Janab main aap ka fan hoon lekin aap k column main do bohat bari ghaltiyan hain, bara-e-karam un ko durust karen aur Allah se us per maafi mangen
1. Huzoor Nabi-e-Kareem (S.A.W.W.) duniya main tashreef lane se pehle bhi nabi they, Allah ne sab se pehle Huzoor (S.A.W.W.) ke noor ko paida farmaya phir deegar chezon ko paida kia.
2. Jab aap khud yeh baat keh rahe hain k Huzoor (S.A.W.W.) k paas ilm k khazane they to aap yeh baat kaise keh sakte hain k MaazAllah NaoozoBillah unhain parhna likhna nahi aata tha. Allah Ta’ala ne apne Mehboob (S.A.W.W.) ko tamam jahanon ka ilm ata farmaya to kia likhna aur parhna ilm nahi??
Bara-e-Meharbani apni islaah karen aur logon k emaan se na khelen
hafiz noman
assalamoalukom,javeed bhai app na apni samajh or mallomat kay mutabiq likha ha kiya ap na ya bhe socha tha is ko parhna vala ap key baat ko kis tarha la ga.mare rai ha ap kuch link of information ka havala da diya kara.
aliya
Logical baatein hoti hain aap ki jo smjh mein aati hain, Molviyun se behter to aap hain…
Zohaib
Ms. Aliya, mujhe nahi pata aap kin Molviyon ki batain kar rahi hain lekin, ager ko aisi baten achi lagti hain jo aap k Emaan k liye Khatra hain to afreen hai aap per
Wajid
Hi Zohaib,
ju baat ap ne ki hai uska jwb es trha hai k Huzoor (S.A.W.W.)k ilam ki baat ju Javed sb kar rahy hain wo or baten hain..shayed ap ne samjhi na hon..ju ilam unk pas tha wo or tha …mein behtr bta sakta hon hu sakta hai…..agr koi contact # hai tu mere se baat kijye ga define kar don ga apko…0321-4034009 Wajid Malik