MashaALLAH. ..
Mushkilain Choti brri nai hoteen – Hmaari Sochain choti-barri, tang- wasee hua kerti hyn
Very nice talk Ch sahib Allah bless u and live long.
Ch sahib our management is totally corrupt at this time .we needs a honest leader . I think imran is a best choice at this time and support to imran and tell to the people give your vote to imran.Allah bless u and u live long.mohsin from uk
Hassan Javid London
True,,,,,,,,, Allah ke har kamm main koi na koi maslehat zaror hoti ha….
Zareef Iqbal
A Great Classic Specially for those who think after a failure that they are finished….
Thumbs Up Javed Chohdry….
Arif
Allah her ‘kisi’ ko azmata he. Yeh Azmaish her kisi ki ‘basaat’ ke mutabiq hoti he. Koi kafir ho ya musalman, samjhe ya na samjhe. In Azmaishon ke doran aur in ke baad insan ka rawaya ye batata he keh us ke andar kitni khair he…
[br]Bas yehi ik arz he ke jab Azmaish ajaye to Dua ker len ke Allah Pak us ko asaan ker dyn, aur sabr karen.
[br]
Ye donon nematen kafir ke pass nahi hoti, baqi aap khud samajhdar heyn…
Arshad Abbas
Great Saying by Uncle we will Follow him inshallah….and thanks javed sir….agar app her ek mosibat k nasheb o farz ko study karey to koi bhi cheez itne badi nhi hoti,uncle ki hi e.g lay lijye kia hamri pershanya in se bahd kar hai. Yaa Allah tera shukar hai.
ABC
“Ye to kuch bi nahi” ma zindgi ki asal haqeekat chupi ha.
Yasmin Shaukat
There is a lot to learn in this column . But we should pray Allah that difficulties and hardships remain away from us . Pl take sometime the topic of duea .
muneeb
nice sir
Syed Habib Hassan
Bohat theek kaha aap ney hamara mazhab bhee ham ko sabr ki talqeen karta hay. or Aap ko jashn e Aazadi bohat bohat mubarak ho
asad ashraf
great sir gee maza ay gya.app na ak hi baat mai zandgi ka maqsad samja diya thanks
RAFAY
kia keh bat real main hoe hy?
kher phr bi achi bat hy yeh to kuch bi ni.
hum say bi ziada dukhi log hain yhn dunia main
Abid
Ch Javed very fine,always inspiring,cultured and motivitational topics by u.u r from a great clan realy.my hats off for u sir.thanks
Arshad Jamal Butt
very good column for motivation. But we all have our own experiences and usually we do not rely on other people thories. We have Quran Pak, Hadees and Golden sayings but we do not follow them and face probelms. Why? Because life teach us according to our circumstances.
romana kashif
javed bhai short tempered hojana aik mental disease ha jis kaliay best medicine third kalima ha. ap next 10 days kusrat sa third kalima parhain.I am sure ap isay hamasha parhain ga or apny article main readers ko bi suggest karain ga.ya mare taraf sa ap kaliay 14 august ka gift ha
SAMI ULLAH
MASHA’ALLAH PAKISTAN KI PRESENT SITUATION KA LAHAZ SA BHOT MOTIVATIONAL COLUMN HA.
JAVED BAI YOUTH K LIA ASA COLUMN LIKHTA RAHA KRAYN.
hamid ali
adab,ap aj kay column ko masail kay solution ka formula keh saktay hain.jahan bhi kuch tense huay laga diya yeah formula,and in the result the situation will be in our hand.gr8 sir.
Asad Abbas
hmm yeh sab katabi batain hain inn ka haqeeqat k sath koi taluqq nahi hay , yeh batain iss column main likhi hoi buhat achi mehsos ho rahi hain laiken amli tor par inn ka koi wajood nahi , agar yaqeen na ho to har koi apni zindgi aur zindagi k hadson par nazar dorra kar daikh lay ….yaqeen ajaye ga
Ahsaan
Outstanding Sir
Sir, Could i get your columns on my id?
Asad
Javed Bhai mein apke column kafi arsy sy parh raha hun lekn apni rai ka izhar aj pehli baar kar raha hun. . Ap jo likhte hain uska taaluk bhaly amli zindagi sy dur he ku naa ho phr b islaah ka zaria zarur ha. God bless u always. regards asad
Tariq Najam
Dear Mr Javid
I listen and read you regularly.
I only want to ask one question
Why media doesn’t give due coverage
to Imran Khan activities?????
BIASED. ???
Altaf Bhai covered head to tail suspending
all programes
PRESSURE. ???
