انسان بھی کیا چیز ہے پہلے دولت حاصل کرنے کے لئے اپنی صحت گنوا دیتا ہے ہر پھر بڑھاپے میں صحت حاصل کرن کے لئے اپنی پوری دولت لگا دیتا ہے ۔ صدر آصف علی ذرداری کے والد حاکم علی ذرداری کیئں ماہ ہسپتال میں رہنے کے بعد فوت ہو گیا اسی طرح بیگم نصرت بھٹو کے علاج پر دنیا بھر کی دولت نچھاور کی گیئ ۔ ہم مسلمانوں کا ایمان ہے کہ ہر انسان نے موت کا مزا چھکنا ہے اور دنیا میں ہی پتا چل جاتا ہے مرنے والے کا چہرہ بتادیتا ہے کہ اس نے کوئی کڑوا ذائقہ چھکا ہے یا میٹھا۔ دنیا آخرت کی کھیتی ہے ہم آج یہاں جو بوئیں گے وہی روز محشر کاٹیں گے ہمارے حکمران کیوں نہں سوچتے کہ یہی مال ان کے لئے عزاب بن جائے گا ۔ سکنرر آعظم اس دنیا سے گیا تو ہا تھ خالی تھے جیتنی بڑی ذمہ داری ھو اتنا بڑا حساب دینا پڑتا ہے ۔ کشتی جب ڈوبنے لگتی ہے تو بوجھ اتارتے ہیں لیکن ہمارے حکمرانوں کی بے حسی دیکھیں اورلا لچ کرنے لگتے ہیں۔ سدا بادشاہت صرف اللہ کی ہے وہ بس ہمیں آزماتا ہے کبھی مال سے کبھی اولاد سے اور کبھی اقتدار سے اور ہم آزمائش پر کتنا پورا اترتے ہیں سو چیں زرا؟
taimoor malik
i cant explain my feelings about your story…u r such a great writer n person as well..
janab choudry saib ya tareekh ke badtareen saya kari ha k na karda jraem hajaj bin yousaf k khaty ma dal dya gy hain,hamari tareekhi kutab sheiat k zair e asar rai hain r ya un he ke kramat ha,hajaj k 2 ehsanat ka aalem e islam motaqid ha,aik ya k us ny quran ke bemesal khidmt ke usky aarab lagany ke wja sy ma r ap b quran party hain agr aisa na hota to ajmi log quran na parh sakty r dousra us ke waja sy aaj ma r ap qalma party hain usi ny mohammad bin qasim ko yahan baija tha jis k bd hindustani sarzameen islam ke dolat sy srfraz hoe,allama shibli nomani ny alintaqad ma likha ha k khoda ke qasam hajaj ny islam k haq ma itni bari bahlaaee ke k iska muqabla ho he ne sakta,isi tra janab choudry saib waqia e qarbla ma yazeed ko matoon krna b insaf k khilaf ha hazret sayedna husain rz k qatloon pr cror haa lanet o pr yazeed ko us ka mourad e ilzam tharana ghalat ha ap hazret hussain ke 3 sharten jo ibn e saad k samny paish hoe wo parh lain bt saf ho jy ge ya bd az hadsa hazret zainab k khutbat parh lain neez ap ke maloomat ma laun k is waqya k bd hazret zaineb ke bd ke sari zindgi yazeed k gar guzri the aaj b unki qabr yazeed k qabristan ma ha islam r tareekh e islam sirf hindustan pak ma ne ha baqi aarab dunyan ke tareekh ke kutab ka mutalla b kren aarab ke tareekh hajaj ko acha hukmran r yazeed ko shahadt e hussain sy bari az zima krar daiti ha ya unwan bot critical ha r bot complicated b ya sair hasl bahs ka mutaqazi ha is unwan pr ap apny jis sawal ka b shai jawab chayen gy banda hazir ha hamari tareekh taqeeq ke mutahj ha
muhammad aamir
javed chaudary aik bohat acha likhaney waley insan han in ky jo mun me hta ha woihi ye kehty han bohat sarey tv channels par mukhtalif ancheros ko me ny suna ha lekin jave sab jesa muhebeislam aur pakistani me ny kisi ko nei paya Allh Pak inhaien Aik barkat wali achi zindgi day….Ameen
Naveed Arif
yay sub kuch aqa e namdar S.A.A.Wwwwwwwwwwwwwww ki swunawtwwwon swawyw dwurwi ki waja say hay.
Anas Raza
You are a great person chaudhry shab.
