Aap ka column parrha , mehsoos yeh howa hay k aap ny baat kisi aur angle sy start ki hay laiken ikhtetaam kisi aur angle par kar rahy hain , ya to aap b iss system main majood culprits sy khof zada hain ya phir ahista ahista inn ka hissa banty jaa rahy hain , ya phir aik waja aur ho sakti hay k shaid aap iss saary mu’amly ko sirf apny angle sy daikh rahy hain iss liye aap ko jo nazar araha hay ussi par aap ka emaan mazboot ho raha hay
sikandar k aik waqiya par pakistan k har anchor , har sahafi , har writer , har intellectual ka tabsra alag alag hay kisi ki bat dosry sy nahi mil rahi , har koi apny aqli ghorry dorra raha hay jo iss bat ka mazhar hay k sab ko iss masly main sirf apna wajood sabit karny ki parri hoi hay haqeeqat sy koi agah nahi , ya phir jo daikh raha hay ussi ko haqeqat samjh raha hay ,…..abb main ny iss masly ko apni ankh sy daikha hay aur main yeh samjhta hon k sikandar waly sary drama ki pushat par koi b nahi hay yeh mehaz publicity stunt hay aur peak ki hamaqat hay …thats it
Javed please get a life and do not waste your time on Sikander who is a Schizophrenic or suffers from drug induced Psychosis. Do not even mention his name in the same breath as the sick Sikander who was supposedly Zardaris body guard.. Two of security personnel have been assassinated this is the third one who has been lucky enough to escape death!!! I can tell you what is wrong with Pakistanis.. it is nothing based on nobility or principles.. IT IS SHEER IGNORANCE OF THE MASSES IN THE LOWER SOCIAL CLASSES AND THE TIGHT CONTROL THAT THE ELITE RULING CLASSES EXERCISE ON THEM!!!
Besides Pakistan is in a privileged position that its poor have sufficient food to feed themselves. No one wants to rock their boat and as long as there is enough scraps left for the Pakistanis they will not come out on streets or strive for change or reforms. Till then I am afraid the SYSTEM WILL GO ON AS IT IS.. PPP & PML-N taking turns under the international guarantors ie US & SAUDI ARABIA. Do not fret Javed because the scenario is pretty dire.. PAKISTAN MAY APPEAR FREE BUT OUR RULERS ARE APPOINTED BY THE ABOVE TWO POWERS. There is no chance of Nawaz Sharif to distance himself from the super powers and set in the badly needed reforms that this country needs to survive. Imran Khan has mobilised the middle classes and the youth but there is a long journey ahead. All you anchors need to examine the facts carefully before you start shooting your mouths and come what may you must not denigrate or undermine the efforts of PEACEFUL REVOLUTIONARIES.. after all what is any human being worth if he looses his sense of idealism!!! Every society must appreciate it UTOPIAN VISIONARIES AND PERFECTIONISTS TO INSPIRE THE NATION.
Imran Ahmad, KSA
dear Ch. Sb
My friend Engr. Zahid Rizwan has written a poem. I am sure you will like and share with others;
(News main hameesha ata hay k dhamaky ki zimmadari Kal-Adam Tanzeem
nay qabool kar li)
dhamaka hua
cheethray urr gaey
ghar main maujood Maan apnay baitay ki hay muntazir
baivgi, zoaff, ghurbat ki chadar ko thamay
mazdoor baitay ki Maan sochti hay
Khuda meray bachay say sab door kar day
Ye ghurbat, ye mushkil
Bars ha bars ki ye an-thak mushaqqat
Uski jholi main bhar day
Bohat saari khushyan
Aaloo maithi hay usko bohat he pasand
Banaon gi us k liyay taaza roti
Milay gi usay is say thori si rahat
Wo la-ilm hay k
Dhamaka hua
Chethray urr gaey
———————-
Behn apnay bhai ki hay muntazir
Khayalon main shadi k sapnay sajaey
Behn sochti hay
Waada tha uska
K laey ga us k liyay aaj shab ko
Bohat saray paisay
Khareeday gi phir wo
Bohat saray kapray, bohat sari cheezain
Bohat sara make up
Waada tha us ka
Magar ab talak to wo aaya nahi hay
Kiun dair kar di???
