first of all we r muslim by name only.mullas never tell us the true islam. they r just doing their business under the cover of islam.they r making money only and using islam. ur suggestions for masjid is nice and when society is suffering for food and other daily needs then who will spend money. rich people r more greedy they will never spend money on such things. they only think how to multiply their bank balances. nawaz sharif pay 5000 rs tax only. will he spend money on masjid??? never. they r all bastards.
Hayat Ullah Khan
ULMAYE KARAM KO MIMBAR PAR BAIT KAR QURAN AUR HADEES BAYAN KARNA CHAHIYE. YAHEE MERA REQUEST HAY ULMAYE KARAM SE BAQI WO HAM SE ACHA JANTE HAY
F.B.Butt
Well said Ch. Sb
You are right that cleanliness is half of the faith but we are indifferent to it.Mosques should exhibit excellent ambiance/atmosphere to people so that they are encouraged to visit it regularly.
سّیدنا آنحضرت ﷺ نے فرمایا : لوگوں پر ایسا زمانہ آ أ گا جب اسلام کا صرف نام باقی رہ جا أ گا اور قرآن کے صرف الفاظ باقی رہ جائیں گے۔ اُن کی مسجدیں ظاہر میں تو آباد ہونگی لیکن ہدایت کے لحاظ سے بالکل ویران ہونگی۔ اس زمانہ کے لوگوں کے علماء آسمان کے نیچے بدترین مخلوق ہوں گے۔ اُنہی میں سے فتنے نکلیں گے اور انہی میں واپس لوٹ جائیں گے۔
javed Bhai…
aap ne sahi kaha,,KE MASJID MAIN NAMAZ TU THI MGR ISLAM KHA THA?????
main jab bhi namaz keliye masjid jata hoon bilkol yehi feelings hoti hain,,,,SF DR SF NAMAZ ADA HOTI HAYE MAGR OS MAIN KHALOOS,,,ISLAM,,,KHOSHNOODI,,, RAZA E ILAHI,,,,KUCH BHI NAHI HOTA,,,,
namaz ki adaygi ke baad SAB NAMZI asey bhagtey hain dekh kr ANKHAIN or DIMAGH son ho jata haye…ke ham log masjid main kia krne aye they?????
RAB ko hamri asi namaz ki zaroorat nahi jis se na hamari apni namaz kabool HO or NA HI dooro ki …ooper se phlang phlang kr….
KHODA KI KASM BHOOT BORA WAQT OR AZAB SE GUZER REHE HAIN….
Iftikhar Bashir
The discipline and cleanliness in the mosques can be better maintained if people are employed for this purpose and they are paid for it (like in Saudi Arabia). In Pakistan, the mosques are built and maintained by volunteers whose main job is not to run the affairs of the mosques. So it is on the mercy/choice of those people how they do this additional job.
In the prevailing system, the imam/khateeb of the mosque is responsible for maintaining the discipline/cleanliness. He should not only tell people about importance of these things but also implement them. I believe that if the imam of every mosque requests the people during his every Friday prayer address to keep the discipline and cleanliness in the mosque that will be enough till next Friday.
Dr M Imran
Javed sahib nain bohat achi batt ki hai, hum in batoon per zara bhee ghor or fiqar naheen kartay yahi waja hai ajj hum saray world main badnam ho rahay hai, namaz dicipline sikhati hai. waqiahe islam nazar naheen araha.
Allah hum per raham karay. Ameen
asad
gr8 thoughts but dont say like that all ppl must have to come aboluted to the mosque!!i think you dont know about ibs and ulcer patients problems? believe me ur these lines making me cry
shrani
asalamalaikum Javed chodri
ye jetne point ap ne suggest kiye hn reasonable aur posible hn lekin inko amlijama pehnane kelie Staff ki zarorat ha ye pora staff rakhna aur unko pay karna nmazyon ki bas se baher ha wo ak khateeb ni rakh sakte ye sab kuch kese karen gay dosari bat agai hukomat ki humari apni aamal se hukomat ki asi halat ha k wo awam se double tax lene k bawajood uncountable qarzdar ha.
Javed Iqbal
thnx for writing on this topic. i always wonderd about the “poor” conditin of masjids. YOU wrote in detail and true. I think i can start these things from my side. Why to waite for others? Its EASY to do. So alongwith with appreciating/commenting, im also promosing that “I” will apply all the these little acts.
IMRAN SHAFQAT KHICHI
very nice options.