May Allah give you long live.
shoaib lodhi
please please please…sajid shah ke questions ka…answer den.ta k hamare ilm main bhi izafa ho….
Syed Ata Mehdi
AOA all brothers
Mr Sajid i have one or two points for u to think about……
U know why Imam Hussain AS left Madina ….the order was to take bayat from him for “yazeed la” which he refused and along with him some people from Mekkah Madina Kufa and Basra also stood. These were the main centers of islamic government then. Imam got favourable support from Kufa and pledges and promises. To supress this revolt the harshest enemeis of Ahl e Bayat AS were appointed the governors of these cities by “yazeed la”. One of them was ibne marjana which is also known as ibn e zayad who was appointed as the governor of kufa. Ibn e Zayad overpowered the revolt with use of extereme power and brutality.
Syed Ata Mehdi
He killed the Cousin of Imam Hussain Hazrat Muslim bin Aqeel along with his two sons. Similarly all of Imam Hussain’s AS messengers to other cities were killed or imprisoned. So all of these people were working for one cause i.e, to get allegaince from Imam Hussain AS. so how can u say yazeed was not involved.
A modern day example,
Was musharraf responsible for Lal Masjid operation or not…..
Was husni mubarik responsible for more than 1000 people killed in egypt or not????
After Karballa the women of the house of Imam Hussain AS were takken to first kufa and then to Damascus and they were taken as slaves and this event was celebrated as a great victory in all the Islamic cities. The markets were painted and decorated and lit. and the women of the house hold along with the children and only one male survivor had to travel on foot with all the people tied with ropes through out all this distance. The heads of Martyrs of Karballa were all along with them. U said that Hazrat Zainab SA spent her life at yazeeds home …. i dont find any reason for her doing so, as these people were in prison for almost three years and after some time of their release yazeed died. and can u tell the reference who has said this and where.
One more proof of the consistency of the history that we have.
You can find the graves of the small children that died during the journey along side the then adopted route.
Grave of Hazrat Sakina is still there in Damascus in the same zindan/prison .
The heads of Martyrs of Karballa are in Syria rather than in Karballa.
Syed Ata Mehdi
Main sources of Islamic Historical texts are Tareekh e Tibri, Tareekh e Yaqoobi, Tareekh Ibne Aseer, Tareekh ibne Khuldoon, Ibn e Jauzi, Ibn e Abi Makhnaf . Tareekh e Yaqoobi is not present in book form and same is for tareekh written by Ibne Abi Makhnaf. These both are said to be as Shia in history. Mostly read and referenced book and source for many other historians till todate is tareekh e Tibri
But all the books have their own sources and chain of narrators. So how can u say shia influence on islamic history when the Main rulers were Ummayyads, Abbassids mamluks, saljuks, ayyubids and then probably Uthmanians. When does the shia had influence on the government so as to change the history. Ummayyads were the most bitter enemies of Ahl e BaitAS, so as the Abbassids except for a small period of time. A decade compared to centuries.
Khalid rana
Dear ch sb sensational column negari se kabhi haqeqat per bhe nigha karain
Syed Ata Mehdi
by writing these kind of comments people destroy the real message.
depressed
ساجد بھائی کسی بھی بات کا جواب نہی ملے گا. یہ ساری حرکتیں صرف اپنے پروگرام اور مضامین کی “Rating” بڑھانے کے لئے ہیں.
اورنگزیب کا یہ جرم تو لکھ دیا کہ اس نے اپنے باپ کو زنداں میں ڈالا. یہ نہیں بتایا کہ اس کے باپ دادا نے دین کو کس بری طرح سے مسخ کیا تھا- حکمران طبقہ ساری دولت مقبرے بنانے اور رنڈی بازی پر اڑا رہا تھا-یہ بھی نہیں لکھا کے اورنگزیب قرآن کریم کی کتابت سے اور ٹوپیاں سی کر اپنا گزارا کرتا تھا.
محمود غزنوی کو یہ صاحب اور ان جسے بہت سے دوسرے (جن کی خود کوئی اوقات نہیں ہے) لٹیرا تو ضرور کہتے ہیں لیکن یہ نہی لکھتے کہ وہ بھی قرآن کریم کی کتابت سے گزر اوقات کرتا تھا. اور اگر تاریخ کا صحیح مطالعہ کیا جائے تو پتا چلتا ہے کہ محمود کو اس وقت کے بزرگوں کی حمایت بھی حاصل تھی.