Be-dhiyani say plaloo ko bal daitay daitay
Behn apnay bhia ko sochti hay
“Khuda meray bhia ki sab khair rakhay”
Wo la-ilm hay k
Dhamaka hua
Cheethray urr gaey
———————
Nannay munnay, piyaray, dularay ye bachay
Cartoonon ki dunya main hain munhamik
Ba-zahir ye bachay
Magar muntazir hain
Ye us manoos ahat k
Jis say masarrat ki khush rang patangain
Baba ki amad ka paigham ban kar
Dilon aur ankhon main bas jati hain
Thakay haray baba ki tangon say liptay
Palloo ko thamay
Ye nannay farishtay
Apnay massom hathon say kuch dhoondhtay hain
Koi meethi toffee
Sat-rangay rapper main lipti hui choclati goli
Jisay pa kar un k masoom chehray
Yun khiltay hain goya
Khazano k malik banay hoon
Bachon ki hansi
Thakawat k bojhon ko
Phoolon say halka kiyay day rahi hay
Rangeen cartoonon wala programme
Kab ka khatam ho chukka hay
Magar …baba ab tak nahi aey………kiun????
Wo la-ilm hain k
Dhamaka hua
Cheethray urr gaey
———————-
Adh katay, adh jalay
In lashon main shamal hay
Mazdoor bhi aur majboor bhi
Ik andha gada-gar
Rairhi walay ka sar-bureeda laasha bhi maujood hay
Anay walay zamany k khush rang khawbon say maa’moor
Ik talib-e-ilm ki chamakti ankhain bay-noor hain
Kitni Maaoon k bazoo
Behnoo ki dhaaras
Bachon k sar k saharay
Sarak k kinaray
Darakhton k ooper
Dukanon k counter k neechay
Be-shanakhat tukroon ki man_nind bikhray paray hain
Dukh he dukh hay
Khoon he khoon hay
—————————–
Laho ahl e siyasat ka is main shamal nahi hay
Aur kiun ho???
Un k gird har dam maujood hay
Ik ahni faseel
Un k ghar aur ghar k basi in faseelon k us paar
Bilukl mehfooz hain
Unki bastiyon main chaukas muhafiz
Har dam maujood hain
In gunjan, gum-naam raston pay wo
Apni bullet-proof gariyon main
Sirf vote mangnay atay aur jatay hain
Haan…election to abhi khatm he hua hay
Dhamakay say laikin un k
Muskaraty chehron walay
Banner phat chukay hain
——————–
Bohat say sahafi
Mike thamay
Wazeeron k peechay
Pulsiyoon say agay
Jaey waqooa pay maujood hain
Tajziyay, tabsaray, bohat sari batain, bohat saray foto
Cameray ki aankh main mehfooz hain
Bohat say dino k liyay baraey farookht maal tayyar hay
Marnay walon k an-moal jimson ka moal
Paach laakh laga bhi diya hay
Daad o tehssen hay
Gham-zada masnoi chehray maujood hain
Ahl e siyasat ko maloom hay
Ye kis nay kiya hay
TV walay bhi sab khamosh hain
Ahl e masnad o siyasat to butt ban chukay hain
Bohat saray daaway
Bohat saaray waaday
Kar bhi diyay hain
Laikin us ‘Tanzeem’ ka naam
Kisi ki zaban par nahi hay
Sab ko maloom hay k ye koh e nida hay
Ik baar jo pukara
To ye afreet
Unki mehfooz bastiyon ko nigal jaey ga
Bas ik he sada hay
Kal-Adam, Kal-Adam
Kal-Adam, Kal-Adam
Abdul Sattar
محترم جاوید چودھری صاحب،
خاکم بدہن، مجھے آپ کے اس کالم پر حیرت ہے۔ ایک طرف تو آپ ڈاکٹر طاہرالقادری کو معتدل مزاج کے لبرل مذہبی سکالر کہتے ہیں تو دوسری طرف روایتی مولوی قرار دے کر یکسر مسترد کر دیتے ہیں۔
آپ کا کہنا ہے کہ ڈاکٹر طاہرالقادری کے مطالبات بڑی حد تک درست اور جائز تھے اور لوگ ان مطالبات کی حمایت بھی کر رہے تھے، مگر ڈاکٹر طاہرالقادری اس کے باوجود بری طرح ناکام ہوگئے۔ آپ کے خیال میں انہیں سخت سکروٹنی والے معاہدے کی بجائے کیا کرنا چاہیئے تھا؟ کیا آپ خون خرابے یا ماورائے آئین اقدام کی طرف دعوت دینا چاہتے ہیں؟
آپ جیسے زیرک انسان کے قلم سے ڈاکٹر طاہرالقادری کے معاہدے کو ناقابل عمل قرار دیا جانا خود بہت بڑی زیادتی ہے۔ اس معاہدے کو سپریم کورٹ نے ناقابل عمل بنایا جو وڈیروں اور لٹیروں کی کامیابی کیلئے سکروٹنی نہیں ہونے دینا چاہتی تھی، جس نے سب کچھ جانتے ہوئے بھی مک مکا الیکشن کمیشن کو جعلی انتخابات کا ڈھونگ رچانے کی اجازت دیئے رکھی۔
Dear Chouhdry sahib ,