Alas……… Media in our country is money
minting business nothing more but
pointing at others
one hour programme 40 mins Ads 20
mins substance…. Anchors behaving
judges. Look funny
M.Nouman khan
Evergreen article.
Muhammed Faheem
Hamara deen Islam bhi hamain yahi sekhata hai ke jab koi mushkil aye tu sabar karna chahye..
kashif
nice colum sir jee aaj tu app ne mujhe fresh kar diya.because i m in al shifa hospital from last one month with my nice.today when i read i say “ye tu kuch bhee nahi”great……………..
Sir, i am Pakistani and now i am working in Muscat as a computer service manager but i am missing our country too much, i know its not a right place for write these words but i am missing my country, and i need job in Pakistan specially Karachi.
i also changed my self like kuch b nhiii……… in real world….
farrukh khan
assalamualaikum
umeed hae ap khariat se hon gey, yaqeenan uncle ke baat 100% theek hae,kuch isi tarhan ka waqia mae b sunata hun mae pechley saal KRL mae as assistant manager appoint hua par abi mera medical chal raha tha, qismat se ya badqismati se mere medical mae dibates ka marz samney aya jis per mujey disqulifiqation ka samna karna para, mae un dino apne uncle k haan bahria town rawalpindi mae tha aik din mae aur uncle suba ke namaz k baad chahal qadmi kar rahey thay tu uncle ko aik sahab miley hum logo mae salam dua hui , jab wo sahab chaley gaey tu uncle kahney lagey hafiz sahb ye jo ap k sath hua is ko tregidy na samjhain kyun k ye word buht bara hae , ye jo sahb abi gaey hain in ka qissa kuch yun hae k ye pahley jehlam mae raha kartey they in sahb k 3 baitey they inho ne apne ilaqey mae electronics ke dukan kholi jo k kuch he arsey mae buht chal gai purey ilaqey mae unhi ka naam tha par sath he sath kuch hasideen in k pechay par gaey, aik raat jab ye so rahey thay tu in k ghar dakoo ay, us waqt un ki sab se choti beti ki shadi honey wali thi aur jahaiz ka samaan wafir miqdar mae para tha jab wo sab loot k janey lagey tu in sahb k chotey betay ne kaha meri bahn ka zewar de do baqi sab le jao us ki shadi honey wali hae, ye baat suntey he wo dakoo gusey mae aya aur us ko goli maar di bahn dori pakarne k lea tu unho ne usey pahley pakr k ziadati ka nishana banaya phir usey be qatal kar dea phir yaq e baad degarey sab ko golian maar k qatal kar dea saway un uncle aur un ke ahlea k,jab wo firoon e zamana chaley gaey tu uncle be yaro madadgar apne bachon ke lashon par roney lagey, dekha k un ke choti bahoo ko tang mae goli lagi hae aur wo zinda hae,unho ne us ko foran hospital muntakil kea , us ka ilaaj karaya aur phir us ke shadi ke hamarey qanoon nafiz karney waley idaroon ke sitam zareefi daikhain pahley tu fir he darj na honey de gai phir jab hui tu un ko dhamkian milney lageen, uncle apna sab baich k pindi aa gaey, pevaiz musharaf tak bhi unho ne apni application bhijwai par pata ye chala k wo log pervaiz ilahi k log hain un hath dalna mushkil hae , lihaza wo ab apni zindagi khamoshi mae guzar rahey hain wo har din martey hain apni yadoon mae aur phir jetay hain, mae ye sab sun k aik ajeeb sooch mae giraftaar ho gaya aur mujey apni sab pareshani bhool gai mae ab bhi lahore mae job kar raha hon aur ab ye choti choti pareshanian mujey mahsus nahi hoti
wassalam
hafiz farrukh
Umar
Another drama article as usual. Bereal my friend….
Munawar Hussain Chaudhary
Yeh main hi nhin hazaroo balkay lakhoon log mantay hain k Javed Choudhary bohat bara Lakhikh hay…..Lakin main jab in k Column parhta hun tao main kisi na kisi point pe in se disagree kernay pe majboor ho jata hun and maira Comment kernay ko ji kerta hay….Jis trah zamany ka dastoor hay k jab banda is jahan e fani se kooch ker jata hay tao us kay jananay walay us ki her baat ko khobbi bna ker biyan kertay hain …is column mein bhi kuch aisa hi lagta hay…..Taya ji is duniya se rukhsat ho gaey tao Choudhary sb nay column likh dia … Un ki zindgi mein kiun nhin likha shaid woh khud apnay baray mein acha parh k thora sa khush ho jatay……???