شاہ صاحب اپ کی کسی بات کا جواب نہی آے گا . کیوں کہ اپ کی بات کا جواب دینا “Rating” گرانے کے مترادف ہے. ان کو تو اتنی بھی توفیق نہی کے موہسینوں کا احسان ہی مان لیں – اگر یہ ہستیاں نہیں ہوتیں تو کیا پتہ جاوید چوہدری کی جگہ کوئی شنکر چوہدری ہوتا ؟!؟!؟!؟
nAVED
jAVED sAHIB YOUR COLUMN CANT BE APPRECIATED IN WORDS I CLAP FOR YOUR KNOWLEDGE BUT THE PROBLEM IS THAT OUR SOCIETY OUR LEADERS OUR SYSTEM DONT WANT TO GET LESSON FORM THESE …..
Shafqat Hayat
BHaiO.. In baaton ka maqsad smjhain. kon acha hy kon bura – iss behs main kion pertay hain. Her insaan ny is dunya main aa k bhot sy achay amal b keay aur bhot sy buray b…
@Shah Sb. apki batain baja hyn magr apna view point change krain- umeed hy apko cheezain clear ho jayengi.
ALLAH hum sb per apna Fazal fermaye (Amin)
Saeed Aamir
jANAB SAJID SAAB, HAZAR NAIKIAN KR K AIK BARY GUNAHA SAY MAFI ZRORI NI HA SO AAP KO YAH BAAT YAD RKHNA CHAHIAY K HAMRY MUSLIM HUKMRANAO NAY HAMESHA SAY HE IQTIDAR KO AWALAIT DI HA OR MAIN uae MAIN HON YAHAN OR SARY ARAB MUMALIK MAIN YAHI HAAL HA SAAB IQDUDAR K LIAY KISI B CHEZ K PARWA KIAY BGAIR KISI KO QATIL KR RAHY HEN OR KISI B MUKAM KI BEHURMATI B KR RAHY HEN OR UNHAIN IN SAY KOI FARQ B NI PARTA…..MUJE SIRF YAH ANDAZA HO RAHA HA K HUM MUNAFAQAT K AKHRI HADON KO CHUU RAHY HEN JAHAN APNI GALTI TASLEEM NA KRNA OR USS KO THEEK KRNY K LIAY KOI B HARBA ISTAMAL KIA JATA HA… AFASOS SD AFSOOS K HUM APNY ULO KO SEEDAH KRNY K LIAY SAB HE HARBAY ISTAMAL KR LETY HEN… SO TAREEKH JO KAHTI HA WO APNI JAGA MGR 100% PERFECT KO B NI HA SO AGR AP KO STUDY KRNA HA TOH IN LOGON MAIN RAH K SAMJAIN (ARABS)MAIN YAH LOG SIRF APNI ZAAT K ILAWA KISI KO B NI SAMJTY CHAHY IN KA BAAP B YA MAA HE Q NA HO THANKS
LONG DEBATE BUT ITS AWFUL ONLY
hayat saib,achy ko acha r bury ko bura kana he insaf ha r ain e islam b,islam ke akaaee ya he to ha k buraee ko achaee sy door rakho mujy choudry saib k jin khyalat sy ikhtalaf ha wo sirf unky ne hain hamari hindustani tareekh ke sitamzreefi ha pr ma ny daleel sy bt ke ha k ap jo samj ry hain mamla usky ulat ha,sirf hindustani ya islam r tareekh kafi ne aalim e arab ke treekh kaya kati ha?phr ma bukhari r muslim shareef k hawaly dy kr b in 2ono shakhsyaat pr lagaay gy ilzamat ka jawab dy sakta hun albta shia mahzab ke tra safaid ko kala r kaly ko safaid ne kah sakta i m sorry
saeed saib lacon gunah kr k aik choti si naikee b kafi hoti ha ya allaha ke adalat ha pakistan ke ne
kashif
insan ko har waqat allah se mafi mangni chahaye .kisi ka haq mar kar mujhe nahin pata logo kom kaise neend a jatee hai .jis ka bhe zamir zinda hai wo kabhi bhe kise ka haq nahe mari ga.hum sab ko rozana sheeshe k samne 10 min guzar kar sochna chahye k ajj hum se koi ghalat kam to nahi hogya.agar hogya hai tu allah se mfi mang kar next k liye tuba karne chaye
sir ek mazy ka wakiya sony main ek private college main as a incharge job karta tha is mah ki 9 date tak.jis ki waja meri parhi bani.main job k sat mass com b kar raha ho mera paper tha is 9 ko mery college ka principal kehtay ap paper na dyna shor do aj ka paper kun k yaha aj inspection hai college ki main ny paper dy deya to unho nay job say fareg kar diya.main kushi kushi gar wapis agya.mujy zara b pershani ni hoi abi tak kun k main ny kurbani di apny paper k lye apni job ki,ub zara ap bato mery jisy log kya kary gay jub is mulk main pisy waly aur parhy lehko ki soch isi hi.sir main b aj apny ap ko chief justice samj raha ho.ap baty main ny thek kya
Nasir
Very well written, but we still away from the teaching of our religion Islam. I thing we need to go for self-accountability, we get happy to critisize others but not looking inside our self. If we want to get out of the ditch in which we have fall in, we have correct our selves, other wise nature knows its way.
