u alaikum……….
very nice………..sir is society mai bahut tanda andaz mai rehna o ga ……………..
sir ap to logo ki bat par itna gusa o jatay hai mai ap ko aik psychology bata ta hu…….
sir ap sirf 5 din kisi b MNA ya MPA k pass kisi ko bajay subha say sham tak aor un say tamam din k waqiat pochay………ap khud ya kam na karain qk ap ki ya log izat karain gay aor ap ya pir mehsos nahe kar saktay….
hum log in siasatdano ko kitna bura bala kehtay hai lakin in logo mai jo bardasht oti hai jo log in ko batain sonatay hai jo ya logo k maslay hal karaty hai……hsahid ap ki soch say b bahir o…………………
psychologist nay f book band karnay ka mashwara dia ya hal nahe qk gharib ko khatam karnay say ghurbat khatam nahe oti…..
Sheeraz Gul
My Dear Sir,
I agree with you & your friend Theory. It is very close to normal Life.
Hi javeria..!
I am agree with aforesaid column.
Is ka aik tariqa hy k jab ap ko pta ho k ap ko ab Boss sy daant par skti hy ap Aik Glass pani pe kr jain, Ya phir koe acha sa Joke parh len, Or is k bad jab ap boss k pass jaein to Hamossh rhen Jab wo bool bool kr ruk jain to tb ap apna Point of view byaan kern,
Colmn ko Phar kr Smjyen Lakeer ky Faqeer na Bneain,
Muhammad Gul Niazi
sir ap nay kaha k mai jab khush hu to b logbatain kartay hai aor agar bimar to b……………
sir mai ap ko aik waqia sunata hu…..
aik admi tha,,aik us k bata aor un k pass aik gada(donkey) tha …
ya log kisi village say guaza rahe thay to logo nay in ko daka aor kaha k ya kaisay bawaqof log hai bap ya bata koi is gaday par sawar o jatay to asani oti……
kuch agay ja kar bap nay bata ko gaday par sawar kia …..agay aik aor gao tha waha k logo nay jab daka to kehnay lagay k ya dako bap paidal ja raha hai aor batamiz bata khud sawar hai…..
kuch agay ja kar bap sawar o gia aor bata paidal jani laga…
agay jab logo nay daka to kanay lagay ya zalim bap ko dako khud sawar hai aor bata paidal jarah hai…
kuch agy ja kar dono gaday par sawar hua….jab logo nay daka to kaha k in zailmo ko dako dono sawar hai…..
kuch agay ja kar dono utray aor gaday ko uta lia …jab logo nay daka to kehnay lagay k ya kaisay bewaqof log hai gada sawari k lia ota haiaor in logo nay gada utaya hua hai……..
pab nay bata say kaha kbata ya log kisi surat humain nahe chorain gay ao apna kam karain…
sir jab ap liktay hai to pls us say ziada danda damagh say is ko parain….agar koi bahuda bat likta hai to start say us ko delete kar day parnay ki zaroorat nahe o gi……
Imtiaz Ahmed Phalia
javed sb tenshion na lein…. yeh hi zindagi hay… mayosi kisi ek banday ne nai di muj Awam ko….. midia ka kirdar sirf yeh hay k wo sirf SUCH bolay us se kisi ko gusa ata ya mayosi hoti leave it…..hamaray kafi nojwan pehle chamchay hotay thay siasatdano k lekan jub unko khabar mili k sub ek jasay ganday loog hain tu kafi samjdar loog un se door ho gay……
mera aapko insan honay k natay mashwara hay…
1- plz tension mut lein
2- aap yeh mut sochein k aapka glass khali kitna aap sirf yeh dekhein k wo bhara howa kitna..aur Allah ka shukar ada karien..