Mohsin Raza
Assalam o Alaikum, Sir very nice coloumn. ap ne bohat touchi topic pe likha he jis pe bat krte hoye dar lagta he q k hamare mulk me to majsidein b legal zamin pe tamir ni ki gai hen qabza mafia jahan chahti he majid bana deti he or phr wo masayil janam lete hen jin ka ap ne apne coloumn me zikr kiya he
Tahir Ali
ch.sab,assalam o alaikum,main aap k colum ka mustaqil qari hoon.is colum k hawale se chand baton ke terf aap ke tawjo mabzol kerwana chahta hoon.pakistan k tool o arz mein bani hoi lakhon masajid bagher kisi hakoomty imdad k,apni maded aap ke tehet chalti hen.
masjed k musteqil namazi bilamom ghereeb ghurba hote hen.yeh log her maheeny qareeb k ghron se chanda jama ker k aur juma ki namaz k waqat chanda iketha ker k masjid k ikhraja pore kerte hein.in masajed mein akser o beshter namaz perhane wala imam aik qari hota hy,jis ne molvi fazal ka coures bhi nahi kia hota.us ka deeni ilem chan wazo ghusal aur namaz ke zaroory masayl peu mushtemil hota hy.isee terha juma ke khutbe ke liye jin sahib ko mamoor kiya jata hy woh bhi kisi dehati medrese se ders nizami perhe hote hen.yeh dono hazrat kisi school college se nahi perhe hote.masjid kameti ko yeh is liye suot kerte hen kionke yeh kum tankhwa per juzara ker lete hen.kisi achi jamia ka faazal,imamet aur khitab ka
samiullah
very nice sir…..
bs Allah hamary haaal pr raham kary..
jis mulk ka presedent awr prim minister corrupt ho …os mulk ko bs Allah hi Hifazat kary
Kashif Jafri
very very right javed bhai..
but the problem is all those people who have taken over the mosques by force they only know to give the verdict against other religions and sects. they damn care about all these basic things which is part of islam. they have nothing to do with islam and want their own words to be applied as religion.
if u want to change, change the source from where these molvi are coming.
Allah malik ha hamara…
Irfan
Javaid Sahib, Ham loag Islam ka comparison fouran doosry mazahib sa karny ka leya bahuit jaldi karty han, jab aik asy Insaan sa milty han jo hamari tabeeyat ka khilaf baat karday. Kia Islam jasy aman waly deen ko aik aisa banda jo kabhi kabhi Allah ka ghar jata ha, aour usko Deen par koi authority be nahi wo Deen ki baat karty wakt Doosry Mazahib sa misaal lany ma koi dair nahi karta. Kia aap ko aisa koi proof milla ha Quran aour Hadees pak sa keh aik shahas jiss ka andar kuch kamii ho aour aap uski kammi ko door karny ki bajay direct deen e islam ko doosry mazahib sa compare karny lagy keh doosry mazahib achy han Naoozu billah? kia aik muslim itni choooti har karny ma be bool jata ha keh ma kiss mazhab ko naoozu billa neecha dekhany ki try kar raha hoon? please mazaak or kissi be halat ma Islam ka mawazana doosry mazahib sa es tarha mat kia kary. Allah hammy Islam ko samjny ki towfeek ata farmy aour Islam ko real sense ma samj kar Gustahi sa bachy. Amin. Please apny column ko zara ghowr sa pardna dobara aour daikhy keh aap na kiss ki hatar Islam ko tankeed ka nishana be bana dala.
Abdulla
Khuda ka leya Islam deeny Aman ha aour Islam Aman ka dars daita ha, koi dars ko galat samjy aour galat bian kary to ya us shahas ka kasoor ha Islam ka nahi. Please Khutaba Hijja tul Wida pardy aour pleaseeee i request to all readers please do not crtisise any time to ISLAM. definitely Teachings of Islam Superb from all others. Islam never let us that we Critise Islam or Deen, We should Critise those persons or ourself becasue all missings in us not in Islam. Please do not compare other religions with Islam in the sense to proof Other religions are better than Islam. You see just 1 person who critise YOU and Genralist and due to this you write coloumn. Please neevr sent such messgae to youth in this time when youth already far from Islam. If you have authority that you critisize to Ulema or Islam then please i request you be read more Islam and come delive lectures of Our Prophet (S.A.W.W) Complete Messgae of Peace and Mercey to all youth and those who read your columns, as it is beed of time. Please before writing any kind of column about Islam or Deen first you should aware of what Islam said and what MOLVi said? If Islam said true and MOLVI said wrong then please do not write such columns about Islam and never compare Isalm with other religions. In this case advise to MOLVI’s not Advise to Islam that other countries good this or that and other religions are ….. Thanks
Imran
Chaudry sahab, aap khud q nei implement ker ke dikhate ??? App bhi too lakhon rs salary lene wale hein. apne mohalle ki masjid mein ye implement kara dein aur phir article likhein ke ye mein ne model masjid banai hai, baqi es ko implement karein….
