khuda ap ko issi tara liknay ki taufiq ata farmae………..
sir jaisa k mai nay palay b is par comments dia ta k dolat bori nahe is ka istamal bora b o sakta hai aor acha b hai…..
sir mai ap ko aik WALI jo mara murshad hai shahid ap un ko jantay hu us ka waqi sunana chata hu………
sir is wali ka name PIR SAEED ZAIN-UD-DIN AGHA hai… log in ko qadri k name say jantay hai……..PAKISTAN mai qadri transport tamam in ki hai……….2007 mai ya is dunya say rukhsat hua…..un ki namaz-e-janaza Faisal masjid mai adda ki gae aor Queeta mai ab un ka mazar sharif hai…………..
sir ap k coloum k reference say palay mai un ka aik waqia sonana chata hu………. Aik mahfil mai pir sahib farma rahay thay jis mai hum sub maujod thay k fila time ( 1960 say 1970 ki bat thiab mujay exact yad nahe) mai mai nay aik bangle (house) kharida ……..pir sahib ka kehna tha k jab mai malik-emakan say mila to us say qimat pochi us malik nay us banglay ki qimat 1 lak(one lak) bata di mai nay malik ko kaha k nahe is banglay ki qimat 2 lak hai…… malik nay mujay daka aor kaha k maray pass mazaq k lia time nahe hai ap agar lana chatay o to aik lak day do……….pir sahib nay arz kia k mai lo gal akin 2 lak par ……malik nay kaha k ap mujay bank balance deka day ap to maray sath mazaq kar rahay o….pir b balance dikae aor is tara bangle 2 lak par kharida…………pir is bangle say uno nay kirae ki mad mai cost pora kar lia aor baqi pata nahe us ki qimat kitni ziada o gae.……
sir ya o log hai jin ki waja say ya dunya kaim hai…………….
Sir main pointkehnay ka ya hai k aik bar aik molana nay un say pocha k ap k pass itni raqam kaha say hae.. pir sahib nay khmoshi ikhtiar ki aor koi jawab nahe dia…….pir molana sahib nay kaha k ap to pir hai wali k pass itni raqm samaj say bala tar hai pir pir sahib nay jawab datay hua kaha ……Quran ka ayat para aor tarjama kia ……. K khuda kata hai k
( mai jis ko chao baghair hisab k rizq data hu ) aor molana ko mukhtab o kar kaha k ap ko kia Allah k kamo par itraz hai……………
molana sahib khmosh o gae……..
sir ya Allah he data hai Allah k baghair kisi ki majal nahe ….hum he is ko bora banatay hai………
umar tahir
salam and g00d morning sir
w0w superb sir kia likha ai aj aap ne u kn0w ap ka column main 2 bar parhta hon and j0 baten achi lagti hain unhen zor zor se b0lta hon mirr0r k samne stand ho k…………any way nice sir and ur pr0gram iz g0ing very well keep it up u are tha 0ne superb mind i have meant proud of u………..umar 4m faisalabad student of 2nd year:)
nice sir har koi to haram ki kami say ameer ni ho sakta ap thek kehty hain mehnat aur emandari say b kuch log ameer ho jaty hain
ANWER SIRAJ
I TOTALLY AGREE WITH YOU.
MAIN AP KO EIK PAKISTANI KE MISAL DE SAKTA HON AAP BHE US KO JANTAY HO GAY
JISS NE APNI MEHNAT SE BOHT DOLAT KAMAI,MAIN SITARA TEXTILE MILLS KE OWNER HAJI SB. KE BAAT KAR RAHA HOON JINO NE THALAY SE FAISALABAD MAIN APNA KAM SHRO KIA AUR AAJ SITARA GROUP OF INDUSTRIES K MAALIOK HAIN
hamid ali
adab,i am quite agree with u,sir.gr ALLAH tala nain iss daulat ko panay kay liay insan ko masroof na rakha hota tu aaj insan tarakie ki yeah manzilain hargiz tayh na karta.science technology invents education even kay kissi bhi field ko aap lay lain in sab kay peechay aap ko wajhay daulat nazar aaey gi.yeah daulat hawas lalach aur gunnah ka naam nahien,yeah tu aik reward hay jo aap ko mehnat karnay kay bad milta hay.kuch logun nain short cut kay chakar main soceity main issay badnam kr diya hay.tajir ho ya koi job karnay wala.just aik hafta farigh ghar pay baith kay daikhay ussay sab saf saf nazar aanay lagay ga kay time pay uthna nashta karna office jana lunch karna phir off karna ghar aana dinner karna sona phir morning yehi routine,iss sab ka end kya hay?daulat.daulat bhi milli aur aik balanced life bhi.great sir,aaj ka topic sachi mera favourite tha.