asif mehboob
Respectable Javed sb…
I do agree with your openion…
meri guzarish sirf itni hai k aap muslim hero Mehmood Ghaznavi ko heeron or sonay ka lalchi samajh rahay hein but wo sirf or sirf islam ki khatir yahan aya tha so plz ammend ur wordsssss…………..
sidra
i like ur column n totally agree with you , may ALLAH bless you
ishfaq mughal
very nice chadury sahab,
syed Rizvi
naam nahad muslims,may aap ko mubarak bad deta hoon itna acha kalam kehnay per,zalam syasat daano ko pher bhe haya sharm nahe ati,doob mero choudreyo, badmash MNA, and MPA,s
sajjad ali
sajid shah ALLAH tume Yazid aur Hajaj bin Yousf k Sath Jaga ata farmae.ameen laanat ber dushmanane ahle bait beshumar
Syed Ali Naqvi
Sajid sab, apka tarikh-e-islam ka mutalya bht kam hai,
now listen, yazid (la) k mutalba-e-bait ki waja se hi Imam Hussain A.S ko madina chorna para tha, q k imam ka mashoor qol tha k “mujh jesa yazid jese ki bait nhi ker sakta” yazid sare aam shirab pita tha member-e-rasool per, fasik O fajir tha, zani tha, Imam kese bait kerte os ki wo janeshin-e-rasool saww thay, per yeh sab on tarikhi kitabon ma likha hai jo shei nhi hian aur aur arab se hi import hoi hian.
aap yazeed ki himayat ker k apni dunya aur akhrat barbad na karen, tark ker dain yazid ki himayat aur osay dil se bura samjhain. Allah apko hidyat da.
syed Ata mehdi ne bht tafseel se oper juwabat diye hain agr apko ko english ma samjh nei ay tou transulate ker doon?
zubairkhan
ya sub such hay chauhdri sahib lakin ya b such hay k insan bohat lalchi hay or is umat ka sub say bara fitna hi dolat hay agar chay wo usay apnay sat lay ja nahi sakta magar her najayaz tarikay say usay hasil kerna chahta hay allah hum sub per raham karay or kisi ka vhaq na marnay ki tufiq ata farmay q k sub maf ho sakta hay lakin kisi dosray ka haq nahi or ager hum is irsahad bari talah ko daikay to per to wazah hay k saray siasatdan maf nahi kiya jaya gay
ilyas nadeem
dear sir mere jahan tak knowledge hai hamain yazeed {R.A} ko bura nahi kehna kehna chaye kyun k hazrat MUHAMMAD {S.A.W} ne kaha tha k jo qastantunia ko fatah kare ga wo janti ho ga aur hazrat IMAM HUSSAIN {R.A} shaheed karwane main yazeed {R.A} ka koi hath nahi tha is baat ki tarrekh gawa hai app muj se beter jante hazrat IMAM HUSSAIN {R.A} ko to koofa walon ne shaheed kia tha with out knowledge kisi pe fatwa nahi lagana chaye i have prove
uzma
its really true pr hm sb kch jan’ne ky baad b nh baaz aty zulm ziyadti hr trf wese h wese koi chnge nh aa rha bt still we youth r n hope ky inqilab aae ga or zrur aae ga
zeeshan nasrullah
I would like to thank for this impressive column.
meri taraf se aap k liye bohat bohat DUa.Allah aap ko khush rakhe.JazakAllah.
Sir jab Rassi dheeli ho jati hai to us vakat aankhu per parda parrh jata hai.Allah se dua hai k Allah hum ko seedhay raste per chlaye.