salam.sir ap bilkul sahi khe rahy hain.agra ap idher saudia mian aa kar dekhaian tu ap ko masjid ka system bhut acha lagy ga .kun k idher masjid ka system hukumat kay under hy.
Mian Nawaz
Javed Sahib bahuit achi baat ha aaj ka dowr ma keh achi naseehat ko upload nahi kia jata aour aour khushamid waly comments upload kar deya jaty han. Insha Allah dunnia na sahi Allah to daikha raha ha keh Achai kia ha aour burrai
Tafseer Uddin
Javed sb,Why to blame Mullas,This whole was done by us.We did not teach them properly.A man who is hardly Matriculate and takes education from the institute which has people with very little knowledge. And there is very little concept of cleanliness.Further a boy who is weak in his other/so-called modern education,send them Madrassa. So the Output of weak input is in-front of you in Most of Masajid except for few exceptions.
NAJMUDDIN
WHY NOT U CONTACT A ARCHITECT TO SOLVE THE ISSUE BCZ YOU HAVE SO MANY RESOURCES.
I MYSELF HAVE A IDEA TO SOLVE THESE ISSUES.
WILL U GIVE ME THE CONTACTS WHO WANT TO RESOLE THESE ISSUES PLEASE.
PERHAPS NO. U R NOT PRACTICAL BUT WRITER FOR NOTHING PLEASE
TKS RGDS
Nasir
nice advise and nice thinking… lakin app ko 1 cheez k bary mai zroor btana chahiye tha.or vo hai masjid k AMMAM hazraat.in ko bi thoray bht manner anay chahiye
Amir Johar skardu
ulma karam ko masjidou mai khutbai kai waqt quran aur hadees aur dini batou per zoar rakhna chahiyai na ki siyasi aur fazool mamilat per.
babar
ye sub hamari bhee duty hai…sub kuch molvi aur imam ka kaam nahin….i m also fighting with same system from last few months….main ne ye irada kiya hua hai k apne ilaqe kee masjid ka standard waisa karon ga jasia systematic environment main main kaam karta hun ya jaisa mera ghar hai…buhat mushqilat ke bad Allah ka shukar hai ke mujhe apne aalim aur masjid ke administration ko qail karne ka moqa mila…ab wahan ke khutbe decided hote hain basic principles per…firqa wariat aur negative energy ke baghair speeches hotin hain….logon ko masjid ka ehtraam per khitab last month aik successfull event tha….is ka ilawa bhe buhat sare areas per working ja rahee hai…..meri tamam logon se iltimas hai k wo bhe apne ilaqe ke masjid main apna role ada karen aur tamam masajid ko Allah ke masjid banayen aur apne ghar se behtar banayen. Islam has no firqa. we are just muslims
Muhammad Shaban Rehan
Asslam o Alikum,
First of all I appreciate you observation having constructive approach. It is common saying highest form of exellence is observing without judgement but as a journalist you are bound to present the factual and on ground information to everyone.
Discipline is need of hour for our society and we have to follow golden principles of our last Prophet strating from Masjid.
Apart from this , I am your fan and I want to express my observations and feeling , needs your guidance and counseling.
Thanks
Very nice but…
نقار خانے میں طوطی کی آواز کون سنتا ہے
first of all we r muslim by name only.mullas never tell us the true islam. they r just doing their business under the cover of islam.they r making money only and using islam. ur suggestions for masjid is nice and when society is suffering for food and other daily needs then who will spend money. rich people r more greedy they will never spend money on such things. they only think how to multiply their bank balances. nawaz sharif pay 5000 rs tax only. will he spend money on masjid??? never. they r all bastards.