eshan AHMAD
very good
shoaib khan
sir salam i have a request to you that please wrote a colum on altaf hussain and on his relationship in the pakistan poltical career
imran khizar
allha pak unkal ko janat main maqam atta farmay aur thnkx to you ch sab app ny yai batt hum tak punchai ager hum is fikry ko fallo karain to hum b achi zindagi guzar sakty hain
Haroon
Dear, Sir ur observations and writing style is beautiful and i am ur fan.Aj ke column ma be ap ne zindge guzarne ka sunhera asool bteya ha…allah talla key her kam ke pechey koi na koi hekmat zror hoti ha or allah bandey ke sheny ke hammet ke mutabiq us per azmashian dalta ha…
waleed jani
javed bai very nic sad ye par k qasam se kafi ehsas hua…r ALLAH uncal ko jannat ata frmaye…
syed Rizvi
iss ka nam zandage hai,Kabhi khushi kabhi gam, her baat pay dipresion nahe lena chai warna zandagi ajeran ho jati hai,they why you tried to tell your thoughts its really nice way,
adnan nisar
sir
i regularly read ur column .. they are good but sometimes in ur colums u become biased to NawzSharif party.. are u a worker of his party//?????????
y u are insisting that wse a gun ,, that we have already used two times..

y u are insisting that we use a gun ,, that we use have already used two times..
Muhammad Qasim
very very very nice this column is.
Muhammad Aejaz Khan
Great, Great, Great ….
Mujkkhey nafrat thi columns parhne sey kion ke kaam ki koi baat nahi hoti thi,,,,
lekin aj pehli baar jab mene Javed sb ke Columns parhey hein to laga hey ke yehi hey wo awaaz jo ham sab logon ko ikattha hone ka pegham de rahi hey….. aao ALLAH ke wastey aapas mein na larro, ek dosrey ko mat maro….
umar
well done!u give the guidence to all the people.JAZAKALLAH FID DARAIN.
This is very nice column. Thanks a lot Amna for sharing preparing this wonderful website. May Allah bless you!
Kashif Shahzad Zaidi
Bohat omda column hay, iss say donya mein badtreen halaat k bawjood zinda rehnay ka haosla milta hay. Hamaray logon ko aisi he tehreron ki zroorat hay.
Quotation:
Logon ko oon k hqooq kbaray mein bta dain, wsool woh khod ker lain gay.
Kashif Shahzad Zaidi (Advocate) [email protected]
+923464688138
JIZAKALLAH for this guidance INSHALLAH I will never be angry on any mishap.
JIZAKALLAH again.
MashaALLAH. ..
Mushkilain Choti brri nai hoteen – Hmaari Sochain choti-barri, tang- wasee hua kerti hyn
Ch sahib our management is totally corrupt at this time .we needs a honest leader . I think imran is a best choice at this time and support to imran and tell to the people give your vote to imran.Allah bless u and u live long.mohsin from uk
True,,,,,,,,, Allah ke har kamm main koi na koi maslehat zaror hoti ha….
A Great Classic Specially for those who think after a failure that they are finished….
Thumbs Up Javed Chohdry….
Allah her ‘kisi’ ko azmata he. Yeh Azmaish her kisi ki ‘basaat’ ke mutabiq hoti he. Koi kafir ho ya musalman, samjhe ya na samjhe. In Azmaishon ke doran aur in ke baad insan ka rawaya ye batata he keh us ke andar kitni khair he…
[br]Bas yehi ik arz he ke jab Azmaish ajaye to Dua ker len ke Allah Pak us ko asaan ker dyn, aur sabr karen.
[br]
Ye donon nematen kafir ke pass nahi hoti, baqi aap khud samajhdar heyn…
Great Saying by Uncle we will Follow him inshallah….and thanks javed sir….agar app her ek mosibat k nasheb o farz ko study karey to koi bhi cheez itne badi nhi hoti,uncle ki hi e.g lay lijye kia hamri pershanya in se bahd kar hai. Yaa Allah tera shukar hai.
“Ye to kuch bi nahi” ma zindgi ki asal haqeekat chupi ha.
