Javed Chaudhary writes about the struggle of this government to bring different communities of Karachi on the same page. This is against the psyche of our culture. Pathan, Punjabi, Sindhi and other people cannot mix with each other. They should live together with peach and harmony.
v good and v true
Javed sb allah ap ke damagh ko aur char chand laga day n awam ko esi tara guide kartay rahian.
amin
very nice
اس کا مطلب یہی ہوا کہ بر صغیر کی نفسیات کے مطابق انسان کی پہچان اس کی زبان اس کی زمین ہے، مذہب کی بنیاد پر کسی قوم کی تشکیل نہیں ہوتی،اسی لیے پنجابی،سندھی،بلوچی،پٹھان اور بنگالی ایک قوم نہیں بن سکے آج بنگالی قوم الگ پہچان بن گئ بلکل ایسے ہی انڈیا کے مختلف علاقوں سے ادھر آئے ہوئے لوگ اور مقامی لوگ ایک قوم نہیں بن سکتے۔جاوید چودھری کی بات ٹھیک ہے تو مسلم لیگ کا موقف غلط ثابت ہوتا ہے جس کی بنیاد پر یہ ملک بنایا گیا تھا۔
Sir,salaam
Mey aap se 100% muttafiq hoo’n.Lakin ye batein jo aap ney kahein wo os hakomat key liey thein jo apni hakomat ko aik arsey tak dawaam dena chahtey they.Es waqt jo hamarey hukmuraa’n hein un ko maqsad sirf loot maar hey “jab talak chal sakey saghar chaley ” en ko na waam sey dilchaspi hey na un ki jaan o maal ki fikr ye tu lootney aaey hein jab tak taal matool sey6 kaam chal raha hey challa rahey hein .baat na ban saki bhaag lein gey. warna aisa koan sa masal hey key es mulk mey, khasosan karachi mey aman qaim karna en key liey mushkil hogaya hey .oar agar aisa hi mushkil hey tu phir ye jamhoriat,foaj ora ye adalatein khatum karo. kam az akm ye tu keh sakein key hm jangal mey rehtey hein
Hum loog lasaniat may is tarha bat chukay hain kay shayd ab hum agay chal kay is mulk na bacha sakain..
yeh article boht fazool hai , ap es cheez ko support kr rahe hein k pakistan mein lesani or illaqati taqseem ho , yeh ghalat hai , hm sab pakistani hein , dosri baat hmari fooj bagherat hai or IG log na mard hein jo itne lashen dekh kr b operation ni kr skty , aik bar target killers ko sar e aam phansi den tu sab log sedhee hojain .
جاویدصاحب، آپکی بات سوفیصدی درست ہے لیکن ہم لوگ اس بری طرح پٹ چکے ہیں کہ الامان اور یہ حکومت نے تو تہہ کیاہے کہ غلطی پر غلطی کرنی ہےبجائے اس کو سدھانے کے اس پرایک اور غلطی کرنی ہے۔
sir yahan tou hukomat bal k mugy tou hukumat nam hi mazaq lag rha hy yahn aik ata hy lllooootta hy kha kha kha k thak jata hy tou phr 2sra ajata hy .aur hukamat wo hoti hy jo awam k lye koi qanoon bna sky aur hamari hukumat.
for “bad law” it is correct but so far as division is concerned its anti thesis to islam.the laws of Allah and Rasool(S.A.W) are valid till qyamat,the most peaceful solutions and the most plausible reforms of his time,to-date and till day of resurrection…
division on lingustics wud bring much more anarchy to country and deters mobility within provinces.u shud reconsider these facts also.
regards\
sir g ye to the lard kin ki story mager muslim moshry k lye ye rhek ni rahy ga sir g inhy dyn ka sabak samjana ho ga jub tak dyn ni aye ga tab tak ni sakon aye ga kun k ye hamry nabi saw ka tarika hai
Sir jee its mean u r accepting that english peoples are batter than our ruler class people.So what we get after getting the freedom from english nation.
what the other solution we have for karchi issue?