Allah Hafiz
Ahmad
Mehmood Ghaznavi was not at all the traitor noo way javed sahib u wrote articles very well i am ur huge huge fan but here u did a blunder Mehmood ghaznavi not at all looted anyone
syed ata medhi r sayed ali naqvi ny to time he zaya kya ha.wo he ghisy pity ilfaz,laayani guftaguu,bani hoe khanyan,bybunyad qisy,mangharahat waqyaat,raty raatay jumly,…..alamaan o lilhafeez….allaha hazret saydna hussain rz ka qatlon pr croron lanten barsaay,,wo qatil jinen apny khutby ma hazret zainab rz ny qatil b kaha r sath ya khushkhabri b de the k jao qayamet tk seena kobi krty rao,,aaminn
Muhammad Qasim From Multan
Dear Javaid Ch.
Aslam O Alakum
I read your coloum and feel the reality in society. Some Peoples died the inncoent persons, died the immotions of innocent persons just for greed, powers. I am sorry to say that there peoples are crual. Allah Safe and sound us.
Muhammad Qasim
from Multan
Muhammad Gul Niazi
chaudry sahib ap ki bat bilkul tek hai lakin agar ap is coloum mai un hastiu ka zikar kartay to bahut acha ota jinu nay insaniayat ki khidmat ki…….in hastiu say murad tamam sufia-e-karam hai……in logo nay insaniyat ki khidmat ki aor un ka name kiyamat tak zinda rahay ga….bilka sadya guzarnay k bawajud log un ki gabroo ko b qadar ki niga say daktay hai…ap ,SHEIKH ABDUL QADAR JILANI,DATA SAHIB,KHAWAJA GHARIB NAWAZ,SULTAN BAHU,DATA GANJ SHAKAR,LAL SHAHBAZ QALANDAR.NIZAM-UD-DIN AWLIYA etc…….in tamam ka nam puri dunya mai zinda ojavaid hai aor rahay ga…………
ahmed
Ch.Sb kabhi Daur-e-Hazir kay Pheron,Chengez Khan,Hajjaj bin Yousuf,Yazeed,Ibn Zyiad,Right from the creation of Pakistan n their chilrens who still roames the corridors of powern who r still ruling our country.in the name of gharibo kay khadim.So called quomm ka khadim, leaders k baray may bhi aysi juratmandan tahkeeki maloomat bhi likh kar abnay zameer ka haq ada karay.If u kill a man u r a murderer n if u kill thousands u r called a conquerer.
Dr Hamid Rafique
According to Dr Zakir ( Its all very logical ), that in the afterlife, such people will be burnt & then given new skin or life & then burnt again & this process will go on. obviously such a process cannot take place in this life or is not meant to.
tariq javaid
i agreed with u ur column dated12.06.2011 these are the old examples recently your ppp leader behnazir bhutto where is she what she took with her, and very recent gen musharaf what happen with him, Inshallah u will see his end that will b same like hijaj bin yousaf and yazid
Faraz
Ch. Sb ki tarikh se waqifiyat bas shiyo ki liikhai tarikh tak mehdod hai….afsos Ch Sb jaise fitnay khulay huwe hian…. Churab Zubani me insan sach per kam aur lafazi per zayada dhayan deta hai jaise mududi sb bhi is me mashor thay…
Thanks Javed Sb, you placed these words in our heart.
JIZAKALLAH
waqar
ap ye colum nihayaid bakwas hain jis ma apne mehmood kaznavi or oaranzaib alamgeer ko changass khan wagirah ko unse compare kai hai jo k nihayaid hi galat hai ap ye q kia is ka jawab dain
Imran
Excellent article !!!
@Ahmed… Mhemood ghaznavi was not a hero… wo ek Daaku tha, jo mazloom hindu pe hamle ker ke loota kerta tha…
Aryan Khan
Dear Ch sb, Shia tarikh k hawalay mt di jiye, Tarikh-e-Islam ka mutalea kren, I am ur big fan but is column ma apki tareekhi pehluon se chasham’poshi aur jhot sach ko milana thek ni, column ka msg bht acha tha mgr ap ne haqaiq ko maskh kia, Mehmood Ghaznavi aur Yazid bure ni thy, May their souls rest in peace.. Shia alim log to in wakiat ko brhate hi is liye hn k unki rozi roti chl ske..
munawar mehdi
IT is the time to correct history
and it is the very bold step by javed choudary intellectual like him must stand with truth as he did in this column I appreciate your effort as your fan.some more cruel facts of history should be un leashed now like who attacked at MUHAMMAD (PBUH) DAUGHTERS HOUSE AND WHY
M.USMAN
good artical great. BUT
CH SAB
Insan ki aik khubi ya hai k wo haqeqat na tu dakhna chata hai or na he wo es ko pasand krta hai or jo ham ko nazar a raha hai us ka haqeqat say koi b link nahe hai.
actually i think
The ending of life is the actual start of life.