Tahir Mehmood
nice sir,
JJ
The other aspect of the same topic is that poverty is a very bad thing and it makes the person and the nations subjugated and dependent on others. They then do not have their own free will and become slaves to others.
Beggars cant be choosers.
JJ
hamid ali
sir abhi meray zehan main aj kay topic kay baray sachi aur dil ko hala dainay wali example aaey hay,comment tu main kr chuka hun pr iss sachi kahani ko main chahoun ga kay aap zaroor sunain.shaikh ameen ka ghar na barish ki boundoun ko seh pata na june july ki taiz aandhiyun ko.aandhi ruknay kay baad shaikh ameen ka ghar saray village main bikhra parda hota.uss kay pass aik purani cycle jiss kay chakay cycle chalnay kay waqt salsa dance kartay maloom hotay.yehi cycle aik khundie kali sayah aur boo say bhari knife aur aik boorie kay hamra woh aksar village main ghoomta nazar aata.jahan say ameen ki cycle guzar jati wahan dair tak boo kay jaisay pahaard chourd jati.ameen ki kahani ki asal dil chasbi uss ka kam hay jo main aap ko abhi bataoun ga.woh maray janwaroun ki khaal utara karta tha aur bazaar main sale kiya karta tha.jahan kahien asman main ussay chiel kaway zayada tadad main urdtay nazar aatay woh fauran apni cycle ka moun issi side pay kr laita aur pagloun ki tarah cycle bhagana shuro kr daita.ab mulahiza farmaeay uss ka aaj.waqt guzarnay kay sath sath hamara village bhi city ban gaya,aur aj iss city kay 50% chamercial areay ka malik shaik ameen hay.uss ki apni leather ki factory aur na janay kitni aur factories main woh partner hay.hamaray city main aik he mercedes hay jiss ka malik shaikh ameen hay.aur yeah sab meray aankhun daikha hal hay.jo takreeban 20 saal pay mohiet ho ga.shaikh ameen na tu koi politician tha na hi koi gilani na koi zardari aur na hi uss kay naam kay sath shareef lagta tha.gr shaikh ameen 20 saal main mercedes main ghoom sakta hay tu hum kiyun nahien honda accord lay saktay?
asif shahani
chuhdary sab jis ki dolat ka zikar karna tha us ky bary m kuch bi nahi likha kash hazrat khatija a.s k bary m bi likh datay k dolat mand mard nahi khatoon thi aurtooon ko sabaq day daty k us k naqsh-e-qadam pr chalty howay islam ki khidmat kar sakti hain jis ki waja sy islam nay shoro m parwan charhaya
Naveed
App ka calumn har lehaz say acha hai magar magar app k har calumn mien pakistani awaam ko tanz ka nishana banaya jata hai na k us ko lead kia jaye,
Meri app say request hai k app young age ko lead krien becoz wo app ko follow krtay hien.
you have to do something for new generation,
thanks
assalam o alaikum! pehle to sir ma ye kehna chahu gi k ap kalam se jo kam le rae hen wo kabil e taref ha.. dusra ye k ye sach ha k sb ameeron k pas ‘blak money’ nai hti.. sb corpt nai hote.. lekin hmari aam awam k samne jo ameer log hen wo yakenan corupt hen. unke pas foreign accounts hen, wo iktidar ma b hen, wo roti kapra makan insaf jamhuriat or sach ka nara b buland krte hen.. lekin wo foriegn aid, gandum, bjli, ki mad ma karoron ropayya apna hak smjh k khate hen.. ese ma aam awam k dil ma ye khayal paida hna k jahan dolat ha wahan burai ha.. ek aam bat ha. aj pakistan ma aam admi k kam srf is waja se ruk jate hen k uske pas rshwat ki mad ma dene ko paisa nai ha ya wo dna nai chahta.. or js k pas paisa hta ha uska kam asani se ho jata ha.. phr sofed posh awam dolatmand se nafrat ki aar ma apna ehsas e kamtari kam na kre to kya kre jbke na to uske pas hunar ha na hi taleem.. rahe nam allah ka.
muhammad masud
well done.May u live long.Your all columns are very good and they have messages for all.
muhammad masud
Allah ki raza per razi hona hi mulaman ka kam hai na ke Allah ki raza per naraz hona .jin logon ko Allah apni nemton se nawazta hai us per khoush hona chaie.Well done.
jin logon ko ko
allah apni
nematon se nawazta
Noor Ul Islam
mashaAllah ch.javed sir true is true koi many ya na many. thanks for this
mary apny ander ye kharab adat hay ka jab bhi apnay sathiyon ko apny say bohot aagay dakhta hon to un say sabaq lanay k bajaye jalta hon. ye shayad ham jaison kay liye bohot bara sabaq amooz lession hay.
lot of thanks for this.