There is a lot to learn in this column . But we should pray Allah that difficulties and hardships remain away from us . Pl take sometime the topic of duea .
nice sir
Bohat theek kaha aap ney hamara mazhab bhee ham ko sabr ki talqeen karta hay. or Aap ko jashn e Aazadi bohat bohat mubarak ho
great sir gee maza ay gya.app na ak hi baat mai zandgi ka maqsad samja diya thanks
kia keh bat real main hoe hy?
kher phr bi achi bat hy yeh to kuch bi ni.
hum say bi ziada dukhi log hain yhn dunia main
Ch Javed very fine,always inspiring,cultured and motivitational topics by u.u r from a great clan realy.my hats off for u sir.thanks
very good column for motivation. But we all have our own experiences and usually we do not rely on other people thories. We have Quran Pak, Hadees and Golden sayings but we do not follow them and face probelms. Why? Because life teach us according to our circumstances.
javed bhai short tempered hojana aik mental disease ha jis kaliay best medicine third kalima ha. ap next 10 days kusrat sa third kalima parhain.I am sure ap isay hamasha parhain ga or apny article main readers ko bi suggest karain ga.ya mare taraf sa ap kaliay 14 august ka gift ha
MASHA’ALLAH PAKISTAN KI PRESENT SITUATION KA LAHAZ SA BHOT MOTIVATIONAL COLUMN HA.
JAVED BAI YOUTH K LIA ASA COLUMN LIKHTA RAHA KRAYN.
adab,ap aj kay column ko masail kay solution ka formula keh saktay hain.jahan bhi kuch tense huay laga diya yeah formula,and in the result the situation will be in our hand.gr8 sir.
hmm yeh sab katabi batain hain inn ka haqeeqat k sath koi taluqq nahi hay , yeh batain iss column main likhi hoi buhat achi mehsos ho rahi hain laiken amli tor par inn ka koi wajood nahi , agar yaqeen na ho to har koi apni zindgi aur zindagi k hadson par nazar dorra kar daikh lay ….yaqeen ajaye ga
Outstanding Sir
Sir, Could i get your columns on my id?
Javed Bhai mein apke column kafi arsy sy parh raha hun lekn apni rai ka izhar aj pehli baar kar raha hun. . Ap jo likhte hain uska taaluk bhaly amli zindagi sy dur he ku naa ho phr b islaah ka zaria zarur ha. God bless u always. regards asad
Dear Mr Javid
I listen and read you regularly.
I only want to ask one question
Why media doesn’t give due coverage
to Imran Khan activities?????
BIASED. ???
Altaf Bhai covered head to tail suspending
all programes
PRESSURE. ???
Alas……… Media in our country is money
minting business nothing more but
pointing at others
one hour programme 40 mins Ads 20
mins substance…. Anchors behaving
judges. Look funny
Evergreen article.
Hamara deen Islam bhi hamain yahi sekhata hai ke jab koi mushkil aye tu sabar karna chahye..
nice colum sir jee aaj tu app ne mujhe fresh kar diya.because i m in al shifa hospital from last one month with my nice.today when i read i say “ye tu kuch bhee nahi”great……………..
Very nice column. Great.
todays column is best i like it to much……..
Sir, i am Pakistani and now i am working in Muscat as a computer service manager but i am missing our country too much, i know its not a right place for write these words but i am missing my country, and i need job in Pakistan specially Karachi.
Mashallah Great sir.you win our hearts & minds.Pakistan k tamam Masail ye tow kuch bhi nahee.
u r a great story teller but very truthful and motivated, u utilize ur ability in really really great manners and for great purposes.
i also changed my self like kuch b nhiii……… in real world….
assalamualaikum
umeed hae ap khariat se hon gey, yaqeenan uncle ke baat 100% theek hae,kuch isi tarhan ka waqia mae b sunata hun mae pechley saal KRL mae as assistant manager appoint hua par abi mera medical chal raha tha, qismat se ya badqismati se mere medical mae dibates ka marz samney aya jis per mujey disqulifiqation ka samna karna para, mae un dino apne uncle k haan bahria town rawalpindi mae tha aik din mae aur uncle suba ke namaz k baad chahal qadmi kar rahey thay tu uncle ko aik sahab miley hum logo mae salam dua hui , jab wo sahab chaley gaey tu uncle kahney lagey hafiz sahb ye jo ap k sath hua is ko tregidy na samjhain kyun k ye word buht bara hae , ye jo sahb abi gaey hain in ka qissa kuch yun hae k ye pahley jehlam mae raha kartey they in sahb k 3 baitey they inho ne apne ilaqey mae electronics ke dukan kholi jo k kuch he arsey mae buht chal gai purey ilaqey mae unhi ka naam tha par sath he sath kuch hasideen in k pechay par gaey, aik raat jab ye so rahey