Basit ALi
janab javed sb 2011 duniya apnay jadeed tareen door say guzar rahi hy or hum ajj b hum awam ko yeh bata rahy hyn k hajjaj bin yousuf kon tha.. sawal yeh k ap hajjaj bin yousuf or aj k hukmranoo main kiya farq hay..or hamari awam .. or her us door ki awam main kiya farq hy jis jis zalim insan nay es taqatwar awam k sarchashma ko buri tarhan apnay perroo talay rundha hay…ap ko kahbhi khabahr apnay ap say dar nahi lagta k ap jin hazrat say guftugoo kartay hyn wo koi insan yeh ya koi kahli mujsisma..jis main ap apnay lafzoo say un k jism main rooh phoonk nay ki koshesh krty hyn..
bahot acha ch sb
انسان بھی کیا چیز ہے پہلے دولت حاصل کرنے کے لئے اپنی صحت گنوا دیتا ہے ہر پھر بڑھاپے میں صحت حاصل کرن کے لئے اپنی پوری دولت لگا دیتا ہے ۔ صدر آصف علی ذرداری کے والد حاکم علی ذرداری کیئں ماہ ہسپتال میں رہنے کے بعد فوت ہو گیا اسی طرح بیگم نصرت بھٹو کے علاج پر دنیا بھر کی دولت نچھاور کی گیئ ۔ ہم مسلمانوں کا ایمان ہے کہ ہر انسان نے موت کا مزا چھکنا ہے اور دنیا میں ہی پتا چل جاتا ہے مرنے والے کا چہرہ بتادیتا ہے کہ اس نے کوئی کڑوا ذائقہ چھکا ہے یا میٹھا۔ دنیا آخرت کی کھیتی ہے ہم آج یہاں جو بوئیں گے وہی روز محشر کاٹیں گے ہمارے حکمران کیوں نہں سوچتے کہ یہی مال ان کے لئے عزاب بن جائے گا ۔ سکنرر آعظم اس دنیا سے گیا تو ہا تھ خالی تھے جیتنی بڑی ذمہ داری ھو اتنا بڑا حساب دینا پڑتا ہے ۔ کشتی جب ڈوبنے لگتی ہے تو بوجھ اتارتے ہیں لیکن ہمارے حکمرانوں کی بے حسی دیکھیں اورلا لچ کرنے لگتے ہیں۔ سدا بادشاہت صرف اللہ کی ہے وہ بس ہمیں آزماتا ہے کبھی مال سے کبھی اولاد سے اور کبھی اقتدار سے اور ہم آزمائش پر کتنا پورا اترتے ہیں سو چیں زرا؟
i cant explain my feelings about your story…u r such a great writer n person as well..
janab choudry saib ya tareekh ke badtareen saya kari ha k na karda jraem hajaj bin yousaf k khaty ma dal dya gy hain,hamari tareekhi kutab sheiat k zair e asar rai hain r ya un he ke kramat ha,hajaj k 2 ehsanat ka aalem e islam motaqid ha,aik ya k us ny quran ke bemesal khidmt ke usky aarab lagany ke wja sy ma r ap b quran party hain agr aisa na hota to ajmi log quran na parh sakty r dousra us ke waja sy aaj ma r ap qalma party hain usi ny mohammad bin qasim ko yahan baija tha jis k bd hindustani sarzameen islam ke dolat sy srfraz hoe,allama shibli nomani ny alintaqad ma likha ha k khoda ke qasam hajaj ny islam k haq ma itni bari bahlaaee ke k iska muqabla ho he ne sakta,isi tra janab choudry saib waqia e qarbla ma yazeed ko matoon krna b insaf k khilaf ha hazret sayedna husain rz k qatloon pr cror haa lanet o pr yazeed ko us ka mourad e ilzam tharana ghalat ha ap hazret hussain ke 3 sharten jo ibn e saad k samny paish hoe wo parh lain bt saf ho jy ge ya bd az hadsa hazret zainab k khutbat parh lain neez ap ke maloomat ma laun k is waqya k bd hazret zaineb ke bd ke sari zindgi yazeed k gar guzri the aaj b unki qabr yazeed k qabristan ma ha islam r tareekh e islam sirf hindustan pak ma ne ha baqi aarab dunyan ke tareekh ke kutab ka mutalla b kren aarab ke tareekh hajaj ko acha hukmran r yazeed ko shahadt e hussain sy bari az zima krar daiti ha ya unwan bot critical ha r bot complicated b ya sair hasl bahs ka mutaqazi ha is unwan pr ap apny jis sawal ka b shai jawab chayen gy banda hazir ha hamari tareekh taqeeq ke mutahj ha
javed chaudary aik bohat acha likhaney waley insan han in ky jo mun me hta ha woihi ye kehty han bohat sarey tv channels par mukhtalif ancheros ko me ny suna ha lekin jave sab jesa muhebeislam aur pakistani me ny kisi ko nei paya Allh Pak inhaien Aik barkat wali achi zindgi day….Ameen
yay sub kuch aqa e namdar S.A.A.Wwwwwwwwwwwwwww ki swunawtwwwon swawyw dwurwi ki waja say hay.