M Javed Akhter
Aslam-u-alecum sir, main Saudi Arabia sey likh raha hoon,Sir mera Boss masri hey,wo hort, sugar,bp,aor bohat si bemariun ka mareez hey,main us ki bemari dekh k bola,,,,, Sir dunia ki sab sey bardi nemat sihat hey,wo bola naheen,,,((innamal mallu wa binatu zeenat fi dunia))yani,,,mall aor olaad dunia ki zeenat hen,,yeh Quraan kihta hey..,,aor,,punjabi men kehtey hen k ((pesa tan hathan di mail a sehat honi chahi di a,,Sir ap ney aj bohat ach likha thankyou,roza mubarak,
Sir main insha allah agley juma ko betullah shareef ja ra hoon koi dua karni ho to mujhey mail kar den
Arif Khalil
The perspective you have given is okay but not the only truth. The generalized perception that money takes you away from fine feelings happens in everyday life. It brings illusion of having enough to buy/ hire most of the needed commodities and services.
In fact, the dependencies we face everyday help balance our social life and societal structure. The rare examples you are quoting cannot make junk of our life going on but relations, dependencies, feelings for others do.
When one of us competes others and achieves a level of satisfaction by getting certain income the common perceptions do attack others, rightly said, jealousy on top of it but invites stinginess. Qaroon is rightfully quoted in our history. It is good to stop doing what you have said in the column i.e. condemnation but sorry to say finding the shortcuts is our habit too.
The level of morals we shall have we don’t have. The beliefs we have we don’t actually believe when it comes to practical life.
Ali Goraya
chaudhry sahib apna programme CNG pumps aur awam kay darmain karian aap ko pata chal jay ga dolat achi hai yah ghandi hai.
Ali Goraya
chaudhry sahib , aap na to hukomat main hain na hi opposition main lakin awam aap par bohat gharm rahi hai .agar aap ka yeh haal hai to aap kay sharif bradran aur ppp gillani ,aur zardari ka kia banay ga. ais leye apnay qalam ki taqat ko soch samaj kar istamal karian .
najmi
There is no doubt that being wealthy is not a bad thing. It is the unequal distribution of wealth what is bad. It divides the society into the classes of ‘Haves’ and ‘Have nots’. The rich go on accumulating money mostly from illegitimate means. The deprived ones are also tempted into a race of obtaining wealth from lawful or unlawful means. This breaks the moral fabric of the society. This is what is happening in our country. The affluent class is not willing to pay the nominal government taxes. Most of the people sitting in assemblies (the “law makers”) are not paying any taxes. The Prime Minister who wears a new expensive suit every day has filed a zero tax return. The industrial tycoon opposition leader pays tax less than a grade 17 government servant. This scenario has changed the perception of people about the wealth. If we want to rectify this perception we will have to change the system as well.
M Ijaz Hussain
G haan ab javed sb apny zaat k leeay kammayee houee dolat jis k leeay ounhoon nay pakistan ke izaat or baakkaa ko daoo per leegaya ab ous ko justify karnay ke koshish kar rahay hain.2001 main Dr aafia ko moujraan thahraanay waala shakhs 2007 main ous ka hamdard kitnay paisay lay kar bana ya tou javed sb he bata saktay hain,2007-8 main 7%GDP growth waalay mulk ko badhaal kahnay waala javed ch nay ous wakat k hukmraanoo ko sirf apny zaaty dolat kammanay k leeay awaam ko kis kahnay per gumrah kia,kah aaj pakistan moushkil say 2% growth kar raha hay.JAVED SB ISS TARHA KE MEESALOON SAY AAP APNAY AAP KO JUSTIFY NAHEE KAR SAKTAY
Syed Afaque Ahmad
asal m ham log bohat tang nazar ho gae he. isi lea pecheh reh gae he. Bs ISLAM ko smjhne ki zarort he. Ap ne DOLAT pe bohat khob likha he.