ULMAYE KARAM KO MIMBAR PAR BAIT KAR QURAN AUR HADEES BAYAN KARNA CHAHIYE. YAHEE MERA REQUEST HAY ULMAYE KARAM SE BAQI WO HAM SE ACHA JANTE HAY
Well said Ch. Sb
You are right that cleanliness is half of the faith but we are indifferent to it.Mosques should exhibit excellent ambiance/atmosphere to people so that they are encouraged to visit it regularly.
nice column !! we have to think about it
سّیدنا آنحضرت ﷺ نے فرمایا : لوگوں پر ایسا زمانہ آ أ گا جب اسلام کا صرف نام باقی رہ جا أ گا اور قرآن کے صرف الفاظ باقی رہ جائیں گے۔ اُن کی مسجدیں ظاہر میں تو آباد ہونگی لیکن ہدایت کے لحاظ سے بالکل ویران ہونگی۔ اس زمانہ کے لوگوں کے علماء آسمان کے نیچے بدترین مخلوق ہوں گے۔ اُنہی میں سے فتنے نکلیں گے اور انہی میں واپس لوٹ جائیں گے۔
( مشکوٰۃ المصابیح،فصل الثالث،کتاب العلم،جلد نمبر1 صفحہ91 )
Adam Sahb….good Ahdees….
javed Bhai…
aap ne sahi kaha,,KE MASJID MAIN NAMAZ TU THI MGR ISLAM KHA THA?????
main jab bhi namaz keliye masjid jata hoon bilkol yehi feelings hoti hain,,,,SF DR SF NAMAZ ADA HOTI HAYE MAGR OS MAIN KHALOOS,,,ISLAM,,,KHOSHNOODI,,, RAZA E ILAHI,,,,KUCH BHI NAHI HOTA,,,,
namaz ki adaygi ke baad SAB NAMZI asey bhagtey hain dekh kr ANKHAIN or DIMAGH son ho jata haye…ke ham log masjid main kia krne aye they?????
RAB ko hamri asi namaz ki zaroorat nahi jis se na hamari apni namaz kabool HO or NA HI dooro ki …ooper se phlang phlang kr….
KHODA KI KASM BHOOT BORA WAQT OR AZAB SE GUZER REHE HAIN….
The discipline and cleanliness in the mosques can be better maintained if people are employed for this purpose and they are paid for it (like in Saudi Arabia). In Pakistan, the mosques are built and maintained by volunteers whose main job is not to run the affairs of the mosques. So it is on the mercy/choice of those people how they do this additional job.
In the prevailing system, the imam/khateeb of the mosque is responsible for maintaining the discipline/cleanliness. He should not only tell people about importance of these things but also implement them. I believe that if the imam of every mosque requests the people during his every Friday prayer address to keep the discipline and cleanliness in the mosque that will be enough till next Friday.
Javed sahib nain bohat achi batt ki hai, hum in batoon per zara bhee ghor or fiqar naheen kartay yahi waja hai ajj hum saray world main badnam ho rahay hai, namaz dicipline sikhati hai. waqiahe islam nazar naheen araha.
Allah hum per raham karay. Ameen
gr8 thoughts but dont say like that all ppl must have to come aboluted to the mosque!!i think you dont know about ibs and ulcer patients problems? believe me ur these lines making me cry
asalamalaikum Javed chodri
ye jetne point ap ne suggest kiye hn reasonable aur posible hn lekin inko amlijama pehnane kelie Staff ki zarorat ha ye pora staff rakhna aur unko pay karna nmazyon ki bas se baher ha wo ak khateeb ni rakh sakte ye sab kuch kese karen gay dosari bat agai hukomat ki humari apni aamal se hukomat ki asi halat ha k wo awam se double tax lene k bawajood uncountable qarzdar ha.
thnx for writing on this topic. i always wonderd about the “poor” conditin of masjids. YOU wrote in detail and true. I think i can start these things from my side. Why to waite for others? Its EASY to do. So alongwith with appreciating/commenting, im also promosing that “I” will apply all the these little acts.
very nice options.