You are a great person chaudhry shab.
May Allah give you long live.
please please please…sajid shah ke questions ka…answer den.ta k hamare ilm main bhi izafa ho….
AOA all brothers
Mr Sajid i have one or two points for u to think about……
U know why Imam Hussain AS left Madina ….the order was to take bayat from him for “yazeed la” which he refused and along with him some people from Mekkah Madina Kufa and Basra also stood. These were the main centers of islamic government then. Imam got favourable support from Kufa and pledges and promises. To supress this revolt the harshest enemeis of Ahl e Bayat AS were appointed the governors of these cities by “yazeed la”. One of them was ibne marjana which is also known as ibn e zayad who was appointed as the governor of kufa. Ibn e Zayad overpowered the revolt with use of extereme power and brutality.
He killed the Cousin of Imam Hussain Hazrat Muslim bin Aqeel along with his two sons. Similarly all of Imam Hussain’s AS messengers to other cities were killed or imprisoned. So all of these people were working for one cause i.e, to get allegaince from Imam Hussain AS. so how can u say yazeed was not involved.
A modern day example,
Was musharraf responsible for Lal Masjid operation or not…..
Was husni mubarik responsible for more than 1000 people killed in egypt or not????
INSAF K BAGHIR KUCH B MUMKIN NAIN HY SIR G
After Karballa the women of the house of Imam Hussain AS were takken to first kufa and then to Damascus and they were taken as slaves and this event was celebrated as a great victory in all the Islamic cities. The markets were painted and decorated and lit. and the women of the house hold along with the children and only one male survivor had to travel on foot with all the people tied with ropes through out all this distance. The heads of Martyrs of Karballa were all along with them. U said that Hazrat Zainab SA spent her life at yazeeds home …. i dont find any reason for her doing so, as these people were in prison for almost three years and after some time of their release yazeed died. and can u tell the reference who has said this and where.
One more proof of the consistency of the history that we have.
You can find the graves of the small children that died during the journey along side the then adopted route.
Grave of Hazrat Sakina is still there in Damascus in the same zindan/prison .
The heads of Martyrs of Karballa are in Syria rather than in Karballa.
Main sources of Islamic Historical texts are Tareekh e Tibri, Tareekh e Yaqoobi, Tareekh Ibne Aseer, Tareekh ibne Khuldoon, Ibn e Jauzi, Ibn e Abi Makhnaf . Tareekh e Yaqoobi is not present in book form and same is for tareekh written by Ibne Abi Makhnaf. These both are said to be as Shia in history. Mostly read and referenced book and source for many other historians till todate is tareekh e Tibri
But all the books have their own sources and chain of narrators. So how can u say shia influence on islamic history when the Main rulers were Ummayyads, Abbassids mamluks, saljuks, ayyubids and then probably Uthmanians. When does the shia had influence on the government so as to change the history. Ummayyads were the most bitter enemies of Ahl e BaitAS, so as the Abbassids except for a small period of time. A decade compared to centuries.
Dear ch sb sensational column negari se kabhi haqeqat per bhe nigha karain
by writing these kind of comments people destroy the real message.
ساجد بھائی کسی بھی بات کا جواب نہی ملے گا. یہ ساری حرکتیں صرف اپنے پروگرام اور مضامین کی “Rating” بڑھانے کے لئے ہیں.
اورنگزیب کا یہ جرم تو لکھ دیا کہ اس نے اپنے باپ کو زنداں میں ڈالا. یہ نہیں بتایا کہ اس کے باپ دادا نے دین کو کس بری طرح سے مسخ کیا تھا- حکمران طبقہ ساری دولت مقبرے بنانے اور رنڈی بازی پر اڑا رہا تھا-یہ بھی نہیں لکھا کے اورنگزیب قرآن کریم کی کتابت سے اور ٹوپیاں سی کر اپنا گزارا کرتا تھا.