thay tu in k ghar dakoo ay, us waqt un ki sab se choti beti ki shadi honey wali thi aur jahaiz ka samaan wafir miqdar mae para tha jab wo sab loot k janey lagey tu in sahb k chotey betay ne kaha meri bahn ka zewar de do baqi sab le jao us ki shadi honey wali hae, ye baat suntey he wo dakoo gusey mae aya aur us ko goli maar di bahn dori pakarne k lea tu unho ne usey pahley pakr k ziadati ka nishana banaya phir usey be qatal kar dea phir yaq e baad degarey sab ko golian maar k qatal kar dea saway un uncle aur un ke ahlea k,jab wo firoon e zamana chaley gaey tu uncle be yaro madadgar apne bachon ke lashon par roney lagey, dekha k un ke choti bahoo ko tang mae goli lagi hae aur wo zinda hae,unho ne us ko foran hospital muntakil kea , us ka ilaaj karaya aur phir us ke shadi ke hamarey qanoon nafiz karney waley idaroon ke sitam zareefi daikhain pahley tu fir he darj na honey de gai phir jab hui tu un ko dhamkian milney lageen, uncle apna sab baich k pindi aa gaey, pevaiz musharaf tak bhi unho ne apni application bhijwai par pata ye chala k wo log pervaiz ilahi k log hain un hath dalna mushkil hae , lihaza wo ab apni zindagi khamoshi mae guzar rahey hain wo har din martey hain apni yadoon mae aur phir jetay hain, mae ye sab sun k aik ajeeb sooch mae giraftaar ho gaya aur mujey apni sab pareshani bhool gai mae ab bhi lahore mae job kar raha hon aur ab ye choti choti pareshanian mujey mahsus nahi hoti
wassalam
hafiz farrukh
Another drama article as usual. Bereal my friend….
Yeh main hi nhin hazaroo balkay lakhoon log mantay hain k Javed Choudhary bohat bara Lakhikh hay…..Lakin main jab in k Column parhta hun tao main kisi na kisi point pe in se disagree kernay pe majboor ho jata hun and maira Comment kernay ko ji kerta hay….Jis trah zamany ka dastoor hay k jab banda is jahan e fani se kooch ker jata hay tao us kay jananay walay us ki her baat ko khobbi bna ker biyan kertay hain …is column mein bhi kuch aisa hi lagta hay…..Taya ji is duniya se rukhsat ho gaey tao Choudhary sb nay column likh dia … Un ki zindgi mein kiun nhin likha shaid woh khud apnay baray mein acha parh k thora sa khush ho jatay……???
very good
sir salam i have a request to you that please wrote a colum on altaf hussain and on his relationship in the pakistan poltical career
allha pak unkal ko janat main maqam atta farmay aur thnkx to you ch sab app ny yai batt hum tak punchai ager hum is fikry ko fallo karain to hum b achi zindagi guzar sakty hain
Dear, Sir ur observations and writing style is beautiful and i am ur fan.Aj ke column ma be ap ne zindge guzarne ka sunhera asool bteya ha…allah talla key her kam ke pechey koi na koi hekmat zror hoti ha or allah bandey ke sheny ke hammet ke mutabiq us per azmashian dalta ha…
javed bai very nic sad ye par k qasam se kafi ehsas hua…r ALLAH uncal ko jannat ata frmaye…
iss ka nam zandage hai,Kabhi khushi kabhi gam, her baat pay dipresion nahe lena chai warna zandagi ajeran ho jati hai,they why you tried to tell your thoughts its really nice way,
sir
i regularly read ur column .. they are good but sometimes in ur colums u become biased to NawzSharif party.. are u a worker of his party//?????????
y u are insisting that wse a gun ,, that we have already used two times..
sir
i regularly read ur column .. they are good but sometimes in ur colums u become biased to NawzSharif party.. are u a worker of his party//?????????
y u are insisting that we use a gun ,, that we use have already used two times..
very very very nice this column is.
Great, Great, Great ….
Mujkkhey nafrat thi columns parhne sey kion ke kaam ki koi baat nahi hoti thi,,,,
lekin aj pehli baar jab mene Javed sb ke Columns parhey hein to laga hey ke yehi hey wo awaaz jo ham sab logon ko ikattha hone ka pegham de rahi hey….. aao ALLAH ke wastey aapas mein na larro, ek dosrey ko mat maro….
well done!u give the guidence to all the people.JAZAKALLAH FID DARAIN.
This is very nice column. Thanks a lot Amna for sharing preparing this wonderful website. May Allah bless you!
Bohat omda column hay, iss say donya mein badtreen halaat k bawjood zinda rehnay ka haosla milta hay. Hamaray logon ko aisi he tehreron ki zroorat hay.
Quotation:
Logon ko oon k hqooq kbaray mein bta dain, wsool woh khod ker lain gay.
Kashif Shahzad Zaidi (Advocate)
[email protected]
+923464688138
Sir Jee,
very good.
really helpfull.. nice writing
Jazak ullah, , , yarhamakoullah