3- i love my PAKISTAN & ISLAM
lekan me dono k mayar pe pora nai utarta, SIRF DILL SE PORI KOSHISH KER RAHA K IN DONO K KABIL HO JAON…
4- yeh infaradi kardar hay sub ko khud theek karna paray ga…
agar media kisi ki corruption btata tu is me media ka kya kasoor?? jo media pe aitraz kartay wo galt kartay , aur agar media walay jhoot boltay tu unko b saza deni chahye…
hum ko sirf khud ko theek karna chahye sirf khuc ko
” Javed sb Allah aapko aur tarki de, aap apni Hilal kamai se sari zindagi picnic manao kisi ko aitraz nai hona chahye ,aap apnay end se koshish jari rakhien Pakistanio ko ek Qoom banay ki, bcz Pakistani Qoom nai hain, aur mayoos honay ki bajay M Ijaz Hussain Sb ko b apna kirdar apnay Pakistan&Islam k lye ada karna chahye ,,,,, aur agar Ijaz sb ker rahay hain tu me unko slam pesh kerta hoon,
waseem abbas
phla tareeqa tu mumkin nahi
R dosra hal ,
Pakistan ki aadhee se zyada awam ghareeb ha une roti kamane se fraghat mile tu kisi ko koi response den
Aik thoos mansooba bandi darkar ha
Abubakr
Javed sb, Many people make comments on your facebook or blog, how you go through these comments? I am not sure if you go through all of them. I just want to make one comment, people here have too many views and ideas, but we dont have mechenisim of constrctive idea and concensuss development.
adeel abbas adil
A.O.A sir hamesha ki tarah ye colum bhi acha tha but ap ko facebook chorny k bjay sab comments ko face krna chaiay.sir me ik topic pe ap se tafseli bat chet krna chata hu jo k youth se related hy kindly mujy kuch time dein
Danish Bukhari
ASALAM O ALYKUM.
Dear Jveed Bhai agr ap logon ki bat sochan gay to ap apna ap bhool jay gay.
HAZRAT ALI R.A ka kol ha k achay aur buray sab logon ki bat suno aur jo bat achi lagay man lo jo achi na lagay khamosh ho jao isi main hi hekmat o danai ha.
ap buray coments ko mat sochan bus achay coments main say moti chun lain.
Javeed Bhai ye dunya ha yahan har rang ka insan rahta ha lakin insanon main ziadatar asay log han jo dosron say jelis hotay han aur khush hotay nahin dekh saktay.
Apka dil dimagh aur zameer mutmain hona chahiya aur ALLAH Razi ho baki sab ki khayr ha.
sami chaudhry
yes ch saaaab you are right,,,but that´s life….hazoor s.a.w.s ka irshaad hai,,bhadur wo nahi jo kisi pr gusa nikaly infact bhadur wo hai jo apny gusy ko pee jaiye..
danipartner
sir me ya kahna chahta hn k ap to apna gusa apny dil me pada hony waly khyalat ka izhar media me a k kr let han lkn aik aam admi jo majbor hy or usy us ka hak nai milta , usy nafrat hy apny hukmrano se ya apny bosses se to wo apna gusa kahan nikaly??? wo dil hi dil me kurty rahty han or apna nuksan kar lety han lkn mujy dar hy agr agr hakdar ko apna hak na mila to to wo apna hak cheeny ga or mulk me khoni inklab ay ga jis me bohat nuksan ho. sb khtm ho jay ga……… is ki aik jhalk ap ny us program me dekhi thi jis me ap ny awam se pocha tha k agr ap ki hukomat ho to ap kia kran gy???? At the end me sorry karn ga agr meri batan kisi achi na lagi hn!!!!
Ahsan Wasim Raza
Javed Sahab ma nay to aj itna ghussa pi lia ha k comment likhnay ka irada he taraq ker dia tha, Khair mere azeez mere arz ye ha k aisay mulk k nojwan hn ham jahan, light nae ha, Gas nae ha, Jobs nae hn, etc etc aisay jawano ko jab ap worl tour pa le jaen gay to ghussa to aee ga he, ap apnay columns ma apnay personal experiences boht share kertay hn, jab ap aisa karen gay to hamaray pas b haq ha k ap se pochain k ye paisa kahan se aya? Ya kis nay aur kiun sponser kia?daikhain agr ham ap ki rae ko rozana face kertay hn to ap b face kia karen, aur ma to kehta hn k ap comments ka jawa columns ma dia karen,agr ye lakhoon ka tour b ha to is se kam az kam 1 nojwaan degree zaroor ker leta kisi university se. aur loog shikway un se kertay hn jin pa maan hota ha….
aqeel
zabardast
saim
very very nice i think its the best way
ASAD ASHRAF
sir gee ziyda tens na ho wrana ap
column nighar se shayar ban ga jay.humea ap ka column pasand ha sir gee.wish you best luck
hasnain
ch sab aap bahot acha likhtey hain is bar bhi aap ney bhuot acha likha likn baat phir wohen pr aa jati hay k dr sab ney likha k kuch dir k liye screen sry hat jain jb hum aoney senor k samney sey gaib hotey hain to un ka gusa or bar jata hey jis ki waja sey kabhi brdasht kertey hain to kabhi un ko face to face jwab detey hain humarey jwa diney ka ye natija niklta hay k wo us waqt to kuch nahi kehtey liken officer hain dil main rakhtey hain or jb un ka dao lagta hay wo apna ghusa nikaltey hain mukhtalif treko sey tang kartey hain to greab mulazmeen kia karein
MUBASHER CHEEMA
Pakistan main Bohat Masayal Hain Unko Discuss Karo..