V.Important issue Highlighted !! Thanks for SUCH a GREAT Column for all of us.
hukam khan
sir , maujda khalaat k mutabiq column lekae plz
Asad Abbas
ghalat sab ghalat
chouhdri sahib ny iss column main aag aur paani k yak jaa karny ki theory paish ki hay jo k namumkin hay
theek hay dolat buri nahi iss ka istemaal bura hota hay laiken iss bat sy b inkaar nahi kiya jasakta k dolat aati hi bury rasty sy hay… aur jo seedhy rasty sy aye wo dolat nahi balky zindagi ki guzar basar ka saman hota hay aur utna hi saman hota hay jis main zindagi ki mushkilaat asaaniyon main badal sakain , baaz oqaat to kisi ko yeh saman b muya’ssar nahi hota
Javed Bhai,
Today’s topic is really a mind searching one.Every now and then,we hear people saying that such and such man,driving a BMW used to sell old clothes on a bicycle.No one believes that the individual must have toiled hard to start some new idea,which benefited him to become a rich man.A new idea or a unique venture can take a man,to new heights overnight.Suppose I invent a new instrument which installed in a vehicle can increase millage by ten kilometer.As a result,I can become a millionaire within no time.It is then not fair,on the common people to say that this man has aopted unfair or foul methods to become rich.This criticism by general public on those people,who have become rich,in a short period,is not appropriate always.Why we are so pessimist,why don’t we see bright side of life,why always dark one.We should make little research on the time cycle of a rich man.We should see how he started,how he gathered some capital and how he started earning profits to become,ultimately a wealthy man.Barring a few,majority of the rich people have toiled for twenty to thirty years,to acquire wealth to be called a rich man.Individuals criticising rich people are those called have-nots.They should ponder on their surroundings and think positively,how to make a little profit in a fair manner.I think one can start from scratch and rise to the top.The only condition is a positive thinking.On the other hand,rich people under criticism should try to make common people share their wealth.Wealthy ones should give scholarships to the needy students,accomodation to the homeless people,construction of playgrounds and recreation halls.As a result,general public will have soft corner for these wealthy people and public will never blame them for acquiring wealth by foul methods.
Muhammad Qasim Theraj from Multan
Dear Javaid Sb
Ap ka coloum para acha laga. main bhi samjta hoon dolat khud koi bur cheez nahi hay is ka acha ya bura istamal us ko acha bhi ker sakta hay aur bura bhi.Wasy Dolat kay baray main aik Hadeez bhi hay “Nabi Pak nay Duniya ka mall jama kernay say manah fermia hay keh kahieen insan Duniya ka ho ker hi na reh jay. Ap ny Suhaba ki jo misal deen hain realy unoon ni tijarat ki aur jazz tariqa say mall kamaya tha.
Javaid bhi mujay aaj ittna bata do aaj jo lo mall kama rahay hain is ka matlab hay un ko dolat najaz tariqa say kamani chay.
Hukmaroon per corrumption kay case chal rahay hain aur wo bhi un logon per jo ‘Syyed Badsha’ hain. Najaz kami ki hum ko nafi keri chay.
Rana Yasir
Great Javed Bhai
Sahir Khan
Why allot of commentators use “SIR” when they try to comment. Why they can not talk without using this word?? I think there are some other words which can be used. I really dont like when people use SIR Ji, Sir. why they cannt say Javed sahib or some other suitable word. Anyway this what I observe all the time whenever I read these comments.
saira
ye sab log amer hove shaid in me ameer hony ka jazba tha nahi balky jazba nahi kh sakty un k naseb me tha ye sab me to pori eman dari se hona chahti hun par kun nahi ho rahi me janti hun is donya me gharib k koi ezat nahi hy na ho gi
sir very great……………

well said sir,

Syed Afaq Ahmad Karachi.
V.Important issue Highlighted !! Thanks for SUCH a GREAT Column for all of us.
sir , maujda khalaat k mutabiq column lekae plz
ghalat sab ghalat
chouhdri sahib ny iss column main aag aur paani k yak jaa karny ki theory paish ki hay jo k namumkin hay
theek hay dolat buri nahi iss ka istemaal bura hota hay laiken iss bat sy b inkaar nahi kiya jasakta k dolat aati hi bury rasty sy hay… aur jo seedhy rasty sy aye wo dolat nahi balky zindagi ki guzar basar ka saman hota hay aur utna hi saman hota hay jis main zindagi ki mushkilaat asaaniyon main badal sakain , baaz oqaat to kisi ko yeh saman b muya’ssar nahi hota
javed sir great coloum its vare important massage of evey human bing
Dear Ch sb
A realistic and eye opener column