apki bat barmla darust ha k tmam politicians he corruption ki dorr main first anay ki dorr main laggay hain
khuda hmaray mulk ko in darindo se bachaye
main nahi smajta k koi baa shaoor isnan ab in parties k logo ko vote de ga
ameer abdul rehman
sir
jatoi sb k farmoodat par column likhne ka shukria , maza aya un k bare mn jan kar , love u and take care of urself
maliha
nice article,i like ur articles very much.
God Bless U.TC
Rohail Aftab
ap nay is ka bhi wohi salook kiya hay jo jamsheed handy ka kiya tha ya isi kabil hay
kabhi dr fardoos aashiq awan par bhi nazarin karam jamain
Muhammad Asif
ab to saray totay 15 days kay lye chup hogaye ,abhi tay tay karain gay 13 october kay badd
Atif Saleem
but fauj k kuch aspects p us nay sahi baat kahi k CORRUPTION to army mai bhi hoti hai !!!
Zia
Javaid Sahab,
Nice articles as usual. There is something that you need other to understand/propogate. The core of corruption are actuly regular citizens of Pakistan, specialy educated and blessed ones. Corruption is a right and readily accepted and practised. Lack of ethics, values and role models in blessed class is the core of all issues.
taksimkhan
ha ch sb anpe hi btana hy hmy media pr yaqeen rkte hy hm our to sary jeli degree holder se kia tawekou kr skte hy k mulk ko chalayng wo achi tara
Ejaz ahmed
Yeh sab seasat dan agar 63 sal main taleem ko hi 2% se zaida nahi deh sake to aur in se koi tawaqo karna hamaqit k alava khuch nahi
sajid ali rajput
sir ji…….
jotoi sahab k iss bayan ko aur uss bayan ko jo aap k program kal tak main diya tha uss ko dosary zaviy sai dakhiy k yai difai padawar k minister hain asal haqiqat yai b ho sakti hai k inn ko corupption karny ka moqa nahi mil raha ho iss wajh sai bichary chhikh rhain ho k bhai corupptoin mai masawat honi chahiy .iss point of veiw sai who bilkil right hain mery ek friend nai batya k ek minister nashy ki halat main bol rhy thy k iss hakomat main ministers nai itna corupption kiya hai k minister 20sall aagy aur awam 20sall phichy chli gai hai tu app fasala kijiy k sir ji…corupption main b masawat honi chahiy ya nahi agar jotoi sahab phichy rah jaty hain tu yai sir ji zaydati hai unn k sath.baqi awam ki khir hai kyon k awam bihis ho cuhki hai. thanks
Sami Ur Rehman
Javed sahab tareef to log aap ki bohut kartay hain main thori se constructive criticism karna chahta hon …aap k articals main barson se parh raha hon ,aik waqt tha k kabhi main bohut mayoos ho jaon to aap ki zero point book ko parh laita to mayoosi kuch kum ho jati magar Javed bhai abh aap ki tahreeron main woh baat woh jadoo nahi raha,shaid aap ki tawajo butt gai hai programm Kal Tak Kartay Hoay….yah aap khud ki bahtar analyse kar saktay hain ..but still u r one my favourites…
faisal
sir,plz write column on agricultural condition of pakistan
Choudhry sahab,