IQBAL said,
“butaan-e-rang-o-khoon ko tor ker milat men gum ho ja…
Na toorani rahay baqi na irani na afghani.”
Yoon to sayad bhi ho mirza bhi ho afghan bhi ho…
Tum sabhi kuch ho yeh to batao musalman bhi ho?
Gharon pe hukoomat kernay aur apno pe hakoomat kernay men farq hota hai. Hamen 1400 sal pehlay Nabi (SAW) kay tarz-e-hukoomat ko apnana hoga. -LEKIN- yeh khud hamari awam hi nahi chahay gi kiunkay logon kay liay un kay zati aghraz ziada inportant han
Javed Bhai!! hum ghulam hain aur rahaingay, filhall humain sirf aur sirf aik system ki zaroorat hai, jo humain Qanoon ki paasdari par majboor krday.. aur muashi insaf chaheay, Mayoosi ki koee baat nahi.. angraize ki majboori thee woh humain vision nahi de sakta tha … deta to khud marta.. javed bhai!! dashta (rakhail) ko loag pese to daitay hain uski tarbiat nahi kartay … hum angraize ki dashta theay … mankooha beevee ko hum tarbiat bhi detay hain kioon ke hum jantay hamaray bachay hamara mustaqbil iss aurat kay haath main hai… aap yaqeen karain sirf aik sachay, kharay, aur dianat daar leader ki zaroorat hai jo iss mulk ko aik azeem mulk bana-nay ka khawab rakhta ho … tabeer to aap ki dehleez per aap ka intezaar kr rahi hai
Javeed Ch sahib
angreez key asool mein kuch islami asoloon sey mutasadim hein,islam zat pat khatem kerta hey our ya Allah ka Qanoon hey
javed bhai!! dubai main 122 nations hain… but rule of law hai… to aman hi man hai
sir, app quaid e azam ko bhool gaey hain. Wo to hun sb se behter idrak rakhty thy sari soorat e hall ka. then why they not judge this phenomenon.
i agree with all ur comments bt goray goary ha aur hm log sirf beth k bate kr skte ha aur kuch b nai baqi karachi ki bat ha to jb tk waha pa mqm ha ap kuch b nai kr skte aur ye haqeqat ha is cuntry ki
Javed Sb,
I am a regular reader of your columns but this column doesn’t fit in expectation I have built in my mind in previous couple of years as your reader.
Source of our motivations is the personality, laws and acts of MUHAMMAD (PBUH) not William Hakinz or any other viceroy. The best government and ruling ethics set by PROPHET OF ALLAH and later HIS companions are examples to quote not Britishers rule on subcontinent.
Please respect expectations of your readers as you have built with time and write any column for the sake of a new column. Apology for harsh words but I am I can’t stop myself saying this. May ALLAH give us courage and support us to GOOD to GOOD and BAD to BAD.
Correctionin above Comments: Please respect expectations of your readers as you have built with time and DON’T write any column for the sake of a new column. Apology for harsh words but I am I can’t stop myself saying this. May ALLAH give us courage and support us to GOOD to GOOD and BAD to BAD.
Kee Muhammad(SAW) Se Wafa tune too Hum tere hen.
Ye jahan chez hee kiya loho kalam Tere hen.
hum sub sirf pakistani hen.Thanks,
plz don’t blame the governament for the present situation .we r responsible for our deeds.we have ellected them than why we r blaming the people we hve elected.we should joined hands together to make pakistan stronger and prosper.plz forget that we r pathan,sindhi,balochi or punjabi.first of all we r brothers as a muslim and than pakistani.i loveto be a part of pakistan.pakistan zinda abad,islam paindaabad
Javed Bhai,
Kash hamare hukmaran or mere Pakistini bhai ap ke collumns parhna shoru kar den…
Bad law concept is right but the ethnic division is very harmful for society and the country. British were foreign rulers, there rules may not be suitable for locals. We have ISLAM——–The only TRUTH
So you mean we should neglect the last address of the Holy Proghet SAW on the occasion of Hujjatul-wida