ishtiaq ahmad
sir asalam u alaikum……….
choudray sahab ap tsly rakhin ap ko kuch ne ho ga. q ke sachai kabi ne harti. ap pta ne q gusa kerne lge hain. main to sirf ap ko ideal smajhta tha magr aj ap ka coloum parh ker mere dimagh main hulchil se ho gy. maine bhi kabi gusa nhe kia per aj ap per bht gusa arah hy pata nhe q.???
Imran
Ye “Dr Amir” her baat mein hans q rahe hein pure article mein ???
acha article hai…. Do nafsiyaati mareezon ki guftugu…
inam
sir dont close ur account.doshman tu chahata hi yahi hai.sir ap nay apnay colume (3 second ka fasla) main dawatislami ka havala dia tha jis ka logon par bad expression padh tha.sir plz research on dawatislami and wrote an artical on it.
We HAVE to Promote our Talent in Arts, Science, Education & Sports.
Other wise we will be Fired by Nature.
Thats The KEY to Success.
Noor Ul Islam
zindagi chand dinon ki hay dosto hanstay raho or hansatay raho. hamary society may azeem loog bohot han. lakin hamain unki qader nahi. but azeem loog azeem han. I love educated, and kind people.
inam
sir i dont know ur home adress.i wanna meet u.but i dont think so that u meet a molvi person.because i our society every successful person dislike a molvi man.however if i know ur adress i tri my best.and sir dont bodar these teasing comments so pls dont close ur account.
dr sohail
mulk acha chal raha tha ke achanak yahan ke media aur wakilon ko zalil jamhoriyat ka keera kata. aaj iss zalil hukomat ki wja se karachi mein lashen bichhi hein jisko musharraf aur mustafa kamal ne guldasta banaya tha.mehngai lodshedding aur law n order ki waja se log hijrat ker rahe hein,kahan hein cheif justice,aur media jo inn logon ke ane per dhool peet raha tha.hamari life ko azab banane mein in logon ke saath tum bhi shamil ho. agr media ke logon mein zara bhi sharm hai to ek “dictator” ke laye channels ko band kerke apne jamhori logon se kahein ke channel khole wo batainge tum ko.
Nasir
Mr Choudry,
HALWA Pakao, awr sab mill kr khao
Imran
Totally agree with Dr. Sohail.
@Inam – bhai jaan aap Javed Chaudry ko call ker lein.
@Shafqat – yaar tumhein bakwaas kerna zoroori hai ?
JJ
I think that people are angry because they had a lot of expectations from democracy and judiciary. The anger on media is because it is the only place from where we are getting the true picture, and the true picture is extremely ugly. It is more so because not only the politicians, government and powerful people are to be blamed but the ordinary citizen is also part of the decay.
The anger on situation in Karachi is very valid. But if you analyze, who are the pawns in the hands of powerful lobbies. The ordinary people! Those who exploit are to be blamed but the exploited also have to share their blame.
The point about jealousy towards rich or successful is also true. The reason is that as the merit system is not working for the majority, the perception is that whoever makes it good does it dishonestly.
As for the solutions that you have mentioned may not be very effective, as these work in civilized societies where mostly the responses of the people are predictable. Here “sorry” and “thank you” mean that you are weak, afraid or need a favour. A “barhak”, abuse, “dant” and “danda” are more effective because of our “Ghulamana Zehniat”.
