aslam o alikum Javed sahib Pakistan me bohat had tak mobile ka ghalat use ho raha ha lekin is me hum sab = ky sharik han.!!!
abdul khaliq
السلام علیکم
جاوید صاحب آپ نے گالیوں کے لئے تو نمبر لِکھ دیا ہے لیکن اگر کوئی آپ سے اس کے علاوہ رابطہ کرنا چاہے تو؟؟؟
سارے پاکستانی ایک جیسے نہیں ہیں، میرے پاس آپ کا فیس بک آئی ڈی ہے لیکن میں نے آج تک کبھی آپ کو میسج نہیں کیا کیونکہ مجھے آپ کی مصروفیات کا اندازہ ہے۔
Rao
this is funny.
janab javed sb, main nay aap ko phone kia, pooch kar k aap busy to nahihain tameez say baat ki. aap nay 10 second bhi baat nahi suni aur phone band kar diay.
isn’t it rude?
aap nay masla bataya. laikin hal bara funny hay. aap nay channels, news sections etc k numbers, website, contact details publish nahi kiyay.
aap hakoomat kp kahain k lawa pass karay. har shobay ko us k contact details publish karnay chahiya aur un ko sunna bhi chahiyay.
Kashif Jafri
Aap sahi kehte hai, hamara muashra bohat ghalat rasto par nikal raha hai, strike ma tor phor, cars jalana, signal torna, property ko nuqsan yeh hamari adat ban chuki hai,
lekin sir aap hi bataye, jab aap ko khane ko roti na mile, beemar ko dawa na mile, tamam sahoolatei sirf chand logo tak mehdood ho toh phr insaan kia kare….
aur specially jab har roz aap k ghar sa janaza uthe aur koi aap insaf to dur ki baat izhar-e-hamdardi bhi na kare aur aap k pyaro ki maut ko nazar andaz kar de toh phr kia reaction ho?
Aap ka kasoor nahi ha lekin jiss tarah aap ka kasoor nahi uss tarah actor ka bhi koi kamal nahi lekin hero kabhi director ya producer nahi hota Hero actor hi hota ha aur aap bhi apne channels k Heroes ha.. aap ko log dekhte hai aap k channels ko nahi toh awaz aap tak hi pohancha sakte hai…
iss ma aap sa adawat nahi balke ek aas hai, umeed ha..
yeh umeed hamesha toot’ti ha par phr bhi rehti toh hai.. k kaash kabhi yeh hero aam logo ki sachai bayan kare taa k un ko zarooriat-e-zindagi na sahi kam az kam zindagi toh naseeb ho
Baku at ghalt raaston pe chalae ge to muashra kiya karae ga. Mere Bhai PPP ko hataao… aur koi achae log le kar aao. Warna humara who Baal ho ga jo bigri hui qaumon ka hora aya hae…
Imran
lolz
Muhammad Gul Niazi
sir ap nay b had kar di ………
ap log rozana kitnay chanannel walay log hai govt aor PM and PRESIDENT ko pichlay 4 saloo say kitna kehtay o lakin in logoo nay kabi ap logo k khilaf koi chaneel nahe nikala na ap logo ko kuch kaha………
pir b ya log ap k pass atay hai aor ap say apna masla share kartay hai……….
imran ahmad
Great column indeed. This is another example of intolerance in society. Miss-use of facilities is a common crime in Pakistan including cell phone use. Its true for us, ” Khuda ganjay ko nakhun na day”.
this number is powered off……..
Assallamu alaikum……very nice coulumn sir.you are doing great.May Allah bless you and give us enough courage to think that what is good for our us.
very funny , chalen ab dekhen gy k ap naya galion wala mobile on rehta hai ya powerd off hoga .
Tahir
Your point may be right but media has the power to convey common man message to authorities. I disagree that you can’t do anything. Why are you even in this business then? Isn’t it true that media didn’t give any coverage to the brutal killings? You can’t hide your biasness this time mister.
wajahat
sir ye to aap ny sahi kaha k aap logo ko phone kar k bura bhala kehna no right. BUT SIR IS IT RIGHT K JO DHARNA ITNY DINO SY CHAL RAHA HY USY 1 PERCENT BI COVERAGE NI MIL RAHI. YE TO MEDIA KHUD 1 TABQY KO ALAG AUR JUDA KARNA CHAH RAHA HY. MEDIA BUHAT NI TO THORI BOHAT TO COVERAGE TO DY SAKTA HY. QUIET SHAME ON OUR MEDIA.
gd sir awesome explation…
sir g.
agar bat karni ho ap se to ?

NO ANSWERING MACHINE SIR…….ON UR CELL