Javed Chaudhry writes that all institutions of Pakistan are destroyed, rails are not running, PIA is almost dead, Steel Mill is near to close, there is no electricity and gas in country… but prime minister is dancing with joy that Democracy is not derailed in last 4 years.
bilkul theek ch sb laikon inko ghayrat nahi aaygi yeh bay his qaum hy iska zameer pata nhi kb jaagay ga
Very well said, and its the real picture of Pakistan right now..!!
amir he is mulak ko chala skaty hian shetar maro ayshy jamohriyat k theykydaoro ko
very nice Javed bhai .Allah apko mazeed tawanai ata fermaye haq ki baat kerne ki.
My dear Ch sb !Aap ka aaj ka column parha.hamesha ki tarah lutf aaya.aap par Allah ki khas karam farmai hay.Aap nay kuch arsa pehlay likha tha kay zindagi main do dariya hotay hain,NAIKI aur BURRAAI(BADDI),insaan ki marzi woh jis driya main uttar jaey.agar Naiki kay dariya main uttray ga to naik ,achay log ussay ghair laitay hain aur agar baddi kay dariya main uttray ga to burray log us kay aas pass jama ho jatay hain,aur phir chal so chal.
Ch sb ! Main to khud ko un khush qismaton main say samajhta hon jin ka “PAKISTAN” par EEMAAN hay.Hazrat Quaid-e Azam(R.A) aur Hazrat Allama Iqbal(R.A),Meray Siayasi Murshid hain,aur yeh Mumlikat-e-Khuda Dad “PAKISTAN”,qaim rahanay kay liye bana hay,Main 25 saal say Taarikh parha raha hoon,duniya kay kisi mulk main sada aik jaisay log hi iqtidaar main nahi rahay.kabhi achay to kabhi burray,hamari bad qismati kay burray logon ko ziyada dheel mil gai,un ka span barh gia,lekin achay logon ka na aana to Qanoon-e Qudrat kay manafi ho ga.yeh kaisay ho sakta hay kay hum hamesha in “Aankh bachanay Walon” kay hathay hi charhay rahain gay.Raat jitni bhi kaali aur taveel ho utna hi roshan savera namoo daar hota hay.Bas paida karnay walay ka Fazal-o karam shamil-e haal hon achahiye.Aap aisay hi hamain neend say jagaey rakhain.Keep it up.
Well said. You portrayed a true picture of current Pakistani Government.
Please keep up writing like this. Baat jo dil se nikalti hey asar rakhti hey, par nahin taqat e parwaz magar rakhti hey.
tum log saare ghaade ho !
ye hi wo admi tha jo jamhoriat jamhoriat chilla raha tha… musharaf ke daur mein pura pakistan khushaal zindigi guzaar raha tha…
en media ke bagharton ko apni dukaan chamkaani thi… ab bajao shaadiane… baygharat admi !
This is the story of AIK DIN KA SULTAN, who was not interested in anything except being a PM and like a brainwashed Taleban suicide bomber is ready to blow the whole nation with himself included.
Please God save us from this democracy. I cannot stand it any more.