PS: I recommend that you read a recently published book by the name of “Pakistan-A hard country”
kashif
acha laga
tahirmaken
A.a sir
i agree with u and your friend theory but don’t should be close face book because not only this salutation,;;;;;;;;;;;;;;
ayeesha
it is good
salma
dear sir allah ki taamam namatin app par hoon app nay sahi farmaya hum sab kisi na kisi ka gusa aagy pass karty hain.main aaik house wife hoon or main din bhar choti choti baatoon ka gusa apny kids ko daant kar utrar ti hoon main siraf yeh kehna cah ti hoon kay app or app jesy doo ya teen anchores ko pasand karti hoon app or tallat huaain or fahad hussin apny programme main politiciens ko bolana chor dain or general public ki zehni tarbiyaat karien un ko next election kay liye tayar karien hamari morel values tabah hoo gai hain us tarbiyaat ki zooroorat hai hum general public kisi na kisi level pay curroption karty hain.hum bijli chori karna apna right samajhty hain.hum pani zaya karty howay nahi darty.hum gusay main apny ghar pani ka glass nahi torty or bhir sarkary building toor deety hain jo mery or app ka tex say bani hay.app loogon ko bataien yeh hamri cheezin hain.or in ka nuksaan hamara nuksaan hay.jo kharabi hoo gai woh hoo gai abb yeh ajj ki mothers ki responsiablity hay woh apny bachoon kobasic valu sikhain.main too apna hisa apny level pay daal rahi hoon app loogon ko khas toor par mothers ko samjhain agar app loogon main chang lany main kaamyab hooty hain to mery khal main yeh sahi rahi par hum chal parien gay hum ko pakistan ko own karna hay allah app ka haami or nasir hoo
Asif Saleem
Thanks Mr. Choudry,
I really appreciate your efforts to educate the nation.
Secondly, I would like to request you that its not possible for you to bring such people on a foram, once in year for three, four days seminar, workshp??
And also it possible for you guys to bring such think-tanks in contact with nation? why not the exposure could be minmum?
hope you will understand.
waqas siddique
sir ji;
yeh bhut ajeeb muashra ha….
jb hm kisi se guftgu thori awaz mein krte hn tu hmari bat ki koi value nahe hoti aur hmare evidence ko bhe nahe mana jata…
tu hmari society mein choti choti baton par qatal hojate hn..
ALLAH kare ap ka yeh column parhne k baad koi society mn change aye…
AMEEN
Farukh Siar
Respeced Sir I read your Column
Nafrat ka Cycle. i think that is a great work for pakistan.the Doctor Amir siad to you that block the friends request but i am totally disagree with him. plzzz sir keep it carry. beacus you are social change agent in pakistani society. people read your columns. if there is some mistake plzzz mind na karai.
dr.abdulhyee
hi dear chaudhry sb good work.iss kaom ko jagane par lage raho.loogu ne to apne nabio ko nahi bakhsha tha ham or app kia hae.allah app ko or hemat de.
javed chaudry
javed sahb etni mayoosi qu?????
aap ko bath rroms ki safai,,,,trains ka safar….cafes ki shaam….elfa tower….mohabat bhri muskrahat….doosro ki baatoo main dhakal na dena etc etc….
europe jis ne islam ko mgr ki adat ko society ma revaj de rkha haye or jis tum bhut deno se balke hr hr colum main zameen asmaan ek kr dete ho….ye bhi goor kiya ke tumhra media or media ki azadi ne ghar or ghar ki char devari ko be sharmi ki traf dhakel rehe hain or jis trha be sharmi or behayi se orat ko azadi khayli ke naam pr orat ko use kia ja rha haye….es pe tumhe koi etraz bi haye ya nhi….tum ne ye khbi nhi likha ke orat ka ghar se bhar ya be brda hona kita bra gonha haye…..
M.Fawad
This is really an interesting and very important topic. We need to calm ourselves down and stop accepting the medium (our media) that is source of that exploitation . We need to look at ourselves and start cleaning our mess and work hard not just for ourselves but for this nation.
Shakeel
Javed Sahib, in this column you said, most of or 99 percent youngsters use the internet or Facebook, are educate peoples, I think you miscalculate once again on this, since you misunderstand or miscalculate the facts some time, only some time, just 5 percent I would say. No offence, it’s natural for human beings even someone like you Masha Allah, with great knowledge.
Actually we can’t consider them educates, because degrees do not educate us, education and books are not just to read and read but understanding and learning purpose of course but our aim is usually to own the degree somehow, somewhat and as you said, we have pretty much zero tolerance, depression, financial situations, hopelessness, due to whatever is going on in our country for years and of course as you said people are extremely stressed out and take their stress on others.
We need to educate our community and give them enough awareness. Time has started Masha Allah and great, honest, loyal people are working on it, like you, one of the major parts of it, it will take some time, it’s hard and slow process toward top of the hill you know. Good luck to you and everyone who is participating.
Of course agree with JJ
manzar abbas-chartered accountant-finalist
much appreciated your efforts. please keep it to educate the younger generation. I would like to suggest that you should be part of politics with Sir, Imran Khan( a real chnage agent and last hope for pakistan).
salam choudary pls facebook ko close nahi karna