sir g abi kuch omeed hai hamry samblhany main ham abi bulkul last par agay hain but it not least.
Asad Abbas
hmmm , javed sahib aap ki baat aik dam theek hay hum sab waqia e adam bardashat ki kafiyat sy guzar rahy hain
iss adam bardashat ki kai aik wajohat hain , laiken sab sy aham aur Main waja yeh hay k yahan insan apny insan hony par ghor nahi karta , har koi yeh to samjhta hay k insan ashraf-ul-makhloqat hay magar yeh nahi samjhta k wo khud b ashraf-ul-makhloqat main main sy hay , yaa uss k samny wala b ashraf-ul-makhloqat hay , iss mu’ashry ka har insan ashraful-ul-makhloqat main sy hay ….!!!!
hum sab sy pehly insan shanasi yani khud shanasi bbhool chuky hain , hum goshat pst k iss jism / qalab ko insan samjhty hain lehaza issy prime rakhny ki koshish karty hain jab k yeh jism / qalab to insan ka libas asal insan to iss labas k andar hay
aur ussi insan k bary allah ny quran main kaha k “laqad khalaqnal insana fe ahsan taqweem” laiken allah pak ki iss bat ko hum ny samjh hi ghalt liya hay hamary nazdeek yeh gosht post ka jism hi wo insan hay jisy khatab kiya jaraha hay . nahi yeh jism to uss insan ka aala kaar hay aur ussi insan ko khatab b hay jis k andar ka wo insan zinda rehta hay uss par hadayet b asar karti hay , laiken jo ajsaam uss andar k insan ko qatal kar daity hain unn par hadayet kuch asar nahi karti
waseem abbas
Thanks javed sb aap ne muashre ki us khrabi ko point out kia ha jo sub se zyada khtarnak ha drown hamlon se bhi zyada.
lekn is ko door kese kia jay is k ly next kisi column me zarur likhen jese k hmare bht pyare marhoom Dr Ishfaq Ahmed likhte rahe han muashre ko behter bnane r is ki islah k ly.aap bhi agr aisa kuch likhen ge r ho sakta ha koi chand log us ko apna kr muashre mein tabdeeli ka paish khaima ban jaen.
jazakallah khair.
abdulrasheed naqshbandi
its tru but umeed ki kirn baqi hay
islam ki true taleemat per amal kar kay
shahid Mehmood
first of all we should adopt sportsman spirit but in our country our circumstances of common man is so miserable we should bring change for common man and to solve the basic problems
shahnazmohsin bharwana
aoa.javed bahi only one solution of this untolerance.justice.if justice is available to layman every problem of this country can be solved.god bless us.
Aqeel Gill
its great job to give awareness to young lot
Tahir ali butt
aoa,sir u r right.sirf dr.tahir ul qadri is shiddat k khilaf jaddo jahad ker rahe hein .mager logon ne awam ki nazeron mein un ko mutnazai bana diya hy.
muhmmad atif
sir ap bilkul theek hain yeh tu mulk or qoom ki baat hay ap mery ghar main aa jain hum wahan aik dosry ki baat bardasht nahi katy .sas bahu,nand bhabhi sub ka yeh hi haal hay .sir yeh wo cheez hay saber jis ki quran main bar bar talkeen hay laken mujh samat sub log sirf batain karain gay amal nahi.
Imran
Nice
Muhammad Gul Niazi
great sir………..
sir her koi dosray ko dakta hai kisi ko apna khial nahe…………..
muhashra us waqt grow karta hai jab muhashray k afrad tek o jatay hai………
hum apnay ap ko nahe daktay lakin dosroo ko daktay hai aor un par batain shuroo kar datay hai………..
sir koi jiss firqa say taluq rakta hai is say kisi ko kia……….
ISLAM to kisi b firqa k baray mai koi ghalat bat nahe batata pir hum q aisa karta hai……..
sir ya sub ulama ki kamzori hai o khud member-a- majid mai bat kar aisi batain kartay hai is lia o sub batain un par logoo k zan mai rah jati hai q k o khud to nahe sochtay………..
Ishtiaq ahmad
great javid shb
Muhammad Ayaz
Jis shakhsh ko Allah apnay aboon was nigah rakhnay ki toufiq da yeh aadmi kamyab ha. jahan tak budgumani ka taaluq ha to us ka taaluq HASAD se hay aur hasad tab hota ha jub banday main GAROOR ho.Rab say apnay gunahoon ki mughfirat aur apni islah ki dua karni chahiya. HAMAIN MIN HAIS-UL-QOOM ALLAH SAY MAGHFIRAT KI DUA KARNI CHAHIYA.