Assalam o Alaikum, Sir very nice coloumn. ap ne bohat touchi topic pe likha he jis pe bat krte hoye dar lagta he q k hamare mulk me to majsidein b legal zamin pe tamir ni ki gai hen qabza mafia jahan chahti he majid bana deti he or phr wo masayil janam lete hen jin ka ap ne apne coloumn me zikr kiya he
ch.sab,assalam o alaikum,main aap k colum ka mustaqil qari hoon.is colum k hawale se chand baton ke terf aap ke tawjo mabzol kerwana chahta hoon.pakistan k tool o arz mein bani hoi lakhon masajid bagher kisi hakoomty imdad k,apni maded aap ke tehet chalti hen.
masjed k musteqil namazi bilamom ghereeb ghurba hote hen.yeh log her maheeny qareeb k ghron se chanda jama ker k aur juma ki namaz k waqat chanda iketha ker k masjid k ikhraja pore kerte hein.in masajed mein akser o beshter namaz perhane wala imam aik qari hota hy,jis ne molvi fazal ka coures bhi nahi kia hota.us ka deeni ilem chan wazo ghusal aur namaz ke zaroory masayl peu mushtemil hota hy.isee terha juma ke khutbe ke liye jin sahib ko mamoor kiya jata hy woh bhi kisi dehati medrese se ders nizami perhe hote hen.yeh dono hazrat kisi school college se nahi perhe hote.masjid kameti ko yeh is liye suot kerte hen kionke yeh kum tankhwa per juzara ker lete hen.kisi achi jamia ka faazal,imamet aur khitab ka
very nice sir…..
bs Allah hamary haaal pr raham kary..
jis mulk ka presedent awr prim minister corrupt ho …os mulk ko bs Allah hi Hifazat kary
very very right javed bhai..
but the problem is all those people who have taken over the mosques by force they only know to give the verdict against other religions and sects. they damn care about all these basic things which is part of islam. they have nothing to do with islam and want their own words to be applied as religion.
if u want to change, change the source from where these molvi are coming.
Allah malik ha hamara…
Javaid Sahib, Ham loag Islam ka comparison fouran doosry mazahib sa karny ka leya bahuit jaldi karty han, jab aik asy Insaan sa milty han jo hamari tabeeyat ka khilaf baat karday. Kia Islam jasy aman waly deen ko aik aisa banda jo kabhi kabhi Allah ka ghar jata ha, aour usko Deen par koi authority be nahi wo Deen ki baat karty wakt Doosry Mazahib sa misaal lany ma koi dair nahi karta. Kia aap ko aisa koi proof milla ha Quran aour Hadees pak sa keh aik shahas jiss ka andar kuch kamii ho aour aap uski kammi ko door karny ki bajay direct deen e islam ko doosry mazahib sa compare karny lagy keh doosry mazahib achy han Naoozu billah? kia aik muslim itni choooti har karny ma be bool jata ha keh ma kiss mazhab ko naoozu billa neecha dekhany ki try kar raha hoon? please mazaak or kissi be halat ma Islam ka mawazana doosry mazahib sa es tarha mat kia kary. Allah hammy Islam ko samjny ki towfeek ata farmy aour Islam ko real sense ma samj kar Gustahi sa bachy. Amin. Please apny column ko zara ghowr sa pardna dobara aour daikhy keh aap na kiss ki hatar Islam ko tankeed ka nishana be bana dala.
Khuda ka leya Islam deeny Aman ha aour Islam Aman ka dars daita ha, koi dars ko galat samjy aour galat bian kary to ya us shahas ka kasoor ha Islam ka nahi. Please Khutaba Hijja tul Wida pardy aour pleaseeee i request to all readers please do not crtisise any time to ISLAM. definitely Teachings of Islam Superb from all others. Islam never let us that we Critise Islam or Deen, We should Critise those persons or ourself becasue all missings in us not in Islam. Please do not compare other religions with Islam in the sense to proof Other religions are better than Islam. You see just 1 person who critise YOU and Genralist and due to this you write coloumn. Please neevr sent such messgae to youth in this time when youth already far from Islam. If you have authority that you critisize to Ulema or Islam then please i request you be read more Islam and come delive lectures of Our Prophet (S.A.W.W) Complete Messgae of Peace and Mercey to all youth and those who read your columns, as it is beed of time. Please before writing any kind of column about Islam or Deen first you should aware of what Islam said and what MOLVi said? If Islam said true and MOLVI said wrong then please do not write such columns about Islam and never compare Isalm with other religions. In this case advise to MOLVI’s not Advise to Islam that other countries good this or that and other religions are ….. Thanks
Chaudry sahab, aap khud q nei implement ker ke dikhate ??? App bhi too lakhon rs salary lene wale hein. apne mohalle ki masjid mein ye implement kara dein aur phir article likhein ke ye mein ne model masjid banai hai, baqi es ko implement karein….
Chaudry batein kerna asaan hoti hein… likhte raho aur kaamaate rahoo !