محمود غزنوی کو یہ صاحب اور ان جسے بہت سے دوسرے (جن کی خود کوئی اوقات نہیں ہے) لٹیرا تو ضرور کہتے ہیں لیکن یہ نہی لکھتے کہ وہ بھی قرآن کریم کی کتابت سے گزر اوقات کرتا تھا. اور اگر تاریخ کا صحیح مطالعہ کیا جائے تو پتا چلتا ہے کہ محمود کو اس وقت کے بزرگوں کی حمایت بھی حاصل تھی.
شاہ صاحب اپ کی کسی بات کا جواب نہی آے گا . کیوں کہ اپ کی بات کا جواب دینا “Rating” گرانے کے مترادف ہے. ان کو تو اتنی بھی توفیق نہی کے موہسینوں کا احسان ہی مان لیں – اگر یہ ہستیاں نہیں ہوتیں تو کیا پتہ جاوید چوہدری کی جگہ کوئی شنکر چوہدری ہوتا ؟!؟!؟!؟
jAVED sAHIB YOUR COLUMN CANT BE APPRECIATED IN WORDS I CLAP FOR YOUR KNOWLEDGE BUT THE PROBLEM IS THAT OUR SOCIETY OUR LEADERS OUR SYSTEM DONT WANT TO GET LESSON FORM THESE …..
BHaiO.. In baaton ka maqsad smjhain. kon acha hy kon bura – iss behs main kion pertay hain. Her insaan ny is dunya main aa k bhot sy achay amal b keay aur bhot sy buray b…
@Shah Sb. apki batain baja hyn magr apna view point change krain- umeed hy apko cheezain clear ho jayengi.
ALLAH hum sb per apna Fazal fermaye (Amin)
jANAB SAJID SAAB, HAZAR NAIKIAN KR K AIK BARY GUNAHA SAY MAFI ZRORI NI HA SO AAP KO YAH BAAT YAD RKHNA CHAHIAY K HAMRY MUSLIM HUKMRANAO NAY HAMESHA SAY HE IQTIDAR KO AWALAIT DI HA OR MAIN uae MAIN HON YAHAN OR SARY ARAB MUMALIK MAIN YAHI HAAL HA SAAB IQDUDAR K LIAY KISI B CHEZ K PARWA KIAY BGAIR KISI KO QATIL KR RAHY HEN OR KISI B MUKAM KI BEHURMATI B KR RAHY HEN OR UNHAIN IN SAY KOI FARQ B NI PARTA…..MUJE SIRF YAH ANDAZA HO RAHA HA K HUM MUNAFAQAT K AKHRI HADON KO CHUU RAHY HEN JAHAN APNI GALTI TASLEEM NA KRNA OR USS KO THEEK KRNY K LIAY KOI B HARBA ISTAMAL KIA JATA HA… AFASOS SD AFSOOS K HUM APNY ULO KO SEEDAH KRNY K LIAY SAB HE HARBAY ISTAMAL KR LETY HEN… SO TAREEKH JO KAHTI HA WO APNI JAGA MGR 100% PERFECT KO B NI HA SO AGR AP KO STUDY KRNA HA TOH IN LOGON MAIN RAH K SAMJAIN (ARABS)MAIN YAH LOG SIRF APNI ZAAT K ILAWA KISI KO B NI SAMJTY CHAHY IN KA BAAP B YA MAA HE Q NA HO THANKS
LONG DEBATE BUT ITS AWFUL ONLY
hayat saib,achy ko acha r bury ko bura kana he insaf ha r ain e islam b,islam ke akaaee ya he to ha k buraee ko achaee sy door rakho mujy choudry saib k jin khyalat sy ikhtalaf ha wo sirf unky ne hain hamari hindustani tareekh ke sitamzreefi ha pr ma ny daleel sy bt ke ha k ap jo samj ry hain mamla usky ulat ha,sirf hindustani ya islam r tareekh kafi ne aalim e arab ke treekh kaya kati ha?phr ma bukhari r muslim shareef k hawaly dy kr b in 2ono shakhsyaat pr lagaay gy ilzamat ka jawab dy sakta hun albta shia mahzab ke tra safaid ko kala r kaly ko safaid ne kah sakta i m sorry
saeed amir saib r hayat saib ap mujy facebook pr mil sakty hain ap ko mutmaeen kr dya jy ga,,,,,,,,,,,multani allama.

shukriya:)